Imágenes de páginas
PDF
EPUB

26 But if we shall say, Of men; we fear the people; for all hold John as a prophet.

27 And they answered Jesus, and said, We cannot tell. And he said unto them, Neither tell I you by what authority I do these things.

28 But what think ye? A certain man had two sons; and he came to the first, and said, Son, go work to day in my vineyard.

29 He answered and said, I will not: but afterward he repented, and went.

30 And he came to the second, and said like wise. And he answered and said, I go, sir: and

went not.

31 Whether of them twain did the will of his father? They say unto him, The first, Jesus saith unto them, Verily I say unto you, that the publicans and the harlots go into the kingdom of God before you.

32 For John came unto you in the way of righteousness, and ye believed him not: but the publicans and the harlots believed him: and ye, when ye had seen it, repented not afterward, that ye might believe him.

33 Hear another parable: There was a certain householder, which planted a vineyard, and hedged it round about, and digged a winepress in it, and built a tower, and let it out to husband

26 Aur agar ham kaben, Admíon se, to ham jamáaton se darte hain; kynki sab Yahiyá ko nabí jante hain.

27 Tab unhon ne Įsá ko jawáb kiyá, aur kahá, ki Ham nahín jante. Us ne bhí unhen kahá, Main bhí nahin batátá ki kis iqtidár se ye kám kartá hún.

28 ¶ Par tum ko kyá málúm hota hai? Ek shakhs ke do bete the; wuh pahle pás áyá, aur use kahá, Betá, já, aur áj ke din mere tákistán men kám kar.

29 Us ne jawab diyá, aur kabá, ki Merá jí nahín cháhtá: par akhir ko pashemán hokar gayá.

30 Aur us ne dúsre pás ákar wahi kahá. Us ne jawab kiyá, aur kahá, ki Sahib, main chalá: par na gaya.

31 Un donon men se kis ne báp kí farmánbardárí kí? Unhon ne use kahá, ki Pahle ne. Isá ne unhen kahá, ki Main tum se sach kahtá hún, ki Bájgír aur qahbien tum se áge Khudá kí badshahat men jáengín.

32 Kyunki Yahiyá rástí kí ráh se tum pás áyá, aur tum ne use na máná lekin bájgíron aur qahbáon ne us ká iątiqád kiyá : aur tum dekhkar ákhir ko pashemán bhí na húe, ki us kí tasdiq karte.

33 Ek aur tashbíh suno: Ek sáhib i khána thá; us ne angúrou ká bágh lagáyá, aur us ke girdágird iháta bándhá, aur us ke bích khodke kolhú banáy, aur burj banáyá, aur use málíon

men, and went into a far country:

34 And when the time of the fruit drew near, he sent his servants to the husbandmen, that they might receive the fruits of it. 35 And the husbandmen took his servants, and beat one, and killed another, and stoned another.

36 Again, he sent other servants more than the first: and they did unto them likewise.

37 But last of all he sent unto them his son, saying, Tuey will reverence my son.

38 But when the husbandmen saw the son, they said among themselves, This is the heir; come, let us kill him, and let us seize on his inheritance.

39 And they caught him, and cast him out of the vineyard, and slew him.

40 When the lord therefore of the vineyard cometh, what will he do unto those husbandmen?

41 They say unto him, He will miserably destroy those wicked men, and will let out his vineyard unto other husbandmen, which shall render him the fruits in their seasons.

42 Jesus saith unto them, Did ye never read in the scriptures, The stone which the builders rcjected, the same is become the head of the corner: this is the Lord's doing, and it is marvelJous in our eyes?

ke supurd karke áp safar ko gayá :

34 Aur jab mewe ká mausim nazdík húá, us ne apne khádimon ko málíon pás bhejá, táki we us ká mewa len.

35 Un bághbánon ne us ke khádimon ko pakaṛke, ek ko kuchlá, aur ek ko qatl kiyá, aur ek ko sangsár kiyá.

36 Us ne phir aur khádimon ko, jo aglon se gintí men ziyáda the, bhejá aur unhon ne un se wahí sulúk kiyá.

37 Akhirkár us ne apne bete ko un ke pás, yih samajhkar, bhejá, ki We mere bete se dabenge.

38 Par málíon ne jab bete ko dekhá, to ápas men kahá, ki Wárisyihí hai; áo, ise mát dálen, aur us kí mírás par qabza karen.

39 Aur unhon ne use pakṛá, aur tákistán se báhar nikálke qatl kiya.

40 Ab, jau tákistán ká sahib áwe, to un málíon ká kyá hál karegá?

41 We bole, ki Un buron ko buri tarah se máregá, aur tákistán ke taín aur bághbán ke, jo mewe un ke mausim men use pahuncháwen, supurd haregá.

42 Įsá ne unhen kahá, Kyá tum ne kitábon men nahín paṛhá, ki Jis patthar ko miamáron ne námaqbúl jáná, wahí kone ká sirá húá: yih Khudáwand ki taraf se hai, aur hamárí nazaron men ąjíb hai?

43 Therefore say I unto you, The kingdom of God shall be taken from you, and given to a nation bringing forth the fruits thereof.

44 And whosoever shall fall on this stone shall be broken: but on whomsoever it shall fall, it will grind him to powder.

45 And when the chief priests and Pharisees had heard his parables, they perceived that he spake of them.

46 But when they sought to lay hands on him, they feared the multitude, because they took him for a prophet.

CHAPTER XXII.

1 And Jesus answered and spake unto them again by parables, and said,

2 The kingdom of heaven is like unto a certain king, which made a marriage for his son,

3 And sent forth his servants to call them that were bidden to the wedding and they would not

come.

4 Again, he sent forth other servants, saying, Tell them which are bidden, Behold, I have prepared my dinner: my oxen and my fatlings are killed, and all things are ready: come unto the marriage.

5 But they made light of it, and went their ways, one to his farm, another to his merchandise:

6 And the remnant took his ser

43 Is liye main tum se kahtá hún, ki Khudá kí bádsháhat tum se chhíní jáegí, aur ek qaum ko, jo us ke me won ko láwe, dí jáegí.

44 Aur jo koi is patthar par giregá, kuchal jáegá: par jis par yih patthar giregá use pís dálegá.

45 Jab sardár káhinon aur Farísíon ne us kí tashbíhen sunín, unhon ne málúm kiyá, ki wuh unhon ke haqq men kahtá bai. 46 Tab unhon ne cháhá, ki use pakar len, par we logon se dare, kyúnki we use nabí jánte the.

BAYSWAN BAB.

1 sá phir unhen tashbíhon men kahne lagá, aur bolá,

2 Ki ásmán kí bádsháhat us badshah se mushábih hai, jis ne bádsháh

apne bețe ká byáh kiyá,

3 Aur apne chákaron ko bhejá, ki mihmánon ko byáh men buláwen: par unhon ne na cháhá ki áwen.

4 Us ne phir apne khádimon ko bhejá, aur kahá, Logon ko, jo bulaye gaye hain, kaho, ki Dekho, main ne apná kháná taiyár kiya hai: aur mere bail, aur farbah janwar zabh húe hain, aur sab chizen taiyár hain: byáh men áo.

5 Lekin we tagháful karke chale gaye; ek apne khet ko, aur dúsrá apní saudágarí ko gayá :

6 Aur báqíon ne us ke khadi

vants, and entreated them spitefully, and slew them.

7 But when the king heard thereof, he was wroth: and he sent forth his armies, and destroyed those murderers, and burned up their city.

8 Then saith he to his servants,

The wedding is ready, but they which were bidden were not worthy.

9 Go ye therefore into the highways, and as many as ye shall find, bid to the marriage.

10 So those servants went out into the highways, and gathered together all as many as they found, both bad and good: and the wedding was furnished with guests.

11 And when the king came in to see the guests, he saw there a man which had not on a wedding garment:

12 And he saith unto him, Friend, how camest thou in hither not having a wedding garment? And he was speechless.

13 Then said the king to the servants, Bind him hand and foot, and take him away, and cast him into outer darkness; there shall be weeping and gnashing of teeth.

14 For many are called, but few are chosen.

15 Then went the Pharisees, and took council how they might entangle him in his talk.

mon ko pakarke badsulúkí kí, aur qatl kiya.

7 Tab badshah sun kar ghussa búá; aur apne lashkaron ko bhejkar un qátilon ko qatl kiyá, aur un ka shahr phúnk diyá.

8 Phir us ne apne khádimon ko kahá, ki Byah taiyár hai, par we, jo bulaye gaye, náláiq the.

9 Ab tum shah ráhon par jáo, aur jitne tum ko milen shádí men buláo.

10 Chunánchi khádimon ne ráhon men jáke, jo unhen mile, kyá bure, kyá bhale, sab ko ráhon men jamą kiyá: aur byáh ká ghar mihmánon se bhar gaya.

11 ¶ Aur jab bádsháh mihmánon ke dekhne ko andar áyá, tab us ne wahan ek shakhs ko dekhá, jo shádí ká libás pahiná na thá:

12 Us ne use kahá, ki Ai dost, tú kyúnkar baghair shádí ke libás ke yahan andar áyá? Us kí zabán band rahí.

13 Tab us bádshah ne khádimon ko kahá, ki Us ke háth aur pánw bándhkar le jáo, aur báhar andhere men dál do; wahán roná aur dánt písná hogá.

14 Is liye ki bahut hain jo bulaye gaye hain, par barguzída thore hain.

15 Tab Farísíon ne jáke mashwara kiyá, ki use kyúnkar us kí báton ke sabab phande men dálen.

16 And they sent out unto him their disciples with the Herodians, saying, Master, we know that thou art true, and teachest the way of God in truth, neither carest thou for any man: for thou regardest not the person of meu.

17 Tell us therefore, What thinkest thou? Is it lawful to give tribute unto Cesar, or not?

18 But Jesus perceived their wickedness, and said, Why tempt ye me, ye hypocrites?

19 Shew me the tribute money. And they brought unto him a penny.

20 And he saith unto them, Whose is this image and superscription?

21 They say unto him, Cesar's. Then saith he unto them, Render therefore unto Cesar the things which are Cesar's; and unto God the things that are God's.

22 When they had heard these words, they marvelled, and left him, and went their way.

23 The same day came to him the Sadducees, which say that there is no resurrection, and asked him,

24 Saying, Master, Moses said, If a man die, having no children, his brother shall marry his wife, and raise up seed unto his brother.

25 Now there were with us seven brethren: and the first, when he had married a wife, de

16 Aur unhon ne apne shágirdon ko Herúdíon ke sáth us pás bhejá, ki use kahen, ki Ai ustád, ham jante hain, ki tá sachchá hai, aur rástí se Ķhudá kí ráh batátá hai, kyúpki tú ádmíon kí shakhsiyat par nazar nabín kartá.

17 Pas ham ko kah, Tú kyá tasawwur kartá hai ? Kaisar ko jizya dená rawá hai yá nahín? 18 Tab (sá ne un kí sharárat daryáft karke kahá, Ai riyákáro, kyúp mujhe ázmáte ho?

19 Jizya ká sikka mujhe dikhláo. Aur we ek dínár us pás láye.

20 Tab us ne unhen kahá, ki Yih surat kis kí, aur yih sikka kis ka hai?

21 We bole, ki Kaisar kí hai. Tab us ne unhen kahá, ki Jo chizen Kaisar kí hon, Kaisar ko; aur jo Khudá kí hou, Khudá ko do.

22 Unhon ne yih sunke tájjub | kiyá; aur use chhorkar chale gaye.

23 Usí roz Zádúq', jo hashar ke qáil nahín, us pás áye, aur us se sawál kiyá,

24 Ki Ai ustád, Másá ne kahá hai, Jab ek shakhs befarzand mar jáe, to us ká bháí us kí jorú se nikah kare, táki us se us ke bhai ke liye nasl chale.

25 So hamare yahán sát bhái the aur pahlá ek jorú karke mar gayá, aur is liye ki befarzand

« AnteriorContinuar »