Imágenes de páginas
PDF
EPUB

spunge full of vinegar, and put it on a reed, and gave him to drink, saying, Let alone; let us see whether Elias will come to take him down.

37 And Jesus cried with a a loud voice, and gave up the ghost.

38 And the veil of the temple

was rent in twain from the top to the bottom.

39 And when the centurion, which stood over against him, saw that he so cried out, and gave up the ghost, he said, Truly this man was the Son of God. 40 There were also women looking on afar off: whom was Mary Magdalene, and Mary the mother of James the less and of Joses, and Salome;

among

41 (Who also, when he was in Galilee, followed him, and ministered unto him;) and many other women which came up with him unto Jerusalem.

42¶ And now when the even was come, because it was the preparation, that is, the day before the sabbath,

43 Joseph of Arimathea, an honourable counsellor, which also waited for the kingdom of God, came, and went in boldly unto Pilate, and craved the body of Jesus.

44 And Pilate marvelled if he were already dead and calling unto him the centurion, he asked him whether he had been any while dead.

ka ek tukrá sirke men bhigáke narkat par rakhá, aur use chúsne ko diyá, aur kahá, ki Rahne do; ham dekhenge, agar Iliyás áke use utáregá.

37 Tab sá ne baṛí íwáz se chillákar, ján dí.

38 Tab girje ká parda úpar se níche tak phat gaya.

39¶Aur ek jamądár ne, jo us ke sámhne khará thá, use yún use chillake ján dete dekhke kahá, ki Yih shakhs sach mach Khudá ká Farzand thá.

40 Wahán báze auraten bhí dúr se dekh rahín thin: un men Mariyam Majdaliya, aur chhote Yaqúb aur Yúsá kí mán, Mariyam, aur Sálomí thín;

41 (Aur jab wuh Jalil men thá, unhon ne bhí us kí khidmat kí;) aur aur bahut sí auraten bhí thín, jo us ke sath Aurshalím men áío thin.

42 Aur jab shám húí, aur isliye ki taiyárí ká waqt aur árám ká din nazdík thá,

43 Armatiyá ká Yusuf, jo ek buzurg saláhkár thá, aur Ķhudá kí bádsháhat kí ráh taktá thá, mazbútí se Pilátus pás jáke Psá kí lásh mángí.

44 Pilátus hairán húá, ki wuh aisá jald margaya: aur jamadár ko buláke, us se púchhá, ki Kyá kuchh der húí, ki wuh margaya?

45 And when he knew it of the centurion, he gave the body to Joseph.

46 And he bought fine linen, and took him down, and wrapped him in the linen, and laid him in a sepulchre which was hewn out of a rock, and rolled a stone unto the door of the sepulchre.

47 And Mary Magdalene and Mary the mother of Joses beheld where he was laid.

CHAPTER XVI.

1 And when the sabbath was past, Mary Magdalene, and and Mary the mother of James, and Salome, had bought sweet spices, that they might come and anoint him.

2 And very early in the morning the first day of the week, they came unto the sepulchre at the rising of the sun.

3 And they said among themselves, Who shall roll us away the stone from the door of the sepulchre?

4 And when they looked, they saw that the stone was rolled away: for it was very great.

5 And entering into the sepulchre, they saw a young man sitting on the right side, clothed in a long white garment; and they were affrighted.

6 And he saith unto them, Be

45 Aur us ne jamądár se daryáft karke, Yusuf ko lásh dí.

46 Aur us ne mihin kapṛá mol liya, aur use utárke us kapre se kafnáyá, aur ek qabr men, jo patthar men khodí gaí thí, use rakhá, aur us qabr ke munh par ek patthar dhalká diyá.

47 Aur Mariyam Majdiliya aur Yúsá kí mán Mariyam ne, jahan wuh dhará gayá thá, dekh ra khá.

SOLAHWAN BAB.

1 Aur árám ke din ke pichhe Mariyam Majdíliya, aur Yaqúb kí mán Mariyam, aur Sálomí ne khúshbúíán kharíd kín, táki jákar us par malen.

2 Aur we subh bahut sawere, athwáre ke pahle din, súraj nikalte húe, qabr par áíù,

3 Aur ápas men kahne lagíu, ki Hamáre liye us patthar ko qabr ke munh par se kaun ḍhalkáwegá?

4 Aur jab unhon ne nazar kí, to us patthar ko qabr par se talá húá dekhá: kyúnki wuh bahut bará thá.

5 Aur qabr men paithke, unhon ne ek jawan ko sufed kapre pahne dahní taraf baithe dekhá; aur we ḍargain.

6 Par us no unhen kahá, ki

not affrighted: Ye seek Jesus of Nazareth, which was crucified: he is risen; he is not here: behold the place where thev laid him.

7 But go your way, tell his disciples and Peter that he goeth before you into Galilee: there shall ye see him, as he said unto you.

8 And they went out quickly, and fled from the sepulchre; for they trembled and were amazed: neither said they any thing to any man; for they were afraid.

9 ¶ Now when Jesus was risen early the first day of the week, he appeared first to Mary Magdalene, out of whom he had cast seven devils.

10 And she went and told them that had been with him, as they mourned and wept.

11 And they, when they had heard that he was alive, and had been seen of her, believed not. 12 After that he appeared in another form unto two of them, as they walked, and went into the country.

|

Mat daro: Tum Įsá násarí ko, jo karús par márá gayá, ḍhúnḍhtí ho: wuh uṭhá hai; aur yahán nahin hai is jagah ko dekho, jahán unhon ne use rakhá thá.

7 Ab tum jáo, aur us ke shágirdon ko, aur Pitras ko kaho, ki wuh tum se áge Jalíl ko játá hai aur us ke kahne ke muwáfiq tum use wahan dekhoge.

8 We qabr ke pás se kámptí húín bhágín; aur aisí ḍargaín, ki unhon ne kisí se kuchh na kahá.

9 Phir wuh athwáre ke pahle din sawere utṭhkar pahle Mariyam Majdiliya ko dikháí diyá, jis par se us ne sát bhút dúr kiye

the.

10 Us aurat ne jáke us ke sathíon se, jo gham karte, aur rote the, kahá.

11 Unhon ne yih sunkar, ki wuh jítá hai, aur use dikbláí diyá, sach na jáná.

12 Us ke píchhe wuh, dúsrí súrat men, un men se do ko dikháí diyá, jab we ganw kí taraf játe the.

13 Unhon ne jáke báqí logon 13 And they went and told it unto the residue: neither believ-ko kahá: aur unhon ne un kí bá

[blocks in formation]

ten bhí sach na jání.

14 Akhir ko wuh un gyárahon ko, jab we kháne par baithe kí the, dikháí diyá, aur un ki be

ímání aur dil kí sakhtí par malámat kí, kyúnki unhon ne un kí báton ko sach na jáná, jinhon ne us ke jíuthne ke pichhe use dekhá thá.

15 And he said unto them, Go ye into all the world, and preach the Gospel to every creature.

16 He that believeth and is baptized shall be saved; but he that believeth not shall be damned.

17 And these signs shall follow them that believe; In my name shall they cast out devils; they shall speak with new tongues;

18 They shall take up serpents; and if they drink any deadly thing, it shall not hurt them; they shall lay hands on the sick, and they shall recover.

19 So then after the Lord had spoken unto them, he was received up into heaven, and sat on the right hand of God.

20 And they went forth, and preached every where, the Lord working with them, and confirming the word with signs following. Amen.

15 Aur unhen farmáyá, ki Tum tamám dunyá men har shakhs ke áge Injil ki khabar sunáo.

16 Jo ki ímán láwegá, aur ghusl páwegá, so bach jáegá; par jo ímán na láwegá, us par sazá ká hukm hogá.

17 Aur jo ímán láwenge, so karámaton kí qudraten rakhenge; Aur we mere nám se bhúton ko dúr karenge; aur naí naí zabánen bolenge;

18 We sámpon ko utha lenge; aur agar we zahar píenge, to unhen kuchh na hogá; we bímáron par háth rakh rakhke unhen changá karenge.

19 In báton ko unhen kahke, Khudawand ásmán par uṭháyá gayá, aur Khudá ke dahne háth baitha.

20 Phir we sab jagah já jáke khabar dene lage, aur Khudáwand un kí madad kartá thá, aur un kí nasihat ko karámaton ke sáth sábit kartá thá.

Amín.

« AnteriorContinuar »