Imágenes de páginas
PDF
EPUB

should beware of the leaven of the Pharisees and of the Sadducees?

12 Then understood they how that he bade them not beware of the leaven of bread, but of the doctrine of the Pharisees and of the Sudducees.

13 When Jesus came into the coasts of Cesarea Philippi, he asked his disciples, saying, Whom do men say that I the Son of man am?

14 And they said, Some say that thou art John the Baptist: some, Elias; and others, Jeremias, or one of the prophets. 15 He saith unto them, But whom say ye that I am?

16 And Simon Peter answered

and said, Thou art the Christ the Son of the living God.

17 And Jesus answered and said unto him, Blessed art thou, Simon Bar-jona: for flesh and blood hath not revealed it unto thee, but my Father which is in heaven.

18 And I say also unto thee, That thou art Peter, and upon this rock I will build my church and the gates of hell shall not prevail against it.

19 And I will give unto thee the keys of the kingdom of heaven: and whatsoever thou shalt bind on earth shall be bound in heaven: and whatsoever thou shalt loose on earth shall be loosed in heaven.

20 Then charged he his disci

Zádúqíon ke khamir se parhez karo?

12 Tab we samjhe, ki us ne unhen rotí ke khamir se nabín, balki Farision aur Zádúqíon ke tálím se parhez karne ko kahá.

13 ¶ Aur sá ne Kaisariya Filippi kí nawáhí men ákar, apne shágirdon se yún kahke p chhá, ki Log kya kahte hain, ki main, jo Ibn i Adam hiu, kaun hún? 14 Unhon ne kahá, ki Báze kahte hain, ki tú Yahiyae Istibághí hai: aur báze Eliyás; aur báze Yírimiah, ya ek paighambaron se. 15 Us ne un ko kahá, ki Tum kya kahte ho, main kaun hún?

16 Shamún Pitras ne jawab diyá, aur kahá, ki Tú Masih hai o qaiyúm ká Betá hai.

17 Aur sá ne jawab men use kahá, ki Ai Shamún Bar Yoná, Tú nekbakht hai: ki yih tujh ko, gosht aur khin ne nahín, magar mere | Báp ne, jo ásmáu par hai, záhir kiya.

18 Aur main tujhe kahtá húp, ki tú Pitras hai, aur main is patthar par apná kalísa banáúngá; aur adam ke darwáze us par ustuwár na rahenge.

19 Aur main ásmán kí bádsháhat ki kunjíán tujhe dángá: aur jo kuchh tú zamín par bándhegá, ásmán par bándhá jáegá: aur jo kuchh tú zamín par kholegá, ásmán ásmán par kholá jáegá.

20 Phir us ne apne shágirdon

ples that they should tell no man that he was Jesus the Christ. 21 From that time forth beJesus to shew unto his disciples, how that he must go unto Jerusalem, and suffer many things of the elders and chief priests and Scribes, and be killed, and be raised again the third day.

22 Then Peter took him, and began to rebuke him, saying, Be it far from thee, Lord: this shall not be unto thee.

23 But he turned, and said. unto Peter, Get thee behind me, Satan: thou art an offence unto me for thou savourest not the things that be of God, but those that be of men.

[blocks in formation]

ko farmáyá, ki Kisí se na kaho, ki main Masih hún.

21 Us waqt sá ne apne shagirdon ko khabar dená shurá kiyá, ki mujhe lázim hai, ki Aurshalím men jáún, aur mashaikh, aur sardár káhinon, aur kátibo n se bahut ranj uthaún, aur márá jáún, aur tísre din phir jíún.

22 Tab Pitras ne use pakṛá, aur jhunjhláke use kahne lagá, Ai Khudáwand, terí salámatí howe: yih tujh par kabhi na howe.

23 Us ne mutawajjih hokar Pitras ko kahá, Ai Shaitán, mere sámhne se dúr ho: tú mere liye thokar khilánewalá patthar hai: kyúnki tú Khudá kí chízon ká nahín, balki khalq kí chízon ká khiyál rakhta hai.

24 ¶ Phir sá ne apne shágirdon se kahá, ki Agar koi mere píchhe ho liyá, to chahiye ki apne nafs kí mukhálafat kare, aur apní salib ko uṭhá le, aur merí pairaví kare.

25 For whosoever will save his 25 Kyúnki jo koí apní ján ko

life shall lose it: and whosoever will lose his life for my sake shall find it.

26 For what is a man profited, if he shall gain the whole world, and lose his own soul? or what shall a man give in exchange for his soul?

27 For the Son of man shail come in the glory of his Father with his angels; and then he shall reward every man according to his works.

bachátá hai, use ganwáegá: aur jo koi mere liye apní ján ganwáegá, use páegá.

26 Isliye ki agar insán sárá jahán tasarruf men láwe, aur apní ján ganwáe, to us ne kyá kamáyá? aur kaunsí chíz hai, jo ádmí apní ján ke badle de?

27 Ki Ibn i adam apne Báp kí shakoh se apne firishton ke sáth áwegá; aur har ek ko us ke amal kí jazá degá.

[blocks in formation]

28 Main tum se sach kahtá hún, ki Un men se, jo yahán khare hain, baze hain, jo maut ká maza na chikhenge, jabtak ki Ibn i ádam ko apní bádsháhat men áyá na dekhlen.

SATARAHWAN BAB.

1 Aur chhah din ke bad Isá ne Pitras, Yaqub, aur us ke bhái Yohná ko sáth liyá, aur unhen khalwat men ek únche pahár par le áyá,

2 Aur us kí súrat un ke sámhne mubaddil húí: aur us ká chihra áftáb kí mánind chamká, aur us ke kapre núr kí mánind sufed húe. 3 Aur, dekho, ki Músá aur Eliyás us se báten karte húe, zábir húe.

4 Tab Pitras ne sá ko mutawajjih hokar kahá, ki Ai Ķhudáwand, yahan rahná hamáre liye bihtar hai: aur agar tú cháhe, to ham yahán tín maskan, ek tere liye, aur ek Másá ke liye, aur ek Eliyás ke liye, banáwen.

5 Jis waqt ki wuh yih kahtá rahá thá, dekho, ki ek núrání badlí ne us par sáya kiyá: aur us badlí se áwáz áí, ki Yih merá azíz Beta hai, jis se main rází hún; tum us kí suno.

6 Shagird yih sunkar aundhe gir pare, aur bahut dare.

7 Tab sá ne nazdík áke unhen chhúá, aur kahá, Utho, mat daro.

8 Aur unhon ne ankhen úpar

their eyes, they saw no man, save Jesus only.

9 And as they came down from the mountain, Jesus charged them, saying, Tell the vision to no man, until the Son of man be risen again from the dead.

10 And his disciples asked him, saying, Why then say the scribes that Elias must first come?

11 And Jesus answered and said unto them, Elias truly shall first come, and restore all things.

12 But I say unto you, That Elias is come already, and they knew him not, but have done unto him whatsoever they listed. Likewise shall also the Son of man suffer of them.

13 Then the disciples understood that he spake unto them of John the Baptist.

14 ¶ And when they were come to the multitude, there came to him a certain man, kneeling down to him, and saying,

15 Lord, have mercy on my son: for he is lunatic, and sore vexed: for oft-times he falleth into the fire, and oft into the water. 16 And I brought him to thy disciples, and they could not cure him.

17 Then Jesus answered and said, O faithless and perverse generation, how long shall I be with you? how long shall I suffer you? Bring him hither to me.

karke sá ke siwá kisí ko na dekhá.

9 Aur jab we pahár se utre, sá unhen farmáyá, Jab tak ki Ibn i ádam marke jí na uthe, yih khiyál kisí se na kahiyo.

10 Aur us ke shágirdon ne us se sawál kiyá, ki Phir kátib kyún kahte hain, ki pahle Eliyás ká áná zarúr hai?

11 sá ne jawáb diyá, aur unhen kahá, ki Sach Eliyás pahle áwegá, aur sab chízon ka bandobast karegá.

12 Par main tum se kahtá hún, ki Eliyás á chuká hai, par unhon ne us ko na pahcháná, aur jo kuchh ki unhon ne cháhá, us ke sáth kiyá. So isí tarah Ibn i ádam bhí un se dukh páwegá.

13 Tab shagirdon ne janá, ki ns ne un se Yahiyae Istibághí ká zikr kiya.

14¶ Aur jab we guroh pás áye, to ek mard ne us pás áke ghutne țeká, aur use kahá,

15 Ki Ai Khudáwand,mere bete par rahm kar kiwuh masrú, aur bahut ranj men hai: aur kabhí ág men aur kabhí pání men girtá hai. 16 Aur main us ko tere shágirdon pás liyá thá, par we use changá kar na sake.

17 Tab sá ne jawáb diyá, aur kahá, ki Ai beiątiqád aur munharif qaum, kabtak main tumháre sáth rahún? aur kabtak tumhárí bardásht karún? Use yahan mujh pás láo.

18 And Jesus rebuked the devil, and he departed out of him: and the child was cured from that very hour.

19 Then came the disciples to Jesus apart, and said, Why could not we cast him out?

20 And Jesus said unto them, Because of your unbelief: for verily I say unto you, If ye have faith as a grain of mustard seed, ye shall say unto this mountain, Remove hence to yonder place; and it shall remove; and nothing shall be impossible unto you.

21 Howbeit this kind goeth not out, but by prayer and fasting.

22 And while they abode in Galilee,. Jesus said unto them, The Son of man shall be betrayed into the hands of men:

23 And they shall kill him, and the third day he shall be raised again. And they were exceeding sorry.

24 And when they were come to Capernaum, they that received tribute money came to Peter, and said, Doth not your master pay tribute?

25 He saith, Yes. And when he was come into the house, Jesus prevented him, saying, What thinkest thou, Simon? of whom do the kings of the earth take custom or tribute? of their own children, or of strangers?

26 Peter saith unto him, Of strangers. Jesus saith unto him, Then are the children free.

18 Aur sá us par jhunjhláyá; aur deo us par se utar áyá: aur wuh chhokrá usí ghari achchhá húá.

19 Tab sab shagird khalwat men sá pás áye, aur kahá, ki Ham use kyán dúr na kar sake?

20 sá ne unhen kahá, ki Apní beiątiqádí ke sabab se; isliye, ki main tum se sach kahtá hún, ki agar tumhen ráí ke dána barábar iątiqád howe, to agar tum is pahár ko kaho, ki Is makán se wahan chalá já: to wuh chalá jáegá, aur koí tumáre áge námumkin na hogá.

21 Lekin yih jins baghair namaz aur roze ke dúr nahín hotí. 22 Aur jab we Jalil men rahte the, sá ne unhen kabá, Yaqín hai, ki Ibn i ádam khalq ke háthon se pakaṛwayá jáwe: 23 Aur we use qatl karenge, aur wuh tísre din jí uthegá. Tab we bahut ghamgin húe.

24 ¶ Aur jab Kaparnahum men áye, to jizyalenewálon ne pás ákar Pitras se kahá, ki Kyá tumhárá muallim jizya nahín detá?

25 Us ne kahá, ki Hán. Aur jab wuh ghar meu áyá, Įsá ne sabqat karke use kahá, ki Ai Shaman, tujhe kyá málúm hotá hai? zamín ke salátín kin se khiráj lete hain? apne larkon se? yá báharwálon se?

26 Pitras ne use kahá, ki Báharwálon se. Įsá ne use kahá, ki Pas albatta larke ázád hain.

« AnteriorContinuar »