Imágenes de páginas
PDF
EPUB
[blocks in formation]

11 He answered and said unto them, Because it is given unto you to know the mysteries of the kingdom of heaven, but to them it is not given.

12 For whosoever hath, to him shall be given, and he shall have more abundance: but whosoever hath not, from him shall be taken away even that he hath. 13 Therefore speak I to them in parables: because they seeing see not; and hearing they hear not, neither do they understand.

14 And in them is fulfilled the prophecy of Esaias, which saith, By hearing ye shall hear, and shall not understand; and seeing ye shall see, and shall not perceive :

15 For this people's heart is waxed gross, and their ears are dull of hearing, and their eyes

6 Aur jab súraj niklá, jal gaye, aur, isliye ki jar na rakhte the, súkh gaye.

7 Aur báze kánton ke bích gire; aur kanton ne barhke un ko ghonţá:

8 Aur báze achchhí zamín men gire, aur khoshe láye, baze sau gune, báze sáth gune, báze tís

gune.

9 Jis kisí ke kán sunne ke liye howen, sune.

10 Tab shagirdon ne sámhne ákar use kahá, ki Tú kyún un se tamsilon men takallum kartá hai?

11 Us ne jawab diyá, aur unhen kahá, ki Asmán kí bádsháhat ke rázon ká ilm tumhen bakhshá gayá hai, par un ko yih nahín diyá gayá.

12 Isliye ki jis pás kuchh hai, use diyá jáegá, aur use bahut barakat hogí: par jis pás kuchh nabín, us se jo kuchh ki us pás hai, so bhí phir liyá jáegá.

13 Isliye main un se tamsilon men takullum kartá húg: ki we dekhte húe, nahin dekhte; aur sunte húe nahín sunte, aur nahin samajhte.

14 Aur Ashayá kí peshgoí, ki Tum sunte húe sunoge, aur na samjhoge, aur dekhte húe dekhoge, aur khiyál na karoge, un men púrí húí:

15 Kyunki is qaum ká dil charba gaya hai, aur we kánon se únchá sunte huin, aur apní

they have closed; lest at any time they should see with their eyes, and hear with their ears, and should understand with their hearts, and should be converted, and I should heal them.

16 But blessed are your eyes, for they see: and your ears, for they hear.

17 For verily I say unto you, That many prophets and righteous men have desired to see those things which ye see, and have not seen them; and to hear those things which ye hear, and have not heard them.

18 Hear ye therefore the parable of the sower.

19 When any one hearth the word of the kingdom, and understandeth it not, then cometh the wicked one, and catcheth away that which was sown in his heart.

This is he which receiv

ed seed by the way side.

20 But he that received the seed into stony places, the same is he that heareth the word, and anon with joy receiveth it;

21 Yet hath he not root in himself, but dureth for a while: for when tribulation or persecution ariseth because of the word, by and by he is offended.

22 He also that received seed among the thorns is he that heareth the word; and the care of this world, and the deceitfulness of riches choke the word, and he becometh unfruitful.

ánkhen unhon ne mind liyán hain; tá aisá na ho, ki we kabhi ánkhon se dekhen, aur kánon se sunen, aur dil lagáke samjhen, aur phir jáwen, tá main unhen shifá bakhshin.

16 Par mubárak tumhárí ánkhen hain, kyúnki we dekhti hain, aur tumháre kán, kyúuki we sunte hain.

17 So main tum se sach kahta hún, ki bahut se nabíon aur rástbázon ne árzú kí, ki jo kuchh tum dekhte ho, dekhen, aur na dekhá; aur jo kuchh tum sunte ho, sunen, aur na suná.

18 Ab tum kisán kí tamsíl

suno.

19 Jab koi is mamlukat ká sukhan suntá hai, aur nahin samajhtá, to wuh sharír átá hai, aur jo kuchh us ke dil men boyá gayá thá, chhín le játá hai. Yih wuh hai, jis ne ráh kí taraf se tukhm ko páyá.

20 Par jis ne ki tukhm ko sangí zamín men payá, wub hai, ki sukhan ko suntá hai, aur filfaur khushí se mán letá hai;

21 Lekin us men jar nahín hoti, aur wuh thorí muddat ká hai: isliye ki jab us sukhan ke waste musíbat yá ranj men paṛtá hai, to jaldi bezár ho játá hai.

22 Jis ne tukhm ko kánton men payá, wuh hai, ki sukhan ko sunta hai; aur is jahán kí fikr aur daulat kí daghábází sukhan ko ghost dáltí hai, aur wuh bemewa hota hai.

23 But he that received seed

into the good ground is he that heareth the word, and understandeth it; which also beareth fruit, and bringeth forth, some an hundred fold, some sixty, some thirty.

24 Another parable put he forth unto them, saying, The kingdom of heaven is likened unto a man which sowed good seed in his field:

25 But while men slept, his enemy came and sowed tares among the wheat, and went his

way.

26 But when the blade was sprung up, and brought forth fruit, then appeared the tares also.

27 So thes ervants of the housholder came and said unto him, Sir, didst not thou sow good seed in thy field? from whence then hath it tares?

28 He said unto them, An enemy hath done this. The servants said unto him, Wilt thou then that we go and gather them up?

29 But he said, Nay; lest while ye gather up the tares, ye root up also the wheat with them.

[blocks in formation]

23 Par jis ne ki tukhm ko achchhi zamín men payá, wuh hai, ki sukhan ko suntá hai, aur samajhtá hai; aur us men phal lagte hain, aur taiyár hote hain; báze men sau gune, báze men sáth, báze men tís.

24 Phir us ne unhen ek aur tamsil guzrání, aur kahá, ki Asmán kí bádsháhat us ádmí se mushabih hai, jis ne achchhe bíjon ko apne khet men boyá:

25 Par jab log soe, us ká dushman áyá, aur us ke gehún men jábajá talķh dáne bo gaya.

26 Aur jab sabzí namúd húí, aur khoshe lage, to talkh dáne bhí záhir húe.

27 Tab us gharwále ke naukaron ne áke use kahá, ki Sahib, kyá tú ne apne khet men achchhe bíj na boe the? phir us men talkh dáne kahán se áye?

28 Us ne unhen kahá, Ek dushman ne yih kám kiyá. Khádimon ne use kahá, ki Marzí ho, to ha ham jákar unhen jamą karen?

29 Us ne kahá, Nahín; tá aisá na ho, ki jab tum talkh dánon ko jamą karo, to un ke sath gehún bhi ukhár lo.

30 Dirau tak donon ko mile húe barhne do: ki main dirau ke waqt dirau karnewálon ko kahúngá, ki Pahle talkh dánon ko jamą karo, aur jaláne ke wáste un ke gathe bándho: aur gehún mere khatte men jamą karo.

31 ¶Us ne unhen ek aur tam

[blocks in formation]

34 All these things spake Jesus unto the multitude in parables; and without a parable spake he not unto them:

35 That it might be fulfilled which was spoken by the prophet, saying, I will open my mouth in paraples; I will utter things which have been kept secret from the foundation of the world.

36 Then Jesus sent the multitude away, and went into the house and his disciples came unto him, saying, Declare unto us the parable of the tares of the feld.

37 He answered and said unto them, He that soweth the good seed is the Son of man;

38 The field is the world; the good seed are the children of the kingdom; but the tares are the children of the wicked one;

39 The enemy that sowed them

síl guzrání, aur kahá, ki Asmán kí bádsháhat ráí ke dáne se mushabih hai, jise ek shakhs ne leke apne khet men boyá:

32 Aur wuh sab tukhmon men chhota hai: par jab wuh ugtá, to sab tarkáríon se bará hota hai, aur aisá darakht hotá, ki hawa ke parinde áke us kí dálíon par baserá karte hain.

33 Us ne unhen ek aur tamsíl kahí; ki Asmán kí mamlukat khamír máya se mushábih hai, jise ek randí ne lekar áte ke tín paimánon men chhipá diya, yahan tak ki wuh sab khamír ho gaya.

34 Ye sab báten sá ne un jamáaton ko tamsilon men kahin; aur bin tamsil wuh un se boltá na thá:

35 Táki wuh, jo nabí kí márifat se kahá gayá, ki Main apná munh tamsilon men kholúngá; aur un chízon ko, jo bináe álam se poshida hain, munh se nikálúngá, púrá howe.

36 Tab sá un jamáąton ko rukhsat karke, áp ghar ko gayá : aur us ke shágirdon ne us pás áke kahá, ki Khet ke talkh dánon kí tamsil ko kholke ham se kah.

37 Us ne unhen jawab diyá, aur kahá, ki Wuh, jo achchhe bíj bota hai, Ibn i ádam hai;

38 Wuh khet dunyá hai; aur achchhe bíj, jo hain, so is bádshahat ke larke hain; aur talkh dáne sharír ke farzand hain; 39 Dushman, jis ne unhen boyá,

is the devil; the harvest is the end of the world: and the reapers are the angels.

40 As therefore the tares are gathered and burned in the fire; so shall it be in the end of this world.

41 The Son of man shall send forth his angels, and they shall gather out of his kingdom all things that offend, and them which do iniquity;

42 And shall cast them into a furnace of fire: there shall be wailing and gnashing of teeth.

43 Then shall the righteous shine forth as the sun in the kingdom of their Father. Who hath ears to hear, let him hear.

44 Again, the kingdom of heaven is like unto treasure hid in a field; the which when a man hath found, he hideth, and for joy thereof goeth and selleth all that he hath, and buyeth that

field.

45 Again, the kingdom of heaven is like unto a merchant man, seeking goodly pearls:

46 Who, when he had found one pearl of great price, went and sold all that he had, and bought it.

47 Again, the kingdom of heaven is like unto a net, that was cast into the sea, and gathered of every kind.

48 Which, when it was full, they drew to shore, and sat down, and gathered the good

iblis hai; aur dirau ke waqt is jahán kí intihá hai; aur dirau karnewále firishte hain.

40 Pas jis tarah ki talkh dáne jamą kiye játe hain, aur jaláe játe hain, so is jahán kí intihá men aisáhí hogá.

41 Ibn i ádam apne firishton ko bhejega, aur we us kí bádsháhat men, un sab chízon ko jo thokar khilátí hain, aur un logon ko jo burái karte hain, ekthe karenge;

42 Aur unhen jalte tanár meu dál denge: wahán roná, aur dánt písná hogá.

43 Tab sab rástbáz áftáb kí mánind apne Báp kí bádsháhat men núrání honge. Jis kisí ke kán sunne ke liye howen, sune. 44 Phir ásmán kí bádsháhat us ganj se, jo khet men poshida hai, mushábih hai; jise ádmí pákar chhipátá hai, aur us ki khushí se jákar, jo kuchh us ká hai, sab bechtá hai, aur us khet

ko mol letá hai.

45 Phir ásmán kí bádsháhat saudagar se mushabih hai, jo kháse motion kí talásh men hai: 46 Ki jab us ne ek beshqímat motí páyá, to jáke jo kuchh ki us ká thá, sab bech dálá, aur use mol liye.

47 Phir, ásmán kí bádsháhat jál se mushábih hai, jo daryá meŋ dálá gayá, aur us ne har jins kí chíz ko samet liyá :

48 Aur jab wuh bhar gayá, we kináre par khench láe, aur baithke achchhí chízen básanon men

« AnteriorContinuar »