Imágenes de páginas
PDF
EPUB

of the enemy and nothing shall ikhtiyár detá hún: aur koí kisú tarah tumhen nuqsán na pahuncháwegá.

by any means hurt you.

20 Notwithstanding in this rejoice not, that the spirits are subject unto you; but rather rejoice, because your names are written in heaven.

21 ¶ In that hour Jesus rejoiced in spirit, and said, I thank thee, O Father, Lord of heaven and earth, that thou hast hid these things from the wise and prudent, and hast revealed them unto babes : even so, Father; for so it seemed good in thy sight.

22 All things are delivered to me of my Father: and no man knoweth who the Son is, but the Father; and who the Father is, but the Son, and he to whom the Son will reveal him.

23 And he turned him unto his disciples, and said privately, Blessed are the eyes which see the things that ye see:

24 For I tell you, that many prophets and kings have desired to see those things which ye see, and have not seen them; and to hear those things which ye hear, and have not heard them.

25 And, behold, a certain ¶ lawyer stood up, and tempted him, saying, Master, what shall I do to inherit eternal life?

26 He said unto him, What is written in the law? how readest thou?

|

|

20 Magar isí par khush na ho, ki rúhen tumháre hukm men hain; balki is liye khushi karo, ki tumháre nám ásmán par likhe hain.

21 ¶ Uu waqt sá ne jí men khush hoke kahá, Ai Báp, ásman aur zamín ke Khudáwand, main terí tarif kartá hún, ki tú ne in chízon ko dánáon aur aqlmandon se chhipáyá, par bachon par záhir kiyá: hán ai Báp; ki yunhí tujhe pasand áyá.

22 Aur mere Báp ne sab kuchh mujhe sompá hai: aur koí nahín jántá, ki Bețá kaun hai, magar Báp; aur Báp kaun hai, magar Betá, aur wuh, jis par Betá záhir kiyá cháhe.

23 Aur shágirdon kí taraf mutawajjih hoke, un se nirále men kahá, Mubárak we ánkhen, jo ye chízen dekhtí, ki tum dekhte ho:

24 Kyúnki main tum se kahtá hún, ki bahutse nabíon aur bádsháhon ne cháhá, ki jo tum dekhte ho, dekhen, par na dekhá; aur jo kuchh sunte ho, sunen, par na suná.

25¶ Aur dekho ek shariyatsikhlánewálá uțhá, aur yih kahke us kí ázmáish kí, ki Ai Ustád, main kya karún, ki hamesha kí zindagi ká wáris hún?

26 Usne use kahá, ki shariyat men kyá likhá hai? tú kis tarah parhta hai?

27 And he answering said, Thou shalt love the Lord thy God with all thy heart, and with all thy soul, and with all thy | strength, and with all thy mind; and thy neighbour as thyself.

28 And he said unto him, Thou hast answered right: this do, and thou shalt live.

29 But he, willing to justify himself, said unto Jesus, And who is my neighbour?

30 And Jesus answering said, A certain man went down from Jerusalem to Jericho, and fell among thieves, which stripped him of his raiment, and wounded him, and departed, leaving him half dead.

31 And by chance there came down a certain Priest that way: and when he saw him, he passed by on the other side.

32 And likewise a Levite, when he was at the place, came and looked on him, and passed by on the other side.

33 But a certain Samaritan, as he journeyed, came where he was: and when he saw him, he had compassion on him,

34 And went to him, and bound up his wounds, pouring in oil and wine, and set him on his own beast, and brought him to an inn, and took care of him.

35 And on the morrow when he departed, he took out two pence, and gave them to the host, and said unto him, Take care of

|

27 Us ne jawab men kahá, Tú Khudáwand ko, jo terá Ķhudá hai, apne sáre dil, aur apní sárí jan, aur apne sare zor, aur apni sárí samajh se piyár kar; aur jaisa ap ko, waisa hi apne parosi ko. 28 Us ne use kahá, Tá ne thik jawab diyá: yihí kar, to jíegá.

29 Par us ne yih cháhke, ki apne taín rástbáz tharáwe, sá se kahá, ki Merá paṛosí kaun hai?

30 sá ne jawáb men kahá, ki Ek shakhs Aurshalím se Yaríhá ko játá thá, aur dákúon men já pará; we use nangá aur gháyal karke ádhmúá chhor gae.

31 Ittifáqan ek káhin us ráh se já niklá: aur us ko dekhke kináre se chalá gayá.

32 Isi tarah ek Liwi bhí us jagah áke, use dekhkar kináre se chalá gayá.

33 Par ek musáfir Sámarí wahán áyá: aur us ko dekhke rahm kiya,

34 Aur us ke pás áke, us ke zakhmon ko tel aur sharáb dálke bándhá, aur apne janwar par dálke sará men legayá, aur us kí khabardari ki.

35 Aur dúsre din jab jáne lagá, do dínár nikálkar bhathiyáre ko diyá, aur kahá, ki Is kí khabardárí kar; aur jo kuchh is se

him; and whatsoever thou spend- | ziyáda kharch hogá, main phir est more, when I come again, I áke tujhe dúngá. will repay thee.

36 Which now of these three, thinkest thou, was neighbour unto him that fell among the thieves?

37 And he said, He that shewed mercy on him. Then said Jesus unto him, Go, and do thou likewise.

38 Now it came to pass, as they went, that he entered into a certain village: and a certain woman named Martha received him into her house.

39 And she had a sister called Mary, which also sat at Jesus' feet, and heard his word.

40 But Martha was cumbered about much serving, and came to him, and said, Lord, dost thou not care that my sister hath left me to serve alone? bid her therefore that she help me.

41 And Jesus answered and said unto her, Martha, Martha, thou art careful and troubled about many things:

42 But one thing is needful: and Mary hath chosen that good❘ part, which shall not be taken away from her.

36 Ab in tínon men se, us ká,

jo dákúon men já paṛá thá, tá kis ko parosí jántá hai?

37 Us ne kahá, Us ko, jis ne us par rahm kyá. Tab ṛsá ne use kahá, Já, tú bhí aisá hí kar.

38 Aur aisá húá, ki jad játe the, wuh ek bastí men pahunchá: aur Marsá námí ek aurat ne use apne ghar men utárá.

39 Aur Mariyam námí us kí ek bahin thí, jo Įsá ke páon pás baithke, us ká kalám suntí thí.

40 Par Marsá ne bahut khidmat se ghabráí húí us ke pás áke kahá, ki Ai Khudáwand, tú khabar nahín letá, ki meri bahin ne mujhe akeli khidmat men chhoṛá hai? ab use kah, ki merí madad kare.

41 Tab sá ne jawab men use kahá, Marsá, ai Marsá, tú bahut chízon ke wáste fikr o ghabráhat men hai:

42 Par ek chíz zarúr hai: so Mariyam ne achchhá hissa chuná hai, jo us se pher liyá na jáegá.

CHAPTER XI.

1 And it came to pass, that, as he was praying in a certain | place, when he ceased, one of his

GYARAHWAN BAB.

1 Aur aisá húá, ki wuh ek jagah duá mángtá thá; jad máng chuká, ek ne us ke shagirdon

[merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][ocr errors]

men se us ko kahá, Ai Ķhudáwand, ham ko duá mángne sikhá, jaisá Yahiyá ne apne shágirdon ko sikháyá.

2 Us ne un se kahá, Jab tum duá mángo, to kaho, Ai hamáre Báp, jo ásmán par hai, Tere nám kí taqdís ho. Terí bádsháhat áwe. Terí murád jaisí ásmán par, zamín par bhí baráwe. 3 Hamári roz kí roți har roz hamen de.

4 Aur hamáre gunáhon ko bakhsh; kyúnki ham bhí harek ko, jo hamárá qarzdár hai, bakhshte hain. Aur hamen ázmáish men na dál; balki ham ko bure se chhurá.

5 Us ne un se kahá, Tum men se kaun hai, jis ká ek dost ho, aur ádhí rát ko us ke pás áke kahe, ki Ai dost, mujhe tín roți udhár de;

6 Kyúnki merá dost safar se mere pás áya hai, aur mere pás kuchh nahín, ki us ke áge rakhún ?

7 Aur wuh andar se jawab men kahe, ki Mujhe taklíf na de: ki ab darwáza band hai, aur mere larke mere sath bichhaune par hain; main uthkar tujhe de nahín saktá.

8 Main tum se kahtá hún, Agarchi wuh is sabab, ki wuh us ká dost hai, uthkar use na degá, magar us ki behayái ke sabab uthegá, aur jitní darkár hai use degá.

9 So main bhí tujhe kahtá hún, Mángo, to tumhen diyá jáegá;

and ye shall find; knock, and it dhúndho, to páoge; khatkhatáo, shall be opened unto you. to tumháre liye kholá jáegá.

10 For every one that asketh receiveth; and he that seeketh findeth; and to him that knocketh it shall be opened.

11 If a son shall ask bread of any of you that is a father, will he give him a stone? or if he ask a fish, will he for a fish give him a serpent?

12 Or if he shall ask an egg, will he offer him a scorpion?

13 If ye then, being evil, know how to give good gifts unto your children how much more shall your heavenly Father give the Holy Spirit to them that ask

him. 14 And he was casting out a devil, and it was dumb. And it came to pass, when the devil was gone out, the dumb spake; and the people wondered.

15 But some of them said, He

10 Kyúnki har ek, jo mángtá hai, letá hai; aur jo dhúndhtá hai, pátá hai; aur jo khaṭkhaṭátá hai, us ke liye kholá jáegá.

11 Tum men se kaun aisá báp hai, ki jab us ká betá rotí mánge, use patthar de? ya machhlí mánge, use sámp de?

12 Yá agar anḍá mánge, us ko bichchhú de?

13 Pas jab tum bure hokar, apne larkon ko achchhí chízen de jánte ho, to wuh Báp, jo ásmán par hai, kitná ziyáda un ko, jo us se mángte hain, Rúh i Quds degá?

14 Aur wuh ek dew ko, jo gángá thá, nikáltá thá. Aur aisá húá, ki jab dew nikal gayá, wuh gungá bolá; aur logon ne tájjub kiyá.

15 Par bázon ne un men se

casteth out devils through Beel-kahá, ki Wuh dewon ke sardár

zebub the chief of the devils.

16 And others, tempting him, sought of him a sign from heaven. 17 But he, knowing their thoughts, said unto them, Every kingdom divided against itself is brought to desolation; and a house divided against a house falleth.

18 If Satan also be divided against himself, how shall his kingdom stand? because ye say that I cast out devils through Beelzebub.

19 And if I by Beelzebub cast

Balzabúl ki madad se dewon ko nikáltá hai.

16 Auron ne ázmáish ke liye us se ek ásmání nishán mángá.

17 Par us ne un ke khiyálon ko jánke, un se kahá, ki Jo jo bádsháhat ápas men barkhilaf hotí, wírán ho játí hai; aur aisá harek ghar bhí ujaṛ játá hai.

18 Pás agar Shaitán apne se khilaf ho jáe, to us kí bádsháhat kyúnkar qáim rahegí? kyúnki tum kahte ho, Main dewon ko Balzabúl kí madad se nikáltáhún. 19 Bhalá, agar main dewon

« AnteriorContinuar »