Imágenes de páginas
PDF
EPUB

7 And they took counsel, and 7 Tab unhon ne mashwarat ki, bought with them the potter's field, to bury strangers in.

8 Wherefore that field was called, The field of blood, unto this day.

9 Then was fulfilled that which was spoken by Jeremy the prophet, saying, And they took the thirty pieces of silver, the price of him that was valued, whom they of the children of Israel did value;

10 And gave them for the potter's field, as the Lord appointed me.

11 And Jesus stood before the governor and the governor asked him, saying, Art thou the King of the Jews? and Jesus said unto him, Thou sayest.

12 And when he was accused

of the chief priests and elders, he answered nothing.

13 Then said Pilate unto him, Hearest thou not how many things they witness against thee?

14 And he answered him to never a word; insomuch that the governor marvelled greatly.

15 Now at that feast the governor was wont to release unto

the people a prisoner, whom they would.

16 And they had then a notable prisoner, called Barabbas.

17 Therefore when they were gathered together, Pilate said

aur unhen dekar ek kumhár kí zamín gharibon ke liye mol lí.

| 8 Isliye wuh zamin ab tak khán

ká khet kahlátí hai.

9 Tab wuh, jo Yirimiah nabí kí marifat se kahá gayá thá, púrá húá, ki Unhon ne un tís dirham us kí qímat kí jis ká ki mol thahráyá gayá, hán, jis ká baní Isráil men se bázon ne mol thahrayá, liya;

10 Aur unhen kumhár kí zamín ke liye diyá, jaisá Ķhudáwand ne mujhe farmáya.

11 ¶ Aur sá hákim ke sámhne khará thá: aur hákim ne use yih púchhá, Kyá Yihúdon ká bádsháh tú hí hai? Įsá ne kahá, ki Tú hí kahta hai.

12 Aur jab sardár káhin aur mashaikh us par faryád kar rahe the, wuh kuchh jawab na diyá thá.

13 Tab Pilátus ne use kahá, kya Tú nahin suntá, ki we kyá kya kuchh tujh par gawáhí dete

bain?

[blocks in formation]

unto them, Whom will ye that I release unto you? Barabbas, or Jesus which is called Christ?

18 For he knew that for envy they had delivered him.

19 ¶ When he was set down on the judgment seat, his wife sent unto him, saying, Have thou nothing to do with that just man: for I have suffered many

Tum kis ko cháthte ho, ki main tumháre liye ázád karún? Barabbá ko, yá Ịsá ko, jo Masih kahlátá hai?

18 Kyúnki wuh jántá thá, ki unhon ne rashk se use pakaṛwáyá. 19 ¶ Jab 19 Jab wuh hukúmát ke takht par baithí, us kí jorú ne use kahlá bhejá, ki Tujhe is rástház se kuchh kám na rahe: ki áj main ne khwab men us ke

things this day in a dream be- | liye bahut tasdíą páí hai. cause of him.

20 But the chief priests and elders persuaded the multitude that they should ask Barabbas, and destroy Jesus.

21 The governor answered and said unto them, Whether of the twain will ye that I release unto you? They said, Barabbas.

22 Pilate saith unto them, What shall I do then with Jesus which is called Christ? They all say unto him, Let him be crucified.

23 And the governor said, Why, what evil hath he done? | But they cried out the more, saying, Let him be crucified.

24 When Pilate saw that he could prevail nothing, but that rather a tumult was made, he took water, and washed his hands before the multitude, saying, I am innocent of the blood

of this just person: see ye to it. 25 Then, answered all the people, and said, His blood be on us, and on our children.

[ocr errors]

20 Par sardár kábinon aur mashaikh ne jamáąt ko rághib kiyá, ki Barabbá ko cháhen, aur Isá ko qatl karwáen.

21 Hákim ne phir unhen kahá, ki Tum donon men se kis ko chahte ho, ki main tumháre wáste ázád karún? We bole, ki Barabbá ko.

22 Pilatus ne un se kahá, ki Phir sá ko, jo Masih kahlátá hai, kyá karún? We bole, ki Wuh salib par khenchá jáwe.

23 Hákim ne kahá, ki Us ne kyá gunáh kiyá ? Par unhon ne aur ghul machake kahá, ki Wuh salíb par khenchá jáwe.

24 Jab Pilátus ne dekhá ki us ká kuchh na chalá, balki hangáma hota hai, us ne pání lekar, jamáąt ke áge yih kahke apne háth dhoe, ki Main is mard i rástbáz ke khún se mubarrá hún: tum jáno.

25 Tab sab log bole, ki Us ká khún ham par, aur hamári aulád par howe.

26 Then released he Barabbas unto them and when he had scourged Jesus, he delivered him to be crucified.

27 Then the soldiers of the governor took Jesus into the common hall, and gathered unto him the whole band of soldiers.

28 And they stripped him, and put on him a scarlet robe.

29 And when they had platted a crown of thorns, they put it upon his head, and a reed in his right hand and they bowed the knee before him, and mocked him, saying, Hail, king of the Jews!

30 And they spit upon him, and took the reed, and smote him on the head.

31 And after that they had mocked him, they took the robe off from him, and put his own raiment on him, and led him away to crucify him.

32 And as they came out, they found a man of Cyrene, Simon by name him they compelled to bear his cross.

33 And when they were come unto a place called Golgotha, that is to say, a place of a skull,

34 They gave him vinegar to drink mingled with gall: and when he had tasted thereof, he would not drink.

35 And they crucified him, and parted his garments, casting lots that it might be fulfilled

26 Phir us ne Barabbá ko un ke liye ázád kiyá: aur sá ko kore márke hawála kiyá, ki salib par khenchá jáwe.

27 Tab hákim ke sipáhí sá ko díwán i amm men le gaye; aur sipáhíon ne sáre risále ko us ke gird jamą kiya.

28 Tab unhon ne use nangá karke qirmizí pairáhan pahináyá. 29 Aur unhon ne kánton ká táj banáke us ke sir par rakhá, aur ek sențhá us ke dahine háth men diya aur us ke áge ghutne tekke, yún kahke, us se tamaskhur kiyá, ki Ai Yihúdíon ke badshah, salám!

30 Phir unhon ne us par thúká, aur senţhe ko lekar us ke sir par márá.

31 Aur jab tamasķhur kar chuke, unhon ne us ká pairáhan utárá, aur use usí ká libás pahináyá, aur le chale, ki salíb par khenchen.

32 Aur jaun we bahar áye, unhon ne Kurení ke ek shakhs ko, jis ká nám Shamạn thá, páyá: aur us par jabr kiyá, ki us kí salib le chale.

33 Aur jab we ek maqám men, jis ká nám Jaljata thá, jis ke máne khoprí kí jagah hai, pahunche,

34 Use sirka aur pit milá diyá ki píwe: us ne chakhke píne ká iráda na kiyá.

35 Aur unhon ne use salíb par khenchke us ke kapre par qura dálke bánt liye: táki jo nabí ne

which was spoken by the prophet, They parted my garments among them, and upon my vestures did they cast lots.

36 And sitting down they watched him there;

37 And set up over his head, his accusation written, THIS IS JESUS THE KING OF THE JEWS.

38 Then were there two thieves crucified with him, one on the right hand, and another on the left.

39¶And they that passed by reviled him, wagging their heads,

[blocks in formation]

kahá thá, púrá howe, ki Unhon ne mere kapre ápas men bánţe, aur mere libás ke liye qura ḍálá.

36 Aur we wahán baithke us kí nigahbání karne lage;

37 Aur us kí tuhmat ko likhkar us ke sir se buland nasab kiyá, ki YIH YAHUDION KA BADSHAH ISA HAI.

38 Us waqt us ke sath do chor salib par khenche gaye the, ek dahine háth, aur dúsrá báep.

39 Aur we jo udhar se guzarte the, apne sir hiláke use malámat karte the,

40 Aur kahte the, ki Tú, jo haikal ká chánewálá, aur tín din men phir biná karnewálá hai, apne taín bacha. Agar tú Khudá ká Beta hai, salíb par se utar á. 41 Isí tarah se sardár káhinon ne kátibon aur mashaikh ke sáth milke tamaskhur se kahá,

42 Ki Auron ko bacháyá; apne taín bachá nahín saktá. Agar wuh Isráil ká Bádshah hai, ab salib par se utar áwe, aur ham us ke muataqid honge.

43 Us ne Khudá par tawak kul kiya; ab agar wuh us ká pyárá hai, to wahí use rihái bakhshe: kyunki wuh kahtá thá, ki Main Khudá ká Beţá hún.

44 We chor bhí, jo us ke sáth salib par khenche gaye the, isí tarah se us ko malámat karte the. 45 Tab chhathí saat se nawin sáąt tak us sáre zamín par táríkí chhá gaí.

46 And about the ninth hour Jesus cried with a loud voice, saying, Eli, Eli, lama sabachthani? that is to say, My God, my God, why hast thou forsaken me?

47 Some of them that stood there, when they heard that, said, This man calleth for Elias. 48 And straightway one of them ran, and took a spunge, and filled it with vinegar, and put it on a reed, and gave him to drink.

49 The rest said, Let be, let us see whether Elias will come to save him.

50 Jesus, when he had cried again with a loud voice, yielded up the ghost.

51 And, behold, the veil of the temple was rent in twain from the top to the bottom; and the earth did quake, and the rocks rent;

52 And the graves were opened; and many bodies of the saints which slept arose,

53 And came out of the graves after his resurrection, and went into the holy city, and appeared

unto many.

54 Now when the centurion, and they that were with him, watching Jesus, saw the earthquake, and those things that | were done, they feared greatly, saying, Truly this was the Son of God.

46 Aur nawin saat ke nazdík sá ne buland áwáz se chilláke kahá, ki Elí, Elí, lamá sabaqtaní? yane, Ai mere Ķhudá, ai mere Khudá, kyún tú ne mujhe akelá chhorá?

47 Báze un men se, jo wahán khare the, yih sunke bole, ki Yih Eliyás ko bulátá hai.

48 Aur filfaur ek ne un men se daurke bádil leke sirke se tar kiyá, aur neze par raklıke use chusáyá.

49 Auron ne kahá, Bhalá, ham dekhen to ki Eliyás use chhuráne áwegá.

50 Tab Isá do bára barí áwáz se chilláyá, aur us ne ján dí.

51 Aur dekho, ki hai kal ká parda úpar se níche talak phat gaya; aur zamín larzí, aur patthar tarak gaye;

52 Aur qabren khulín; aur muqaddason kí bahut láshen, jo khwab i adam men thín, uthin,

53 Aur us ke uthne ke bậd qabron se báhar áín, aur shahr i muqaddas men gain, aur bahuton ko dikhláí dín.

54 Aur jab us jamądár, aur us ke rafiqon ne, jo Įsá kí nigáhbání karte the, zalzala aur jo kuchh ki wáqia húá thá, dekhá, tab bahut birásán hoke bole, Yih sach mach Khudá ká Beţá thá.

55 Aur wahan bahut sí randí

55 And many women were there beholding afar off, which án, jo Jalíl se sá ke pichhe,

« AnteriorContinuar »