Imágenes de páginas
PDF
EPUB
[blocks in formation]

6 Kyunki us ne na jáná, ki kya kahta hai; kyúnki we bahut dargae the.

7 Tab ek badlí ne unhen dhámp liyá: aur ek áwáz us badlí se yih kahtí húí áí, ki Yih merá azíz Farzand hai: us kí suno.

8 Phir unhon ne usí waqt cháron taraf nazar ki, to Isá ke siwá aur kisi ko apne sáth na dekhá.

9 Aur jab we sab pahár se utarte the, us ne unhen hukm kiyá, ki Ye chízen jo tum ne dekhin, jabtak ki ádam ká Farzand marke na jí uthe, kisí se na kahná.

10 Aur we us kalám ko ápashí men rakhke charchá karte the, ki marke jí uthne ke kyá mane hain.

11 ¶ Phir unhon ne us se púchhá, ki Likhnewále kyún kahte hain, ki pahle Iliyás ká áná zarúr hai?

12 Us ne jawab diyá, ki Iliyás ká pahle áná, aur sab chízon ká durust karná sach hai; aur Adam ke Farzand ke haqq men jaisá likhá gaya hai, ki wuh zarúr bahut sá dukh uṭháwe, aur behurmat kiyá jáwe.

13 Par main tum se kahtá hún, ki Iliyás, jaisá ki us ke haqq men likhá gayá thá, sach mach áchuká hai, aur jo kuchh unhop ne cháhhá, us ke sáth kiya.

14 Aur jab wuh apne shagirdon ke pás áyá, to us ne un ke ás pás ek baṛí jamáąt ko, aur likhnewalon ko un se hujjat karte dekhá.

15 And straightway all the people, when they beheld him, were greatly amazed, and running to him, saluted him.

16 And he asked the scribes, What question ye with them?

17 And one of the multitude answered and said, Master, I have brought unto thee my son, which hath a dumb spirit;

18 And wheresoever he taketh him, he teareth him and he foameth, and gnasheth with his teeth, and pineth away: and I spake to thy disciples that they should cast him out; and they could not.

19 He answered him, and saith, O faithless generation, how long shall I be with you? how long shall I suffer you? bring him

[blocks in formation]

15 Aur johín sárí jamáąt ne use dekhá, to hairán hokar, us ke pás dauṛe áe, aur salám kiyá.

16 Tab us ne likhnewálon se púchhá, ki Tum un se kyá takrár karte ho?

17 Tab us jamáąt se ek ne jawab diyá, ki Ai Ustád, main apne bete ko áp ke pás láyá hún, jis par ek gángí rúh hai;

18 Aur wuh jahán kahín use pakarti hai, de mártí hai aur wuh phen bhar látá hai, aur dánt pístá hai, aur kamzor ho játá hai : aur main ne áp ke shágirdon se kahá, ki we us bhút ko dúr karen; par we na kar sake.

19 Us ne us ke jawab men kahá, ki Ai beímán zamána, main kabtak tumháre sáth rahún ? kabtak tumhárí bardásht karún ? use mere pas láo.

20 Tab we use us pás láe: aur johín us ne use dekhá, tonhín us rúh ne use yahan tak maṛoṛá, ki wuh zamín par girá aur kaf baháne lagá.

21 Tab us ne us ke báp se púchhá, ki Yih use kab se háá hai? wuh bolá, ki Larkáí se. 22 Aur wuh aksar use ág men aur pání men dáltá hai, táki use ján se máre: par agar áp kuchh kar saken to ham par rahm karke hamári madad kíjiye.

23 Tab sá ne use kahá, ki Agar tú ímán lásake, to sab kuchh ímándáron ke liye ho sakta hai. 24 Tab usíwaqt larke ká báp chilláyá, aur ágsú baháke bolá,

with tears, Lord, I believe; help ki Ai Khudáwand, main ímán thou mine unbelief.

25 When Jesus saw that the people came running together, he rebuked the foul spirit, saying unto him, Thou dumb and deaf spirit, I charge thee, come out of him, and enter no more into him.

26 And the spirit cried, and rent him sore, and came out of him, and he was as one dead; insomuch that many said, He is dead.

27 But Jesus took him by the hand, and lifted him up; and he

arose.

28 And when he was come into the house, his disciples asked him privately, Why could not we cast him out?

29 And he said unto them, This kind can come forth by nothing, but by prayer and fasting.

30 And they departed thence, and passed through Galilee; and he would not that any man should know it.

31 For he taught his disciples, and said unto them, The Son of man is delivered into the hands of men, and they shall kill him; and after that he is killed, he shall rise the third day.

32 But they understood not that saying, and were afraid to ask him.

33 And he came to Capernaum; and being in the house, he

látá hún; áp mujh beímán kí madad kijiye.

25 Jab sá ne dekhá, ki log dauṛe áte hain, to us ne us nápák róh ko malámat kí, aur kahá, ki Gúngi bahrí rúh, main tujhe hukm kartá hún, ki is se báhar nikal, aur us men phir kabhí mat paith.

26 Tab wuh bhút chillákar, aur use ziyada marorkar us se nikal gaya aur wuh shakhs murda sá hogayá; yahán tak ki bahuton ne kahá, ki wuh mar gayá. 27 Tab Įsá ne us ká háth pakará, aur use uṭháyá; aur wuh uth khará húá.

28 Aur jab wuh ghar men áyá, us ke shágirdon ne uirále men us se púchhá, ki Ham us bhút ko kyún dúr na kar sake?

29 Us ne unhen kahá, Is taur ká be dụá aur roza ke kisí taṛah dúr ho nabín saktá.

30 Phir we wahán se chale, aur Jalil men hoke nikal gaye; aur us ne cháhá, ki koí na jáne,

31 Kyunki wuh apne shagirdon ko nasihat kartá thá, aur unhen kahá, ki Adam ká Farzand ádmíon ke háth men sompá játá hai, aur we use qatl karenge; aur wuh qatl hoke tísre din phir jí uthegá.

32 Lekin unhon ne us bát ke mane na samjhe, aur us se púchhne ko dare. 33

Phir wuh Kaparnáhum men áyá; aur ghar men pahunch

asked them, What was it that

ye disputed among yourselves by the way?

34 But they held their peace: for by the way they had disputed among themselves, who should be the greatest.

35 And he sat down, and called the twelve, and saith unto them, If any man desire to be first, the same shall be last of all, and servant of all.

36 And he took a child, and set him in the midst of them: and when he had taken him in his arms, he said unto them,

37 Whosoever shall receive one of such children in my name, receiveth me: and whosoever shall receive me, receiveth not me, but him that sent me.

ke un se púchhá, ki Apas men tum ráh men kyá báten karte the?

34 Par we chup rahe: isliye ki we ráh men ápas men hujjat karte the, ki sab se bará kaun hogá.

35 Phir us ne baithke, un bárah ko buláyá, aur unhen kahá, Agar koi shakhs cháhe, ki sab se baṛá hoe, to wuh sab se chhotá, aur sab ká naukar hogá.

36 Aur us ne ek chhote larke ko leke sab ke bích men khara kiya: aur use god men lekar, un se kahá,

37 Jo koi mere nám se aise larkon men se ek ko qabúl kare, so mujhe qabúl karta hai: aur jo koi mujhe qabál karta hai, so mujhe nahín, balki mere bhejnewále ko qabúl karta hai.

38 Tab Yohuá use kahne

38 And John answered him, saying, Master, we saw one cast-lagá, ki Ai Ustád, ham ne ek ko áp ke nám se bhút dúr karte dekhá, aur wuh hamáre sáth nahín átá: aur ham ne use maną kiya, kyúnki wuh hamáre sáth nahín átá.

ing out devils in thy name, and he followeth not us: and we forbad him, because he followeth not us.

39 But Jesus said, Forbid him not for there is no man which shall do a miracle in my name, that can lightly speak evil of me.

40 For he that is not against us is on our part.

41 For whosoever shall give you a cup of water to drink in my name, because ye belong to Christ, verily I say unto you, he shall not lose his reward.

39 Tab sá ne jawab diya, ki use maną na karo: kyúnki aisá koi nahío, jo merá nám leke karámát díkháwe, aur usi waqt mere haqq men burá kahe.

40 Kyúnki jo ham se phirá nabín, so hamárí taraf hai. 41 Is liye Masih ke hone ke sabab se, jo koi mere nám se ek piyála pání tumhen piláwe, main tum se sach kahtá hún, ki wuh apná badlá na khowega.

42 And whosoever shall offend one of these little ones that believe in me, it is better for him that a millstone were hanged about his neck, and he were cast into the sea.

43 And if thy hand offend thee, cut it off: it is better for thee to enter into life maimed, than having two hands to go into hell, into the fire that never shall be quenched :

44 Where their worm dieth not, and the fire is not quenched. 45 And if thy foot offend thee, cut it off: it is better for thee to enter halt into life, than having two feet to be cast into hell, into the fire that never shall be quenched :

46 Where their worm dieth not, and the fire is not quenched.

47 And if thine eye offend thee, pluck it out: it is better for thee to enter into the kingdom of God with one eye, than having two eyes to be cast into hell fire:

48 Where their worm dieth not, and the fire is not quenched. 49 For every one shall be salted with fire, and every sacrifice shall be salted with salt.

50 Salt is good but if the salt have lost his saltness, wherewith will you season it? Have salt in yourselves, and have peace one with another.

42 Aur jo koí in chhoton men se, jo mujh par ímán rakhte hain, ek ko thokar khiláwe, us ke liye yih bhalá thá, ki chakkí ká pát us ke gale men bándhá játá, aur wuh samundar men dubáyá játá.

43 Aur agar terá háth tujhe thokar khiláwe, to use kát dál: kyúnki tundá zindagi men pahunchná tere liye us se bhalá hai, ki do háth rakhte húe, tú jahannam kí us ág men dálá jáe, jo kabhí na bujhegí:

44 Jahán un ká kíṛá nahín martá, aur ág nahín bujhtí.

45 Aur agar terá pánw tujhe thokar khiláwe, to use kát ḍál: kyúnki langrá zindagi men pahunchná tere liye us se bhalá hai, ki do pánw rakhte húe jahannam kíus ág men, jo kabhí na bujhegí, ḍálá jáe:

46 Jahán un ká kíṛá nahín martá, aur ág nahín bujhtí.

47 Aur agar terí ankh tujhe thokar khiláwe, to use nikál dál : ki Khudá kí bádsháhat men ek ankh se pahunchná tere liye us se bhalá hai,ki do ánkhen rakhte húe, tú jahannam kí ág men ḍálá jáe: 48 Jahán un ká kíṛá nahín martá, aur ág nahín bujhti.

49 Kyúnki har ek shakhs ág se namkín kiyá jáegá, aur har qurbání namak se namkín kí jáegí.

50 Namak achchhá hai: lekin agar namak ká maza bigaṛ jáe, to us ko kis chíz se mazadár karoge? So áp men namak rakkhá karo, aur ápas men milap rakho.

« AnteriorContinuar »