Imágenes de páginas
PDF
EPUB

heard and seen, as it was told gain thí, dekhke, Ķhudá kí táríf aur baṛáí karte húe phire.

unto them.

21 And when eight days were accomplished for the circumcising of the child, his name was called JESUS, which was so named of the angel before he was conceived in the womb.

22 And when the days of her purification according to the law of Moses were accomplished, they brought him to Jerusalem, to present him to the Lord;

23 (As it is written in the law of the Lord, Every male that openeth the womb shall be called holy to the Lord ;)

24 And to offer a sacrifice according to that which is said in the law of the Lord, a pair of turtledoves, or two young pi

geons.

25 And, behold, there was a man in Jerusalem, whose name was Simeon; and the same man was just and devout, waiting for the consolation of Israel: and the Holy Ghost was upon him.

26 And it was revealed unto him by the Holy Ghost, that he should not see death, before he had seen the Lord's Christ.

27 And he came by the Spirit into the temple: and when the parents brought in the child Jesus, to do for him after the custom of the law,

21 Aur jab áth din púre húe, ki larke ká khatna ho, us ká nám ISA rakhá gayá, jo us ke pet men parne ke áge firishte ne rakhá thá.

22 Aur jab Músá kí shariyat ke muwáfiq us ke pák hone ke din púre háe, we us larke ko Aurshalím men láe, táki Khudáwand ke áge házir karen;

23 (Jaisá ki Khudáwand kí shariyat men likhá hai, ki Har ek pahlotá laṛká Khudáwand kí nazar kiyá jáegá;)

24 Aur Khudáwand kí shariyat ke hukm ke muwáfiq, pinḍukf ká ek joṛá, yá kabátar ke do bachche qurbán karen.

25 Aur, dekho, ki Aurshalím meu Shamún nám ek shakhs thá, jo rástbáz aur díndár, aur Isráil kí tasallí kí ráh dekhtá thá: aur Rúh i Quds us par thá.

26 Us ko Rúh i Quds ne khabar dí thí, ki wuh jab tak Khudawand ke Masih ko na dekhle, na maregá.*

27 Wuh Rúh ke batáne se haikal men áyá: aur jis waqt . mán báp us larke Isá ko andar láte the, táki us ke liye sharą ke dastúr par amal karen,

28 Then took he him up in his 28 Us ne use apne háthon par arms, and blessed God, and utha liya, aur Khudá kí taríf

said,

karke kahá,

* Maut ko na dekhegá.

29 Lord, now lettest thou thy servant depart in peace, according to thy word:

30 For mine eyes have seen thy salvation,

31 Which thou hast prepared before the face of all people; 32 A light to lighten the Gentiles, and the glory of thy people Israel.

33 And Joseph and his mother marvelled at those things which were spoken of him.

34 And Simeon blessed them, and said unto Mary his mother, Behold, this child is set for the fall and rising again of many in Israel; and for a sign which shall be spoken against;

35 (Yea, a sword shall pierce through thy own soul also,) that the thoughts of many hearts may be revealed.

36 And there was one Anna, a prophetess, the daughter of Phanuel, of the tribe of Aser: she was of a great age, and had lived with an husband seven years from her virginity;

37 And she was a widow of about fourscore and four years, which departed not from the temple, but served God with fastings and prayers night and day.

38 And she coming in that instant gave thanks likewise unto the Lord, and spake of him to all them that looked for redemption in Jerusalem.

29 Ki Ai Khudáwand, ab tú apne bande ko apne kalám ke muwáfiq salámatí se rukhsat detá hai:

30 Kyúnki merí ánkhon ne terí naját dekhí,

31 Jo tú ne sab logon ke áge taiyar ki hai ;

32 Qaumon kí roshní ke liye ek núr, aur apne log Isráíl ke liye jalál.

33 Tab Yusuf aur sá kí máŋ ne un báton se, jo us ke haqq men kahi gain, tajjub kiya.

34 Aur Shamún ne unhen duá dí, aur us kí mán Mariyam ko kaha, Dekh, yih Israil men bahuton ke girne, aur uthne ke liye, aur khilaf kahne ke nisháne ke wáste rakhá húá hai; 35 (Aur talwar terí ján ke bhítar guzar jáegí,) táki bahuteron ke dilon ke khiyál khul jáen.

36 Asír ke gharáne se, Saná nám Fánúel kí betí, jo bahut búrhí thí, aur us ne apne kunwárípane se sát baras ek khasam ke sath nibáh kiyá thá;

37 Aur wuh bewa qarib chaurásí baras kí thí, ki haikal se judá na hoke roza rakhtí, aur dúa mángne men rát din bandagí karti rahi,

38 Us ne usí gharí ákar Khudáwand ká shukr kiyá, aur un sab ko jo Aurshalím men chhutkáre kí ráh dekhte the, us kí bábat kahá.

39 And when they had performed all things according to the law of the Lord, they returned into Galilee, to their own city Nazareth.

40 And the child grew, and waxed strong in spirit, filled with wisdom and the grace of God was upon him.

41 Now his parents went to Jerusalem every year at the feast of the passover.

42 And when he was twelve years old, they went up to Jerusalem after the custom of the feast.

43 And when they had fulfilled the days, as they returned, the

child Jesus tarried behind in Jerusalem; and Joseph and his mother knew not of it.

44 But they, supposing him to have been in the company, went a day's journey; and they sought him among their kinsfolk and acquaintance.

45 And when they found him not, they turned back again to Jerusalem, seeking him.

46 And it came to pass, that after three days, they found him in the temple sitting in the midst of the doctors, both hearing them, and asking them questions.

47 And all that heard him were astonished at his understanding and answers?

48 And when they saw him, they were amazed and his mother said unto him, Son, why hast thou thus dealt with us? be

39 Aur jab we Khudáwand kí shariyat ke muwáfiq sab kuchh kar chuke, to Jalil men apne shahr Násare ko phir gae.

40 Aur larká barhtá, aur hikmat se bharke ráh men qúwat pátá rahá: aur Khudáwand ká fazl us par thá.

41 Us ke mán báp har baras İdi Fisah men Aurshalím ko játe the.

42 Aur jab wuh barah baras ká húá, we Įd ke dastúr par Aurshalím ko gae.

43 Aur un dinon ko púrá karke, jad phirne lage, wuh laṛká ľsá Aurshalím men rahgayá; par Yusuf aur us kí mán ne na jáná.

44 Balki yih samajhke, ki wuh qáfile men hai, ek manzil gae; aur use rishtadáron aur jánpahchánon men dhúndhá.

45 Aur na pákar us kí talásh men Aurshalím ko phire.

46 Aur aisá húá, ki unhon ne tín roz píchhe use haikal men ustádon ke bích baithe húe, un ke sunte, aur un se púchhte páyá.

47 Aur sab, jo us kí sunte the, us kí samajh aur us ke jawábon se dang the.

48 Tab we use dekhkar hairán húe: aur us kí mán ne use kahá, Betá, kis liye tú ne ham se aisá kiya ? dekh, terá báp aur

hold, thy father and I have sought ham kuṛhte húe tujhe dhúnḍhte thee sorrowing.

49 And he said unto them, How is it that ye sought me? wist ye not that I must be about my Father's business?

50 And they understood not the saying which he spake unto them.

51 And he went down with them, and came to Nazareth, and was subject unto them: but his mother kept all these sayings in her heart.

52 And Jesus increased in wisdom and stature, and in favour with God and man.

CHAPTER III.

1 Now in the fifteenth year of the reign of Tiberius Cesar, Pontius Pilate being governor of Judea, and Herod being tetrarch of Galilee, and his brother Philip tetrarch of Iturea and of the region of Trachonites, and Lysanias the tetrarch of Abilene,

2 Annas and Caiaphas being the High Priests, the word of God came unto John the son of Zaeharias in the wilderness.

3 And he came into all the country about Jordan, preaching the baptism of repentance for the remission of sins;

4 As it is written in the book of the words of Esaias the prophet, saying, The voice of one

the.

49 Us ne unhen kahá, Kyún tum mujhe dhúndhte the? kyá tum ne na jáná, ki mujhe apne kahan kahan rahná zarúr hai? 50 Par we is bát ko, jo us ne unhen kahí, na samjhe.

51 Aur wuh un ke sáth rawána hokar, Násare men ayá, aur un ke tábị rahá: aur us kí mán ne yih sab báten apne dil men rakhin.

52 Aur sá hikmat, aur qadd, aur Khudá ke aur ádmí ke piyár* men baṛhá.

TISRA BAB.

1 Ab Tiberius Qaisar kí bádshahat ke pandrahwen baras, jab Pontius Pilátus Yahúdiyá ká hákim, aur Herodis Jalil ke chautháí ká, aur us ká bháí Failbús Itúriya kí chautháí, aur Trákhonís ke mulk ká, aur Lisániyas Abílíní kí chautháí ká hákim thá,

2 Aur Saná aur Qayáfá sardár káhin* the, Khudá ká kalám jangal men Zakariya ke bete Yahiya ko pahunchá.

3 Aur wuh Ardan ke sáre ás pás ke mulk men áke, gunáhon kí muafí ke liye tauba ke baptismá kí munádí kartá rahá;

4 Chunáchi Ashayá nabí kí kitáb men likhá hai, ki Jangal men ek pukárnewále kí áwáz *Fazl. Bare Pande.

crying in the wilderness, Prepare ye the way of the Lord, make his paths straight.

5 Every valley shall be filled, and every mountain and hill shall be brought low; and the crooked shall be made straight, and the rough ways shall be made smooth;

6 And all flesh shall see the salvation of God.

7 Then said he to the multitude that came forth to be baptized of him, O generation of vipers, who hath warned you to flee from the wrath to come?

8 Bring forth therefore fruits worthy of repentance, and begin not to say within yourselves, We❘ have Abraham to our father: for I say unto you, That God is That God is able of these stones to raise up children unto Abraham.

9 And now also the axe is laid unto the root of the trees: every tree therefore which bringeth not forth good fruit is hewn down, and cast into the fire.

10 And the people asked him, saying, What shall we do then?

11 He answereth and saith unto them, He that hath two coats, let him impart to him that hath none; and he that hath meat, let him do likewise.

12 Then came also Publicans to be baptized, and said unto him, Master, what shall we do?

13 And he said unto them, Exact no more than that which is appointed you.

hai, ki Tum Khudáwand kí ráh ko durust karo, aur us ke ráston ko sídhá karo.

5 Har ek gaṛhá bhará jáegá, aur sab paháṛ aur pahárí níchí kíjáegí; aur teṛhí jagahen sídhí, aur behar ráhen barábar banengi;

6 Aur har shakhs Khudá kí naját dekhegá.

7 Tab us ne logon ko, jo us se baptismá páne nikle the, kahá, ki Ai sánpon kí nasl, tumhen kis ne batayá, ki ánewále ghazab se bhágo?

8 Pas tauba ke láiq mewe láo, aur apne dilon men khiyál na karo, ki Ibráhím hamárá báp hai : kyúnki main tumhen kahtá hún, ki Ķhudá Ibráhím ke liye in patharon se sakta hai.

larke paidá kar

9 Aur ab darkhton kí jar par kulhárí rakhi hai: so jo darakht achchhe phal nahín látá, káṭá aur ág men dálá játá hai.

[blocks in formation]
« AnteriorContinuar »