Imágenes de páginas
PDF
EPUB

2 And saying, Repent ye: for the kingdom of heaven is at hand.

3 For this is he that was spoken of by the prophet Esaias, saying, The voice of one crying in the wilderness, Prepare ye the way of the Lord, make his paths straight.

4 And the same John had his raiment of camel's hair, and a leathern girdle about his loins; and his meat was locusts and wild honey.

5 Then went out to him Jerusalem, and all Judea, and all the region round about Jordan,

6 And were baptized of him in Jordan, confessing their sins.

7 ¶ But when he saw many of the Pharisees and Sadducees come to his baptism, he said unto them, O generation of vipers, who hath warned you to flee from the wrath to come;

8 Bring forth therefore fruits meet for repentance :

9 And think not to say within yourselves, We have Abraham to our father: for I say unto you, that God is able of these stones to raise up children unto Abraham.

10 And now also the ax is laid unto the root of the trees: therefore every tree which bringeth not forth good fruit is hewn down, and cast into the fire.

11 I indeed baptize you with

[ocr errors][merged small]

2 Aur kahá, ki Tauba karo: kyúnki ásmán kí bádsháhat nazdík hai.

3 Isliye ki yih wuh shakhs hai, jis ká zikr Ashayá nabí ne kiya̸, ki Dasht men ek pukárnewále. kí áwáz hai, ki Tum Khudá kí ráh ko banáo, aur us ke tariqon ko durust karo.

4 4 Yih Yahiyá ánt ke bálon kí poshák pahintá, aur chamṛe ká kamarband apní kamar men bándhtá thá; aur tiddi aur jangli shahd us kí khurák thí.

5 Tad Aurshalím, aur sáre Yahudiya, aur Ardan kí tamam atráf ke rahnewále us pás nikal áye,

6 Aur apne gunáhon ká iqrár karke Ardan men us ke hathon se istibagh kiye játe the.

7¶Aur jabusne dekhá, ki bahut se Farísí aur Zádúqí istibágh páne ke liye chale aye, tab un ko kahá, ki Ai áfaíon ke bachcho, tumhen ghazab i áinda se bhágná kis ne sikháyá?

8 Is wáste tum mewe, jo tauba ke láiq hain, láo :

9 Aur apne dil men ķhiyál mat láo, ki hamárá báp Ibráhím hai: kyúnki main tum se kahtá hún, ki Khuda qadir hai, ki Ibráhím ke liye in pattharon se larke paidá kare.

10 Aur darakhton ke jar par tesha bilfial rakhá gaya hai: isí waste jis daraķht men ki achchhá phal nabín lagta hai, káṭá játá, aur ág men ḍálá játá hai. 11 Filwaqa main tumhen tauba

water unto repentance: but he that cometh after me is mightier than I, whose shoes I am not worthy to bear: he shall baptize you with the Holy Ghost, and with fire:

12 Whose fan is in his hand, and he will throughly purge his floor, and gather his wheat into

the garner; but he will burn up the chaff with unquenchable fire.

13 ¶ Then cometh Jesus from Galilee to Jordan unto John, to be baptized of him.

14 But John forbad him, saying, I have need to be baptized of thee; and comest thou to me?

15 And Jesus answering, said unto him, Suffer it to be so now: for thus it becometh us to fulfil all righteousness. Then he suffered him.

16 And Jesus, when he was baptized, went up straightway. out of the water: and, lo, the heavens were opened unto him, and he saw the Spirit of God descending like a dove, and light. ing upon him:

17 And lo, a voice from heaven saying, This is my beloved Son in whom I am well pleased.

CHAPTER IV.

1 Then was Jesus led up of the spirit into the wilderness to be tempted of the devil.

2 And when he had fasted forty

ke waste pání se istibágh detá hún: lekin wuh, jo mere bad ánewálá hai, mujh se qawítar hai, ki main us kí jútíán uṭháne ke láiq nahín: wuh tum ko Rúh i Quds aur ág se istibágh degá:

12 Us ke háth men ek chháj hai, aur wuh apne khaliyán ko saf karegá, aur apne gehún ko sáf khatte men jamą karegá: aur bhúse ko us ág men, jo hargiz nahín bújhtí, jaláwegá.

13 ¶ Tab Įsá Jalíl se Ardan ke kináre par us ke pás áyá, táki us se istibágh páwe.

14 Aur Yahiyá ne use maną kiya, aur kahá, ki Main tujh se istibágh páne ká muhtáj hún, aur tú mere pás áya hai?

15 Tab sá ne jawab men use kahá, ki Ab ijázat de: kyúnki hamen yún manásib hai, ki sawáb ke sab kámon ko púrá karen. Tab us ne us se ijázat dí.

16

16 Aur sá jab istibágh pá chuká, filfaur pání se nikalkar úpar áyá: ki nágáh, us par ásmán ke darwáze khul gaye, aur us ne Khudá kí Rúh ko kabútar kí mánind utartí, aur apne úpar átí dekhá:

17 Aur ekáek ásmán se ek áwáz áí, ki Yih merá piyára Bețá hai, jis se main rází hún.

CHAUTHA BAB.

1 Tab Psá Rúh i Quds kí hidáyat se bayábán men pahunchá, táki iblís us ká imtihan kare. 2 Aur jab wuh chálís din rát

days and forty nights, he was afterwards an hungered.

3 And when the tempter came to him, he said, If thou be the Son of God, command that these stones be made bread.

4 But he answered and said, It is written, Man shall not live by bread alone, but by every word that proceedeth out of the mouth of God.

5 Then the devil taketh him up into the holy city, and setteth him on a pinnacle of the temple, 6 And saith unto him, If thou be the Son of God, cast thyself down for it is written, He shall give his angels charge concerning thee: and in their hands they shall bear thee up, lest at any time thou dash thy foot against

a stone.

7 Jesus said unto him. It is written again, Thou shalt not tempt the Lord thy God.

8 Again, the devil taketh him up into an exceeding high mountain, and sheweth him all the kingdoms of the world, and the glory of them;

9 And saith unto him, All these things will I give thee, if thou wilt fall down and worship me.

10 Then saith Jesus unto him, Get thee hence, Satan: for it is written, Thou shalt worship the Lord thy God, and him only shalt thou serve.

11 Then the devil leaveth him,

roza rakh chuká, akhir ko bhúkhá húá.

3 Aur imtihan karnewále ne us pás ákar kahá, ki Agar tú Khudá ká Betá hai, to kab, ki ye patthar roţi ban jáwen.

4 Par us ne jawáb diyá, aur kahá, ki Likhá hai, ki Insán faqat roți se nahín, balki har bát se, jo Khudá ke muuh se uikaltí hai, jítá hại.

5 Us waqt iblis use shahr i muqaddas men le gayá, aur haikal ke kangúre par khaṛá kiya,

6 Aur use kahá, ki Agar tá Khudá ká Beta hai, to apne taín níche giráde: is wáste ki yún likha hai, Wuh apne firishton ko tere liye hukm karegá: aur we tujhe háthon par utha lenge, tá aisá na ho, ki terá páñw patthar par lagne páwe.

7 Tab sá ne us ko kahá, ki Yih bhí likhá hai, ki Tú us Khudáwand ko, jo terá Khudá hai, imtihan mat kar.

8 Phir iblis use ek bare únche pahár par le gayá, aur dunyá kí har ek mamlukat, aur un kí shaukat use dikháí;

9 Aur us ko kahá, ki Agar tú jhukke mujhe sijda kare, to main yih sab kuchh tujhe dún.

10 Tab sá ne us ko kahá, ki Ai Shaitán, dúr ho, is liye ki yih hukm likha hai, Tú us Khudáwand ko, jo terá Khudá hai, sijda kar, aur faqat usí ki bandagi kar.

11 Tab iblis ne us ko chhora,

and, behold, angels came and ministered unto him.

12 Now when Jesus had heard that John was cast into prison, he departed into Galilee; 13 And leaving Nazareth, he came and dwelt in Capernaum, which is upon the sea coast, in the borders of Zabulon and Nephthalim :

14 That it might be fulfilled which was spoken by Esaias the prophet, saying,

15 The land of Zabulon, and the land of Nephthalim, by the way of the sea, beyond Jordan, Galilee of the Gentiles;

16 The people which sat in darkness saw great light; and to them which sat in the region and shadow of death light is sprung

up.

17 From that time Jesus began to preach, and to say, Repent: for the kingdom of heaven is at hand.

18 And Jesus, walking by the sea of Galilee, saw two brethren, Simon called Peter, and Andrew his brother, casting a net into the sea: for they were fishers.

19 And he saith unto them, Follow me, and I will make you fishers of men.

20 And they straightway left their nets, and followed him.

21 Aud going on from thence, he saw other two brethren, James

aur wohin firishte áye, aur us kí khidmat kí.

12 Aur jab sá ne suná, ki Yahiyá giriftár húá, to Jalíl ko rawána húá;

13 Aur Násira ko chorkar Kaparnáhum men, jo Zibúlún aur Naphtálí kí sarhaddon men lab i ryá wáqa hai, ánkar rahá:

14 Táki wuh, jo Ashayá nabí kí marifat se kahá gayá thá, púrá howe,

15 Ki Zábul aur Naphtálí kí zamín, yane Jalil i awám, jo daryá kí ráh, Ardan kí nahr ke pár, wáqa hai;

16 Ki unhíp logon ne, jo andhere men baithe the, bari roshní dekhí; aur un par, jo maut ke mulk, aur saye men baithe the, núr jalwagar húá.

17¶ Usi waqt se sá ne manádí karná, aur yih kahná shurá kiyá, ki Tauba karo: is waste, ki ásmán kí bádsháhat nazdik hai.

18¶ Aur jis waqt ki Įsá daryae Jalil ke kináre par chalá játá thá, us ne do bháíon ko, yane Shaman, jo Pitras kahlátá hai, aur us ke bhái Andriyás ko, daryá men jál dálte húe, dekhá: ki we machhwe the.

19 Aur us ne unhen kahá, ki Mere píchhe chale áo, main tum hen ádmíon ká shikárkarnewále banáńngá.

20 Tab we filfaur jálog ko chhorkar, us ke pichhe ho liye. 21 Aur us ne wahan se áge barhke do bháion, yane Zibidi

the son of Zebedee, and John his brother, in a ship with Zebedee their father, mending their nets; and he called them.

22 And they immediately left the ship and their father, and followed him.

23¶ And Jesus went about all Galilee, teaching in their synagogues, and preaching the gospel of the kingdom, and healing all manner of sickness and all manner of disease among the people.

24 And his fame went throughout all Syria: and they brought unto him all sick people that were taken with divers diseases and torments, and those which were possessed with devils, and those which were lunatick, and those that had the palsy; and he healed them.

25 And there followed him great multitudes of people from Galilee, and from Decapolis, and from Jerusalem, and from Judea, and from beyond Jordan.

CHAPTER V.

1 And seeing the multitudes, he went up into a mountain; and when he was set, his disciples came unto him :

2 And he opened his mouth, and taught them, saying,

3 Blessed are the the poor in spirit: for their's is the kingdom of heaven.

ke bete Yaqub, aur us ke bhái Yohná ko, apne báp ke sách kishtí par baithe húe apne jál marammat karte dekhá; aur un ko bulaya.

22 Tab we filfaur kishtí, aur apne báp ko chhoṛkar, us ke píchhe ho liye.

23 Aur sá sáre Jalil men phirtá húá, ahl i Jalil ke majmaon men tálím detá, aur Ķhudá kí bádsháhat ki khushkhabarí sunátá, aur sáre dukh dardon ko, jo un logon men the, dafkarta thá.

24 Aur sáre Suria men us kí shuhrat húf: aur we un sab bímáron ko, jo gúnágún bímárion aur áfaton men giriftar the, aur díwánon ko, masrúaon ko, maflújon ko us ke pás láyė; aur us ne un ko achchhá kiyá.

25 Aur bahut se jamáaten Jalil, aur Madáín i ashar, aur Aurshalím, aur Yahúdiya, aur Ardan ke pár se us ke píchhe húín.

PANCHWAN BAB.

1 Aur wuh jamaaton ko dekhkar ek pahár par charh gayá : aur jab baiṭhá, us ke shágird us pás áye:

2 Tab us ne apná munh kholá, aur unhen tálím ke taur par kahá,

3 Ki Nekbakht we hain, jo dil ke miskin hain: is liye ki ásmán kí bádshhat unhon kí hai.

« AnteriorContinuar »