Imágenes de páginas
PDF
EPUB

shall say, Blessed is he that cometh in the name of the Lord.

tak, ki tum kahoge, Mubarak bai wuh, jo Khudáwand ke nám par átá hai

CHAPTER XIV.

1 And it came to pass, as he went into the house of one of the chief Pharisees to eat bread on the sabbath day, that they watched him.

2 And, behold, there was a certain man before him which had the dropsy.

3 And Jesus answering spake unto the Lawyers and Pharisees, saying, Is it lawful to heal on the sabbath day?

4 And they held their peace. And he took him, and healed him, and let him go;

5 And answered them, saying, Which of you shall have an ass or an ox fallen into a pit, and will not straightway pull him out on the sabbath day?

6 And they could not answer him again to these things.

7¶ And he put forth a parable to those which were bidden, when he marked how they chose out the chief rooms; saying unto them,

8 When thou art bidden of any man to a wedding, sit not down in the highest room; lest a more honourable man than thou be bidden of him ;

9 And he that bade thee and him come and say to thee, Give this man place; and thou begin

CHAUDAHWAN BAB.

1 Aisá húá, ki wuh sabt ke din buzurg Farísíon men se ek ke ghar khane gayá, aur we us kí ták men baithe.

2 Aur dekho, ki ek shakhs us ke sámhne thá, jise jalandhar thá.

3 Įsá ne jawab men shariyatsikhlánewálon aur Farision se kahá, ki sabt ke din changá karná rawá hai yá nahíp?

4 We chup rahe. Tab us ne use pakarke changá karke chhoṛdiyá;

5 Aur jawab men un se kahá, ki Tum men se kaun hai, ki agar us ká gadhá, yá bail sabt ke din kúe men gire, wuh turat us ko na nikale?

6 We us kí ín báton ká jawab na de sake.

7 Aur mihmánon ko jab dekhá, ki we únchí jagah pasand karte hain; áke un se ek tamsil kahí,

8 Ki jab koi tujhe shádí men buláwe, sab se únche mat baith; ki shayad tujh se bhí kisí bare ko bulayá ho;

9 Aur jis ne terí aur us kí mihmání kí hai, áke tujh se kahe, ki Yih us ko de; aur shar

[blocks in formation]

exalteth

11 For whosoever himself shall be abased; and he that humbleth himself shall be exalted.

12 Then said he also to him that bade him, When thou makest a dinner or supper, call not thy friends, nor thy brethren, neither thy kinsmen, nor thy rich neighbours; lest they also bid thee again, and a recompence be made thee.

13 But when thou makest a feast, call the poor, the maimed, the lame, the blind:

14 And thou shalt be blessed; for they cannot recompense thee: for thou shalt be recompensed at the resurrection of the just.

15 And when one of them that sat at meat with him heard these things, he said unto him, Blessed is he that shall eat bread in the kingdom of God.

16 Then said he unto him, A certain man made a great supper, and bade many :

17 And sent his servant at supper time to say to them that were bidden, Come; for all things are now ready.

minda hoke tujh ko níche baithná pare.

10 Balki jab terí mihmání ho, sab se níchí jagah baitho; táki jad wuh, jis ne tujh ko buláyá hai, áwe, tujh ko kahe, ki Ai dost, áo unchí jagah baith: tab un ke sámhne, jo tere sáth kháne baithe hain, terí izzat hogí.

11 Kyunki jo koí áp ko baṛá jántá hai, chhotá kiyá jáegá; aur jo apne taín choțá jántá hai, bará kiyá jáegá.

12 Aur us ne apne mihmání karnewále se kahá, ki Jab tú din yá rát ká kháná taiyár kare, to apne doston, aur bháíon, rishtadáron ko, jo daulatmand hain, mat bulá; tá na ho ki we bhí tujhe buláwen, aur terá badlá hojáe.

13 Balki tú ziyáfat kiyá cháhe, to gharíbon, lúnjon, langron, andhon ko bulá:

14 Tab tú mubarak hogá; kyúnki un ke pás kuchh nahín, ki terá badlá den: par tujhe rástbázon kí qiyámát men badlá hogá. 15 Ek ne un men se, jo kháne baithe the, yih sunke us se kahá, Mubarak wuh, jo Khudá kí badshahat men roțí kháegá.

16 Us ne use kahá, ki Ek shakhs ne baṛá kháná karke, bahuton ko bulayá :

17 Aur khane ke waqt naukar ko bhejá, ki mihmánon ko kahe, ki Ao; ab sab kuchh taiyár hai.

18 And they all with one consent began to make excuse. The first said unto him, I have bought a piece of ground, and I must needs go and see it: I pray thee have me excused.

19 And another said, I have bought five yoke of oxen, and I go to prove them: I pray thee have me excused.

20 And another said, I have married a wife, and therefore I cannot come.

21 So that servant came, and shewed his lord these things. Then the master of the house being angry said to his servant, Go out quickly into the streets and lanes of the city, and bring in hither the poor, and the maimed, and the halt, and the blind.

22 And the servant said, Lord, it is done as thou hast commanded, and yet there is room.

23 And the Lord said unto the servant, Go out into the highways and hedges, and compel them to come in, that my house may be filled

24 For I say unto you, That none of those men which were bidden shall taste of my supper.

25¶ And there went great multitudes with him: and he turned, and said unto them,

26 If any man come to me, and hate not his father, and mother, and wife, and children, and

18 Us par sabhon ne milkar uzr karná shurú kiya. Pahle ne use kahá, ki Main ne khet kharídá bai; zarár hai, ki jáke use dekhún: main terí minnat kartá hún, ki meri taraf se uzr kar.

19 Dúsre ne kahá, Main ne pánch jorí bail ķharídá hai; játá hún, ki un ko ázmáún: main terí minnat kartá hún, ki mere liye uzr kar.

20 Tísre ne kaha Main ne byáh kiyá hai, is sabab se nahín á sak tá.

21 Pas us naukar ne áke apne khudáwand ko un báton kí khabar dí. Tad ghar ke málik ne ghussa hoke, apne naukar se kahá, Jald shahr ke bázáron, aur jagahon men já, aurgḥaríbon, aur lúnjon, langron aur andhon ko yahán lá.

22 Naukar ne kahá, ki Ai Khudáwand, jaisá tú ne farmáyá, húá; tau bhí jagah hai.

23 Khudáwand ne naukar se kahá, Ráhon aur bazáron kí taraf já, aur jis tarah bane, logon ko lá, ki merá ghar bhar jáe.

24 Kyunki main tum se kahtá hún, ki koí shakhs un men se, jo bulae gae, merá kháná na chahkhegá.

25 ¶ Aur bahut log us ke sath . chale: us ne phirke un se kahá,

26 Ki agar koi mere pás áwe, aur apne má báp, aur jorú larke, aur bhai bahin, balki apní ján kí

brethren, and sisters, yea, and his own life also, he cannot be my disciple.

27 And whosoever doth not bear his cross, and come after me, cannot be my disciple.

28 For which of you, intending to build a tower, sitteth not down first, and counteth the cost, whether he hath sufficient to finish it?

29 Lest haply, after he hath laid the foundation, and is not able to finish it, all that behold, it begin to mock him,

30 Saying, This man hegan to build, and was not able to finish.

31 Or what king, going to make war against another king, sitteth not down first, and consulteth whether he be able with ten thousand to meet him that cometh against him with twenty

thousand?

32 Or else, while the other is yet a great way off, he sendeth an ambassage, and desireth conditions of peace.

33 So likewise, whosoever he be of you that forsaketh not all that he hath, he cannot be my disciple.

34 ¶ Salt is good: but if the salt have lost his savour, wherewith shall it be seasoned?

35 It is neither fit for the land, nor yet for the dunghil; but men cast it out. He that hath ears to hear, let him hear.

dushmaní na kare, merá shágird ho nahin saktá.

27 Aur jo apní salib uthake mere píchhe nahín átá, merá shagird nahín.

28 Kyánki tum men kaun hai, ki jad ek burj banáyá cháhe, pahle baithke kharch ká hisáb na kare, ki main use, taiyár kar sak úngá?

29 Aisá na ho, ki jad neo dálí, aur taiyár kar na sáká, to jo log dekhen, use hansenge,

30 Aur kahep, ki Us shakhs ne banáná shur kiya, par taiyár kar na saká.

31 Ya kaun bádsháh dúsre se laṛáí karne jáe, jo baithke pahle saláh na kare, ki main das hazár ádmí ke sáth, use, ki bís hazár ádmí leke atá hai, muqábala kar sakúngá?

32 32 Nahin to, jad wuh dúr hai, paigham bhejke sulh ke liye. minnat karega.

33 So isí tarah jo koí tum men se apne sáre mál se kinára na kare, merá shágird nahín ho saktá.

34 ¶ Namak achchhá hai: lekin agar namak bigar jáe, to kis chíz se durust hogá?

35 Na zamín ke, na khád ke kám ká hai; balki báhar phenkdete hain. Jis ko kán sunne ke hon

sune.

CHAPTER XV.

1 Then drew near unto him all the publicans and sinners for to hear him.

2 And the Pharisees and scribes murmured, saying, This man receiveth sinners, and eateth with them.

3 And he spake this parable unto them, saying,

4 What man of you, having an hundred sheep, if he lose one of them, doth not leave the ninety and nine in the wilderness, and go after that which is lost, until he find it?

5 And when he hath found it, he layeth it on his shoulders, rejoicing.

6 And when he cometh home, he calleth together his friends and neighbours, saying unto them, Rejoice with me; for I have found my sheep which was lost.

7 I say unto you, that likewise joy shall be in heaven over one sinner that repenteth, more than over ninety and nine just persons, which need no repentance.

8 Either what woman having ten pieces of silver, if she lose one piece, doth not light a candle, and sweep the house, and seek diligently till she find it?

9 And when she hath found it, she calleth her friends and her

PANDRAHWAN BAB.

1 Tab sab mahsúllenewále aur gunáhgár us ke nazdík áte the, ki us kí sunen.

2 Aur Farísí aur faqíh kurkuráke kahte the, ki Yih shakhs gunahgáron ko qabúl karta hai, aur un ke sath khátá hai.

3¶ Tab us ne un se yih tamsil kahí,

4 Ki tum men se kaun hai, jis ke pás sau bheṛ hop, agar un men ek khojáe, un ninánawe ko jangal men na chhore, aur us khoí húí ko jab tak na páwe, dhúndhá na kare?

5 Aur páke khushí se apne kandhe par uṭhá na le?

6 Aur ghar men jáke, doston aur parosion ko buláke na kahe, ki Mere sath khushi karo; kyúuki main ne apní khoí húí bheṛ páí.

7 Main tum se kahtá hún, ki is taur ásmán men ek gunahgár ke wáste, jo tauba karta hai, ninánawe rástbáz se, jo tauba kí hájat nabín rakhte, ziyadá khushi hogi.

8 Yá kaun aurat, jis ke pás das diram hon, agar ek khojáe, chirágh bálke ghar ko na jháre, aur jab tak na páwe, koshish se dhúndhá na kare.

9 Aur jab páwe, doston aur parosion ko buláke na kahe, ki

« AnteriorContinuar »