Imágenes de páginas
PDF
EPUB

and Joatham begat Achaz; and Achaz begat Ezekias;

10 And Ezekias begat Manasses; and Manasses begat Amon; and Amon begat Josias ; 11 And Josias begat Jechonias and his brethren, about the time they were carried away to Babylon :

12 And after they were brought to Babylon, Jechonias begat Salathiel; and Salathiel begat Zorobabel;

13 And Zorobabel begat Abiud; and Abiud begat Eliakim; and Eliakim begat Azor;

14 And Azor begat Sadoc; and Sadoc begat Achim; and Achim begat Eliud;

15 And Eliud begat Eleazar; and Eleazar begat Matthan; and Matthan begat Jacob;

16 And Jacob begat Joseph the husband of Mary, of whom was born Jesus, who is called Christ.

17 So all the generations from Abraham to David are fourteen generations; and from David until the carrying away into Babylon are fourteen generations; and from the carrying away into Babylon untoChrist are fourteen generations.

18 Now the birth of Jesus Christ was on this wise: When as his mother Mary was espoused to Joseph, before they together, she was found with child of the Holy Ghost.

came

91 Then Joseph her husband,

Yosám se Aház; aur Aház se se Haziqiyá ;

10 Aur Haziqiyá se Manasá; aur Manasá se Amon; aur Amon se Yosiyá.

11 Aur Yosiyá se Yekániya aur us ke bháí, jin rozon men Bábul ko uth chale, páidá húe:

12 Aur bád us ke ki Bábul ko uth chale, Yekániya se Salasáíl paidá húá; aur Salasáil se Zorabábil.

13 Aur Zorabábil se Abiúd; aur Abiúd se Eliyáqím; aur Eliyáqím se A'zor.

14 Aur A'zor se Zádúq; aur Zádúq se Akhím; aur Akhím se Eliúd.

15 Aur Eliúd se Eliázar; aur Eliázar se Matsán; aur Matsán se Yaqub;

16 Aur Yaqub se Yúsuf, jo Mariyam ka shauhar thá; us ke pet se sá, jis ko Masih kahte hain, paidá húa.

17 Pas sab pushten Ibráhím se Dáúd tak, chaudah hain; aur Dáúd se us waqt tak ki Bábul ko uth chale, chaudah pushten hain; aur us waqt se ki Bábul ko uth chale Masih tak chaudah.

18 Aur sá Masih ká tawallud is tarah húá: ki Jab us kí má Mariyam Yusuf se mansub húí, us se pahle, ki we báham howen, wuh Ráh i Quds se hámila páí gaí.

19 Tab us ke shauhar Yusuf

being a just man, and not willing to make her a publick example, was minded to put her away privily.

20 But while he thought on these things, behold, the angel of the Lord appeared unto him in a dream, saying, Joseph, thou son of David, fear not to take unto thee Mary thy wife: for that which is conceived in her is of the Holy Ghost.

21 And she shall bring forth a son, and thou shalt call his name JESUS: for he shall save his people from their sins.

22 Now all this was done, that it might be fulfilled which was spoken of the Lord by the prophet, saying,

23 Behold, a virgin shall be with child, and shall bring forth a son, and they shall call his name Emmanuel, which being interpreted is, God with us.

24 Then Joseph being raised from sleep did as the angel of | the Lord had bidden him, and took unto him his wife:

25 And knew her not till she had brought forth her first born son: and he called his name JESUS.

CHAPTER II.

1 Now when Jesus was born in Bethlehem of Judea in the days of Herod the king, behold, there came wise men from the east to Jerusalem,

ne, jo mard i adil thá, us kí tashhír na cháhkar iráda kivá, ki use chupke se chhor de.

20 Wuh in andeshon hí men thá, ki ekáek Khudáwand ke firishte ne khwab men us par záhir hoke kahá, ki Ai Yusuf ibn i Dáúd, tú apní jorú Mariyam ko apne pás rakhne se mat dar: is liye ki wuh, jo us ke pet men pará, so Rúh i Quds se hai.

21 Aur wuh bețá janegí, aur tú us ká nám PSA rakhná: is wáste ki wuh apní ummat ko un ke gunáhon se bacháegá.

22 Pas yih sab isliye háá, ki jo kuchh Khudáwand ne nabí kí marifat se kahá tha, úrá howe,

23 Ki Dekho, ek bákira pet se hogí, aur ek bețá janegí, aur us ká nám rakhá jáegá Immánuel, jis ká tarjima yih hai, ki Khudawand hamáre sáth.

24 Tab Yusuf ne sote se uthkar, jaisa ki Khudáwand ke firishte ne far náyá thá, kiyá, aur apni jorú ko apne yahan le áyá:

25 Par us se, jab tak ki wuh apná pahlá bețá na janí, hambistar na húa: aur us ká nám ĮSA ra khá.

DUSRA BAB.

1 Aur jab sá Herodís sháh ke waqt men Yahúdiya ke Baithlehem men mutawallad búá, dekho, ki kaí ek majúsíon ne mashriq kí simt se Aurshalím men áke,

2 Saying, Where is he that is born King of the Jews? for we have seen his star in the east, and are come to worship him.

3 When Herod the king had heard these things, he was troubled, and all Jerusalem with him. 4 And when he had gathered all the chief priests and scribes of the people together, he demanded of them where Christ should be born?

5 And they said unto him, In Bethlehem of Judea: for thus it is written by the prophet,

6 And thou Bethlehem, in the land of Juda, art not the least among the princes of Juda: for out of thee shall come a Governor, that shall rule my people

Israel.

7 Then Herod, when he had privily called the wise men, enquired of them diligently what time the star appeared.

8 Ard he sent them to Bethlehem, and said, Go and search diligently for the young child; and when ye have found him, bring me word again, that I may come and worship him also.

9 When they had heard the king, they departed; and, lo, the star, which they saw in the east, went before them, till it came and stood over where the young child was.

10 When they saw the star,

2 Kahá; ki Yahádíon ká nau nihál bádshah kahán hai? ki ham ne mashriq kí nawáh men us ká sitára dekha hai, aur us kí parastish ke liye aye hain.

3¶Tab Herodís, aur us ke sath Aurshalím ke sáre rahnewále yih sunkar ghabraye.

4 Aur us ne sab sardár káhinon, aur us qaum ke kátibon ko ekjá karke, un se tahqíq kiyá ki Masíh kaháu paidá hogá.

5 Unhon ne us se kahá, ki Yahudiya ke Baithlehem men: is liye ki nabí kí márifat se yún likhá gaya hai,

6 Ki Ai Yahúdá kí zamín Baithlehem, tú Yahúdá ke amíron men hargiz haqír nahin hai: kyúnki tujh men se ek sardár niklegá, jo merí qaum Isráil kí riayat karegá.

7 Tab Herodis ne un majúsíon ko chupke buláyá, aur un se tahqiq kiyá, ki wuh sitára kis waqt dikháí diyá.

8 Aur us ne un ko Baithlehem men bhejá, aur kahá, ki Jákar, us larke ke ahwal ko khúb daryáft karo; aur jab tum us ko páo, mujh ko khabar do, táki main bhí ákar sijda karún.

9 ¶ We bádsháh se yih bát sunkar chale gaye; aur dekho, wuh

sitára, jo unhon ne mashriq men dekhá thá, un ke áge áke chalá gaya yahan tak, ki jahán wuh larká thá, us jagah ke úpar thahrá.

10 Tab we us sitáre ko dekh

they rejoiced with exceeding ke bahut bashiddat khushwaqt great joy.

11 And when they were come into the house, they saw the young child with Mary his mother, and fell down, and worshipped him: and when they had opened their treasures, they presented unto him gifts; gold, and frankincense, and myrrh. 12 And being warned of God in a dream that they should not return to Herod, they departed into their own country ano

ther way.

the

13 And when they were departed, behold the angel of the Lord appeareth to Joseph in a dream, saying, Arise, and take the young child and his mother, and flee into Egypt, and be thou there until I bring thee word: for Herod will seek the young child do destroy him.

14 When he arose, he took the young child and his mother by night, and departed into Egypt:

15 And was there until the death of Herod that it might be fulfilled which was spoken of the Lord by the prophet, saying, Out of Egypt have I called my

[blocks in formation]

húe.

11 Aur unhon ne ghar men pahunchkar larke ko us kí má Mariyam ke sáth payá, aur zamín par girke us kí parastish kí: aur unhon ne apní jholíán kholkar soná, aur lubán, aur murr us ko hadiya guzráyá.

12 Aur we khwab men ágáh hokar, ki Herodís ke pás phir jáná na chahiye, dúsrí ráh se apne mulk ko rawána húe.

13 ¶ Un ki rawánagí ke bád Khudáwand ke firishte ne Yusuf ko khwab men dikháí diyá, aur kahá, ki Uth, is larke ko, aur us kí má ko lekar Misr ko bhág já, aur wahin rah, jab tak ki mai tujh pás khabar láún: kyár ut Herodis qatl karne ke liye is larke ko dhúndhegá.

14 Tab us ne uthke larke ko, aur us kí má ko rát hí ko sáth liya aur Misr ko rawána húá :

15 Aur Herodis ke tamám hone tak wahán rahá: táxi wuh, jo Khudáwand ke nabí kí marifat se kahá gayá thá, ki Main ne apne Bete ko Misr se bulayá, púrá howe.

16 Jab Herodis ne mulahiza kiyá ki un majúsíon ne us se tamaskhur kiyá, niháyat ghussa húá, aur logon ko bhejkar sab larkon ko, jo Baithlehem men, aur us kí sárí atráf men the, kamtar do sála se do sála tak, muwáfiq us waqt ke, ki us ne un

had diligently enquired of the majúsíon se tahqiq kiyá thá, qatl

wise men.

17 Then was fulfilled that which was spoken by Jeremy the prophet, saying,

18 In Rama was there a voice heard, lamentation, and weeping, and great mourning, Rachel weeping for her children, and would not be comforted, because they are not.

19¶ But when Herod was dead, behold, an angel of the Lord appeareth in a dream to Joseph in Egypt,

20 Saying, Arise, and take the young child and his mother, and go into the land of Israel: for

they are dead which sought the 'young child's life.

021 And he arose, and took the

ung child and his mother, and came into the land of Israel.

22 But when he heard that Archelaus did reign in Judea in the room of his father Herod, he was afraid to go thither: notwithstanding, being warned of God in a dream, he turned aside into the parts of Galilee :

23 And he came and dwelt in a city called Nazareth: that it might be fulfilled which was spoken by the prophets, He shall be called a Nazarene.

CHAPTER III.

1 In those days came John the Baptist, preaching in the wilderness of Judea,

kiya.

17 Tab wuh jo Yirimiah nabí ne kahá thá, pírá húa,

18 Ki Ráma men ek áwáz suní gaí, zárí aur rone, aur bare mátam kí; ki Rahel apne laṛkon ko rotí thí, aur na cháhtí thí, ki tasallípazír ho, isliye ki we maujúd nahin the.

19 Aur Herodis ke tamam hone ke bád Khudáwand ke firishte ne Misr men Yúsuf ko khwab men dikháí dekar,

20 Kahá, Uth, is larke aur is kí má ko lekar Isráíl kí sar i zamín ko já is wáste ki jo is larke kí ján ke khwáhán the, so mar gaye.

21 Tab wuh uṭhá, aur us laṛke, aur us kí má ko lekar Isráíl kí wilayat men áyá.

22 Par jab suná ki Arkhelaus Yahúdiya men apne báp Herodis kí bádsháhat par musallat húá, us taraf jáne se ḍará: aur khwab men ágáhí pákar, Jalil kí taraf rawána húá :

23 Aur ek shahr men, jis ká nám Násira thá, ákar rahi: tá ki wuh, jo nabíon kí márifat se kahá gayá thá, ki Wuh Násarí kahláegá, púrá howe.

TISRA BAB.

1 Unhín dinou men Yahiyá ne Yahudiya ke bayábán men zábir hoke manádí karná shuru kiyá,

« AnteriorContinuar »