Imágenes de páginas
PDF
EPUB

23 And they began to enquire among themselves, which of them it was that should do this thing.

24 And there was also a strife among them, which of them should be accounted the greatest.

25 And he said unto them, The kings of the Gentiles exercise lordship over them; and they that exercise authority upon them are called benefactors.

26 But shall not be so: but ye he that is greatest among you, let him be as the younger; and he that is chief, as he that doth

serve.

27 For whether is greater, he that sitteth at meat, or he that serveth? is not he that sitteth at meat? but I am among you as he that serveth.

28 Ye are they which have continued with me in my temptations?

29 And I appoint unto you a kingdom, as my Father hath appointed unto me;

30 That ye may eat and drink at my table in my kingdom, and sit on thrones judging the twelve tribes of Israel.

31 And the Lord said, Simon, Simon, behold, Satan hath desired to have you, that he may sift you as wheat:

32 But I have prayed for thee, that thy faith fail not: and when thou art converted, strengthen thy brethren.

23 Tad we ápas men púchhne lage, ki wuh kaun hai, jo yih kám karegá.

24 ¶ Aur un men yih takrár thí, ki dekhiye ham men se kaun bará thaharta hai.

25 Us ne un se kahá, ki Qaumon ke badshah un par hukúmat karte hain; aur jo log un men ikhtiyárwále hain, Khudáwand i niamat kahláte.

26 Par tum aise naho; balki jo tum men baṛá hai, chhote kí, aur Kháwind khidmatkarnewále kí mánind ho.

27 Kyúnki kaun baṛá hai, jo kháne baiṭhá, yá wuh jo khidmat karta hai? kyá wuh nahín, jo khane baitha hai? lekin main tumháre darmiyán khidmat karnewále kí mánind hún. 28 Tum we hi ho, jo merí ázmáishon men sadá mere sáth rahe.

29 Aur jab se mere Báp ne mere liye ek bádsháhat muqarrar kí, main bhí tumháre liye muqarrar karta hún.

30 Táki merí bádsháhat men merí mez par kháo pío, aur talh ton par baithkar Isráíl ke bárah gharáne kí adálat karo.

31 Phir Khudáwand ne kahá, Shamún, ai Shaman, dekh, Shaitán ne cháhá, ki tumhen gehin ki tarah phatke:

32 Lekin main ne tere liye dua mángí, ki Terá ímán játá na rahe: aur jab tú báz áwe, to apne bháíon ko mazbút kar.

33 And he said unto him, Lord, I am ready to go with thee, both into prison, and to death.

34 And he said, I tell thee, Peter, the cock shall not crow this day, before that thou shalt thrice deny that thou knowest

me.

35 And he said unto them, When I sent you without purse, and scrip, and shoes, lacked ye any thing? And they said, Nothing.

36 Then said he unto them, But now, he that hath a purse, let him take it, and likewise his scrip: and he that hath no sword, let him sell his garment, and buy

one.

37 For I say unto you, That this that is written must yet be accomplished in me, And he was reckoned among the transgressors: for the things concerning me have an end.

38 And they said, Lord, behold, here are two swords. And he said unto them, It is enough. 39 And he came out and went, as he was wont, to the mount of Olives; and his disciples also followed him.

40 And when he was at the place, he said unto them, Pray that ye enter not into temptation. 41 And he was withdrawn from them about a stone's cast, and kneeled down, and prayed, 42 Saying, Father, If thou be

33 Tab us ne use kahá, ki Ai Khudáwand, main tere sath qaid hone, balki marne ko taiyár hún.

34 Tad us ne kahá, Ai Pitras, main tujh se kahtá hún, ki áj murgh báng na degá, jab tak tú tín martaba merá inkár na kare, ki main use nabín pahchántá.

35 Aur us ne un se kahá, ki Jab main ne tumhen be bațúe, aur be jholí, aur be júton ke bhejá, kyá kisú chíz kí kamí húi? Unhon ne kahá, Kisú kí nahín,

36 Us ne unhen kahá, Par ab jis ke pás bațúá ho, lewe, aur isí tarah jholí bhí: aur jis pás nahín, apne kapṛe bechke talwar kharide.

37 Kyúnki main tum se kahtá hún, ki yih likhá, ki, Wuh badon men giná gayá, zarúr hai, ki mere haqq men púrá ho is liye ki yih, jo mere haqq men likhá hai, tamam hota hai.

38 Unhon ne kaha ki Dekh, ai Khudáwand, yahán do talwár hai. Us ne un se kahá, Bahut hai. 39 Aur wuh nikalke, apne dastúr par, Zaitún ke pahár kí taraf chalá: aur us ke shágird us ke pichhe ho liye.

40 Aur us jagah pahunchke, us ne un se kahá, Dua mángo, táki ázmáish men na paro.

41 Aur us ne un se tír ke tappe* ek par barhke, ghutne tekkar duá mángí, 42 Ki Ai

Báp, agar tú cháhe, * Dhele.

[blocks in formation]

46 And said unto them, Why sleep ye? rise and ? rise and pray, lest ye

enter into temptation.

47¶ And while he yet spake, behold a multitude, and he that was called Judas, one of the twelve, went before them, and drew near unto Jesus to kiss him.

48 But Jesus said unto him, Judas, betrayest thou the Son of man with a kiss?

49 When they which were about him saw what would follow, they said unto him, Lord, shall | we smite with the sword?

50 And one of them smote a servant of the high Priest, and cut off his right ear.

51 And Jesus answered and said, Suffer ye thus far. And he touched his ear, and healed him.

52 Then Jesus said unto the chief priests, and captains of the temple, and the elders, which

to yih piyála mujh se dúr kare : lekin meri marzí ke muwáfiq na ho, balki terí.

43 Aur ásmán se ek firishta us ko dikháí diyá, jo use qúwat

deta tha.

44 Aur wuh jánkaní men phanske aur bahut girgiráke duá mángtá thá; aur uská pasíná lahú ke thake kí mánind hokar zamín par girtá thá.

45 Aur dua se uthkar apne shágirdon ke pás áyá, aur unhen gham se sotá páyá,

46 Aur un se kahá, ki Tum kyún sote ho? uṭhkar duá mángo, táki ázmáish men na paro.

47 | Wuh yih kahrahá thá, ki dekho, ek jamáąt dikháí dí, aur ek un bárahon men se, jo Yabúdá kahlátá thá, unke áge áge hokar sá pás áyá, ki us ko chúme.

48 Tab sá ne use kahá, ki Ai Yahúdá, tú ádmí ke Bete ko chúmke pakarwátá hai ?

49 Pas unhon ne, jo us ke sáth the, wuh jo honí thí mạlúm karke, use kaha, Ai Khudawand, kyá ham talwár chaláwen?

50 Un men ek ne sardár káhin ke naukar ko lagáí, aur us ká dahná kán uṛádiyá.

51 Tab sá ne jawab men kahá, Itne bí kahá, Itne bí par rahne do. Aur us ke kán ko chhúkar us ko changa kiya.

52 Phir 【sá ne sardár káhin, aur haikal ke sardár, aur buzurgon se, jo us ke pás áe the,

were come to him, Be ye come out, as against a thief, with swords and staves?

53 When I was daily with you in the temple, ye stretched forth no hands against me: but this is your hour, and the power of darkness.

54

Then took they him, and led him, and brought him into the High Priest's house, And Peter followed afar off.

55 And when they had kindled a fire in the midst of the hall, and were set down together, Peter sat down among them.

56 But a certain maid beheld him as he sat by the fire, and earnestly looked upon him, and said, This man was also with him.

57 And he denied him, saying, Woman, I know him not.

58 And after a little while another saw him, and said, Thou art also of them. And Peter said, Man, I am not.

59 And about the space of one hour after another confidently affirmed, saying, Of a truth this fellow also was with him: for he is a Galilean.

60 And Peter said, Man, I know not what thou sayest. And immediately, while he yet spake, the cock crew.

61 And the Lord turned, and looked upon Peter. And Peter remembered the word of the Lord,

kahá, ki Tum jaise chor pakarne ko talwáren aur láthíán lekar nikle ho?

53 Main har roz haikal men tumháre sáth thá, tum ne mujh par háth na ḍálá: lekin yih tumhárí gharí aur shaitán* ká ikhtiyar hai.

54¶Tab we use pakar lechale,

aur sardár káhin ke ghar legae. Aur Pitras dár dár us ke píchhe chalá játá thá.

55 Aur we angan ke bích men ág jaláke, milkar baithe the, Pitras un ke bích men baith.

56 Ek launḍí ne use ág ke pás baitha dekhkar, us men khúb nigah karke kahá, Yih bhí us ke sath thá.

57 Us ne us ká inkár karke kahá, Ai aurat, main use nahín jántá.

58 Thorí der bad ek aur kisí ne use dekhkar kahá, ki Tú bhí un men se hai. Pitras ne kahá, ki Ai shakhs, main nahín hún. 59 Ghanțe ek bad aur kisú ne tákíd se kahá,ki yih ádmí beshakk us ke sáth thá: kyúnki Jalili hai.

60 Pitras ne kahá, Ai shaķhs, main nahíp samajhtá, ki tú kyá kahtá hai. Yih kah rahá thá ki jhaṭ murgh ne báng dí.

61 Tab Khudáwand ne phirke, Pitras ki taraf dekhá. Aur Pitras ko Khudáwand kí bát, jo use * Táríkí.

how he had said unto him, Before the cock crow, thou shalt deny me thrice.

62 And Peter went out, and wept bitterly.

63 ¶ And the men that held Jesus mocked him, and smote him.

64 And when they had blindfolded him, they struck him on the face, and asked him, saying, Prophesy, who is it that smote thee?

65 And many other things blasphemously spake they against him.

66¶And as soon as it was day, the elders of the people and the chief priests and the scribes came together, and led him into their council, saying,

67 Art thou the Christ? tell us. And he said unto them, If I tell you, ye will not believe:

68 And if I also ask you, ye will not answer me, nor let me go.

69 Hereafter shall the Son of man sit on the right hand of the power of God.

70 Then said they all, Art thou then the Son of God? And he said unto them, Ye say that I am

71 And they said, What need we any further witness? for we ourselves have heard of his own mouth.

kahí, ki Murgh ke báng dene ke áge tá merá tín bár inkár karegá, yád áí.

62 Aur Pitras báhar jáke, zár zár royá.

63 Aur we log, jin kí hawálát men (sá thá, us ko kore márke thathe men uráne lage.

64 Aur us kí ánkh mundke, us ko tamánche máre, aur use púchhá, ki Nabúat kar, ki kis ne tujh ko márá?

65 Aur us ke haqq men aur bhí bahut kufr baká.

66¶ Aur jab din húá, logon ke buzurg, aur sardár káhin, aur faqíh jamą húe, aur use apnf sabhá men láe, aur kahá,

67 Agar tú Masih hai, ham se kah. Us ne un se kahá, Agar main tum se kahún, to tum yaqin na karoge:

68 Aur agar púchhún bhí, to jawab na doge, aur mujhe na chhoroge.

69 Ab se ádmí ká Betá Khudá kí qudrat ke dahne háth baiṭhá rahegá.

70 Sabhon ne kahá, Pas kyá tú Khudá ká Betá hai? Us ne un se kahá, Tum thik kahte ho main hún.

71 Tab unhon ne kahá, Ab hamen aur gawáhí kyá darkár? kyúnki ham ne khud us ke munh se suná.

« AnteriorContinuar »