Imágenes de páginas
PDF
EPUB
[blocks in formation]

4 That thine alms may be in secret: and thy Father which seeth in secret himself shall reward thee openly.

5 And when thou prayest, thou shalt not be as the hypocrites are for they love to pray standing in the synagogues and in the corners of the streets, that they may be seen of men. Verily, I say unto you, They have their reward.

6 But thou, when thou prayest enter into thy closet, and when thou hast shut thy door, pray to thy Father which is in secret; |

bháíon ko salám karo, to auron par tumhen kyá fazílat hai? kyá khirájlenewále yih nahin karte? 48 Isliye tum kámil bano, jaisá tumhárá Báp, jo ásman par hai, kámil hai.

CHHATWAN BAB.

1 Zinhár tum logon ke sámhne apní khairát na karo, is niyat se, ki we dekhen: aur nahín to, tumhare Báp pás, jo ásmán par hai, tumhárá kuchh ajr nahín.

2 Isliye jis waqt tú khairát karta hai, apne sámhne turlí na bajáyá kar, ki is tarah ahl i riyá majmaon men, aur raston men bajáte hain, táki log un kí sitáish karen. Main tum se sach kahtá hún, ki We apná ajr páchuke.

3 Balki jab tú khairát kare, chahiye ki terá báyán háth, jo . kuchh terá dahiná háth kare, na jáne:

4 Táki terí khairát chhipí rahe, aur terá Báp, jo parde men dekta hai, wuh khud áshkárá ajr degá.

5 Aur jis waqt tú namáz kare riyákáron kí mánind mat ho: kyúnki we majmaon men, aur raston ke závíon men khare hokar namáz parhne ko dost rakhte hain, táki log unhen dekhen. Main tum se sach kahtá hún, ki We apná ajr páchuke.

6 Lekin tú jab namáz kare, to apne khalwatkhane men já, aur apná darwáza band karke, apne Báp se, jo poshida hai, dựa

and thy Father which seeth in | máng; aur terá Báp, jo parde secret, shall reward thee openly. men dekhta hai, tujhe áshkárá ajr degá.

[blocks in formation]

7 Aur jab tum namáz karte ho, ziyada bak bak na karo, ki is tarah awám ke log karte hain: kyúnki we yih gumán karte hain, ki un kí ziyádagoí se un kí dụá suní jáegí.

8 Pas tum un kí mánind mat ho: kyúnki tumhárá Báp peshtar is se, ki tum us se mángo, jántá hai ki tum kin kin chízon ke muhtáj ho.

9 Is wáste tum namáz is tarah se karo: ki Ai hamáre Báp, jo ásmán par hai, terá nám muqaddas rahe.

10 Teri bí bádsháhat áwe. Aur terí murád jaisá ásmán par hai, zamín par bhí bar áwe.

11 Hamáre rozíne kí rotí áj ham ko bakhsh.

12 Aur jis tarah se, ki ham apne qarzdáron ko bakhshte hain, tú apne dain ham ko bakhsh de.

13 Aur ham ko imtihan men na dál, balki sharr se bachá: kyúnki bádsháhat, aur tawánáí, aur jalál tá abad terí hai. Amín.

14¶Isliye, ki agar tum ádmíon ke gunáh bakshoge, tumhárá Báp, jo ásmán par hai, tumhen bhí bakhshegá:

15 Aur agar tum ádmíon ke gunáh na bakhshoge, tumhárá Báp bhí tumháre gunah na bakhshegá.

16 Aur jab tum roza rakho, riyákáron kí mánind turshrú

sad countenance: for they disfigure their faces, that they may appear unto men to fast. Verily I say unto you, They have their reward.

17 But thou, when thou fastest, anoint thine head, and wash thy face;

18 That thou appear not unto men to fast, but unto thy Father which is in secret: and thy Father, which seeth in secret shall reward thee openly.

19 Lay not up for yourselves treasures upon earth, where moth and rust doth corrupt, and where thieves break through and steal : 20 But lay up for yourselves treasures in heaven, where neither moth not rust doth corrupt, and where thieves do not break through nor steal:

21 For where your treasure is, there will your heart be also.

22 The light of the body is the eye: if therefore thine eye be single, thy whole body shall be full of light.

23 But if thine eye be evil, thy whole body shall be full of darkness: If therefore the light that is in thee be darkness, how great is that darkness!

24¶ No man can serve two masters for either he will hate the one, and love the other; or else he will hold to the one, and despise the other. Ye cannot serve God and mammon,

|

mat ho: kyúuki we apná munh banáte hain, táki log unhen rozadár jánep. Main tum se sach kahtá hú, ki We apná ajr páchuke.

17 Par jab tú roza rakhe, apne sir ko chikná kar, aur apne munh ko dho;

18 Táki tujhe roza se, na ádmí, balki terá Báp, jo poshída hai, jáne: aur terá Báp, jo parde men dekhta hai, tujhe áshkárá ajr degá,

19¶ Mál apne wáste zamín par jamą mat karo, ki wahán kíṛá aur zang kharab karta hai, aur chor sendh dete hain, aur choráte hain: 20 Balki mál apne liye ásmán par jamą karo, wahán na kírá, aur na zang kharáb karta hai, aur na chor wahan sendh dete, aur na churáte hain:

21 Kyunki jis jagah tumhárá mál hai, tumhárá dil bhí wahin lagá rahegá.

22¶ Badan ká chirágh ánkh hai pas agar terí ánkh sáf ho, to terá sárá badan núrání hogá.

23 Aur agar terí ánkh burí ho, terá sárá badan andherá hogá. Is liye agar yih roshní, jo tujh men hai, táríkí banjáe, kyá baṛí taríki hogi!

24 Koi shakhs do áqáon kí khidmat nahin kar saktá: is liye ki wuh ya ek se dushmaní rakhegá, aur disre se dostí; yá wuh pahle kí rifáqat karegá, aur d ísre se bezár hogá. Tum Khudá aur mámúná, donon kí bandagí nahin kar sakte.

25 Therefore I say unto you, Take no thought for your life, what ye shall eat, or what ye shall drink; nor yet for your body, what ye shall put on. Is not the life more than meat, and the body than raiment?

26 Behold the fowls of the air: for they sow not, neither do they reap, nor gather into barns; yet your heavenly Father feedeth them. Are ye not much better than they?

27 Which of you by taking thought can add one cubit unto his stature?

28 And why take ye thought for raiment? Consider the lilies of the field, how they grow; they toil not, neither do they spin:

29 And yet I say unto you, That even Solomon in all his glory was not arrayed like one of these.

30 Wherefore, if God so clothe the grass of the field, which to day is, and to-morrow is cast into the oven, shall he not much more clothe you, O ye of little faith?

31 Therefore take no thought, saying, What shall we eat? or, What shall we drink? or, Wherewithal shall we be clothed?

32 (For after all these things do the Gentiles seek :) for your heavenly Father knoweth that ye have need of all these things.

25 Isliye main tum se kahtá hún, Tum apní zíst ke liye fikr na karo, ki ham kyá kháenge, aur ham kyá píenge; aur na apne badan ke liye, ki ham kyá pahinenge. Kyá ján khurák se bihtar nahin, aur badan poshák se? 26 Hawa ke parindon par nazar karo ki we bote nahín, aur na káṭte hain, aur na khaliyán men jamą karte hain; aur tumhárá Báp, jo ásmán par hai, un kí parwarish karta hai. Kyá tum un se bihtar nahin ho?

27 Tum men se wuh kaun hai, jo fiqr karke apní qadd ko ek háth baṛhá sake?

28 Aur poshák ká kyún andesha karte ho? Janglí sosan ke phúlon ko dekho, we kyúnkar barhte hain; na we mihnat karte hain, aur na we káṭte hain:

29 Aur main tum se kahtá hún, ki Sulaimán apní sárí shaukat men, un men se ek kí mánind mulabbas na thá.

30 Pas jab Khudá maidán kí ghás ko, jo áj hai, aur kal tanúr men jhopkí jáegí, yún pahinátá hai, kyá, Ai kamiątiqádo, is men, ki wuh tum ko pahináegá, kuchh shakk hai?

31 Is liye andeshe se na kaho, ki ham kya kháwen? aur ham kyá píen? aur kya pahinen?

32 Is wáste ki awám in chízon kí talásh karte hain; aur tumhárá Báp, jo ásmán par hai, jántá hai, ki tum in sab chízon ke muhtaj ho.

[blocks in formation]

33 Balki tum Khudá kí bádsháhat aur us kí rástí kí talásh pahle karo; aur un par ye sab chizen tumháre liye afzúd kí jáengín.

34 Pas tum kal kí fikr mat karo: kyúnki khud kal apní chízon kí áp hí fikr karegá. Roz ke liye usí roz ká dukh bas hai.

SATWAN BAB.

1 Nuktachíní na karo, táki tumhárí nuktachíní na kí jáwe.

2 Kyúnki jo nuktachíní ki tum karoge, waisá hí tumhárí nuktachíní kí jáegí: aur jis paimáne se tum paimáish karte ho, usí se phir tumháre wáste paimáish kí jáegí.

3 Aur tú us kanak ko, jo tere bhái kí ánkh men hai, kyún dekhta hai, aur us shahtír ki fikr, jo terí ánkh men hai, nahín kartá? 4 Aur kyúnkar tú apne bhái ko kahta hai, ki Wuh kanak terí ánkh se lá nikál dún; aur dekh, ki terí ánkh men ek shahtír hai? 5 Ai makkár! pahle tú us shahtír ko apní ánkh se nikál, ki tab tú kanak ko apne bhái kí án kh se achchhí tarah se dekhkar nikál sakegá.

6 ¶ Jo chíz ki pák hai, kutton ko mat do, aur apne motí súaron ke áge mat phenko, tá aisá na ho ki we unhen pámál karen, aur phirkar tum ko pháṛen.

7 Mángo, to tumhen diyá jáegá; dhúnḍho, to tum páoge; khatkhatáo, aur tumháre waste kholá jáegá.

« AnteriorContinuar »