Imágenes de páginas
PDF
EPUB

neighbours together, saying, Rejoice with me; for I have found the piece which I had lost.

10 Likewise, I say unto you, there is joy in the presence of the angels of God over one sinner that repenteth.

11

And he said, A certain man had two sons:

12 And the younger of them said to his father, Father, give me the portion of goods that falleth to me. And he divided unto them his living.

13 And not many days after the younger son gathered all together, and took his journey into a far country, and there wasted his substance with riotous living.

14 And when he had spent all, there arose a mighty famine in that land; and he began to be in

want.

15 And he went and joined himself to a citizen of that country; and he sent him into his fields to feed swine.

16 And he would fain have filled his belly with the husks that the swine did gat: and no man gave unto him.

17 And when he came to himself, he said, How many hired servants of my father's have bread enough and to spare, and I perish with hunger!

18 I will arise and go to my father, and will say unto him, Father, I have sinned against heaven, and before thee,

19 And am no more worthy to

Mere sath khushi karo; ki main ne apná khoya diram páyá.

10 Main tumhen kahtá hún, ki Khudá ke firishton ke áge ek gunahgár ke liye, jo tauba kartá hai, aisí hí khushi hogi.

11 Phir us ne kahá, Ek shakhs ke do bete the:

12 Un men se chhote ne báp se kahá ki Ai báp, mál ká hissa jo mujhe pahunchtá hai, mujhe de. Us ne mál unhen bánt diyá.

13 Aur thore din bad chhote bete ne sab kuchh jamą karke, ek dúr ke mulk ká safar kiyá, aur wahan apná mál badchálí men uṛáyá:

14 Aur jab sab kharch kar chuká, us mulk men baṛá kál paṛá; aur wuh muhtáj hone lagá.

15 Tab us mulk ke ek rahnewále ke yahán já lagá; us ne use apne kheton men súar charáne bhejá.

16 Aur use árzú thí, ki un chhilkon se, jo súar kháte hain, apná pet bhare: par koí na detá thá.

17 Tad hosh men áke kahá, Mere báp ke kitne mazdúron ko bahut roți hai, aur main bhúkon martá hún!

18 Main uthke apne báp pás jáúngá, aur use kahúngá, ki Ai báp, main ne ásmán ká, aur terá gunáh kiya hai,

19 Aur ab is láiq nahín ki

be called thy son: make me as one of thy hired servants.

20 And he arose, and came to his father. But when he was yet a great way off, his father saw him, and had compassion, and ran, and fell on his neck, and kissed him.

21 And the son said to him, Father, I have sinned against❘ heaven, and in thy sight, and am no more worthy to be called thy

son.

22 But the father said to his servants, Bring forth the best robe, and put it on him; and put a ring on his hand, and shoes on his feet:

23 And bring hither the fatted calf, and kill it; and let us eat, and be merry:

24 For this my son was dead, and is alive again; he was lost, and is found. And they began to

be merry:

25 Now his elder son was in the field and as he came and drew nigh to the house, he heard musick and dancing.

26 And he called one of the servants, and asked what these things meant.

27 And he said unto him, Thy brother is come; and thy father hath killed the fatted calf, because he hath received him safe and sound.

28 And he was angry, and would not go in therefore came his father out, and intreated him.

phir terá betá kaláún: mujhe apne mazdúrop men se ek kí mánind baná.

20 Tab uthke apne báp pás chalá. Aur wuh abhí dúr thá, ki us ko dekhke us ke báp ko baṛá rahm áyá, aur daurke us ko gale lagá liyá, aur chúmá.

21 Bete ne us ko kahá, ki Ai báp, main ne ásmán ká aur terá gunáh kiyá, aur ab is qábil nahín, ki phir terá bețá kahláúp.

22 Báp ne apne naukaron ko kahá, ki Achchhí se achchhí poshák láke, use pahináo; aur us ke háth men angúṭhí aur páon men jútí:

23 Aur pale húe bachhre ko láke zabh karo; ki kháen, aur khushi karen:

24 Kyúnki yih merá bețá máá thá, ab jiyá hai; khogayá thá, ab milá hai. Tab we khushi karne lage.

25 Aur us ká bará betá khet men thá: jab ghar ke nazdík áyá, gáne aur náchne kí áwáz

suní.

26 Tab ek naukar ko buláke, púchhá, ki Yih kya hai?

27 Us ne use kahá, ki terá bhaí áya hai; aur tere báp ne palá bachhrá zabh kiya hai, is liye ki use bhalá changá páyá.

28 Us ne khafá hoke, na cháhá ki andar jáe: tab us ke báp ne báhar áke use manáyá.

29 And he answering said to his father, Lo, these many years do I serve thee, neither transgressed I at any time thy commandment: and yet thou never gavest me a kid, that I might make merry with my friends: 30 But as soon as this thy son was come, which hath devoured thy living with harlots, thou hast killed for him the fatted calf. 31 And he said unto him, Son, thou art ever with me, and all that I have is thine.

32 It was meet that we should make merry, and be glad for this thy brother was dead, and is alive again; and was lost, and is found.

CHAPTER XVI.

1 And he said also unto his disciples, There was a certain rich man, which had a steward; and the same was accused unto him that he had wasted his goods. 2 And he called him, and said unto him, How is it that I hear | this of thee? give an account of thy stewardship; for thou mayest be no longer steward.

3 Then the steward said within himself, What shall I do? for my lord taketh away from me the stewardship: I cannot dig; to beg I am ashamed.

4 I am resolved what to do, that, when I am put out of the stewardship, they may receive me into their houses.

29 Us ne báp se jawab men kahá, Dekh, itne baras se main terí khidmat kartá hún, aur kabhí tere hukm ke barkhiláf na chalá: par tú ne kabhú ek bakrí ká bachcha mujhe na diyá, ki apne doston ke sath khushí manáúu: 30 Aur jab terá yih beṭá áyá, jis ne terá mál kasbion men uṛáyá, tú ne us ke liye motá bachhrá zabh kiya.

31 Us ne us ko kahá Ai beṭá, tú sadá mere pás hai, aur jo kuchh merá hai, so terá hai.

32 Par khushí manáná, aur khush honá, lázim thá: kyúnki terá yih bhái múa thá, jiya hai; aur khogayá thá, ab milá hai.

SOLAHWAN BAB.

1 Aur us ne apne shágirdon se bhí kahá, ki kisú daulatmand ká ek mukhtar thá; jis ká logon ne us se gila kiyá, ki yih terá mál urátá hai.

2 Tab us ne us ko buláke púch há, ki Yih kyá hai, jo tere haqq men suntá hún? apní mukhtárí ká hisáb de; ki ab se tú mukhtár nahín rah saktá.

3 Us mukhtár ne apne jí men kahá, ki Kyá karún? kyúnki merá málik mukhtárí mujh se letá hai main khod nahin saktá, aur bhík mángne se sharm átí hai.

4 Ab ján gayá, ki kyá karún, táki, jad mukhtárí se chhút jáín, mujhe log apne gharon men

rakhen.

5 So he called every one of his lord's debtors unto him, and said unto the first, How much owest thou unto my lord?

6 And he said. An hundred measures of Oil, And he said unto him, Take thy bill, and sit down quickly, and write fifty. 7 Then said he to another, And how much owest thou? And he said, An hundred measures of wheat. And he said unto him, Take thy bill, and write four

score.

:

8 And the lord commended the unjust steward, because he had done wisely for the children of this world are in their generation wiser than the children of light. 9 And I say unto you, Make to yourselves friends of the mammon of unrightousness; that when ye fail, they may receive you into everlasting habitations.

10 He that is faithful in that which is least is faithful also in much and he that is unjust in the least is unjust also in much.

11 If therefore ye have not been faithful in the unrighteous mammon, who will commit to your trust the true riches?

12 And if ye have not been faithful in that which is another man's, who shall give you that which is your own?

13 ¶ No servant can serve two masters for either he will hate the one, and love the other; or else he will hold to the one, and

5 Tab apne Khudawand ke har ek qarzdár ko buláke, pahle se púchhá, ki Tú kitná mere málik ká dharátá hai?

6 Usne kabá, Sau paimáne tel. Tab us ko kahá, ki Apní dastáwez le, aur baithke jald pachás likh de.

7 Phir dúsre se kahá, Tú kitná dharátá hai? Us ne kahá, Sau paimáne gehún. Use kahá, ki Apní dastáwez le, aur assí likh de.

8 Tab málik ne beímán mukhtár kí taríf kí, is liye ki us ne hoshyárí kí: isí tarah dunyá ke log apne waqt men núr ke logon se hoshyár hain.

9 So main tum se kahtá hún, ki Chhotí daulat se apne liye dost paidá karo; ki jad tum játe raho, hamesha ke makánon men jagah

den.

10 Jo thore men ímándár hai, so bahut men bhí ímándár hai: aur jo thore men beímán hai, so bahut men bhí beímán hai.

11 Jab tum chhoti daulat men ímándár na rahe, to sachchí tumhen kaun supurd karegá?

12 Aur jab tum begáne mál men ímándár na rahe, to kaun kuchh degá ki tumhen púnjí ho.

¶ 13 Koí naukar do kháwind kí khidmat nahin kar saktá: is liye ki ek kí dushmani karegá aur dúsre kí dostí; yá ek ko mánegá,

despise the other. Ye cannot serve God and mammon.

14 And the Pharisees also, who were covetous, heard all these things: and they derided him. 15 And he said unto them, Ye are they which justify yourselves before men; but God knoweth your hearts: for that which is highly esteemed among men is abomination in the sight of God.

16 The Law and the Prophets were until John: since that time the kingdom of God is preached, and every man presseth into it.

17 And it is easier for heaven and earth to pass, than one tittle of the law to fail.

18 Whosoever putteth away his wife, and marrieth another, committeth adultery: and whosoever marrieth her that is put away from her husband committeth adultery.

19 There was a certain rich man, which was clothed in purple and fine linen, and fared sumptuously every day:

20 And there was a certain beggar named Lazarus, which was laid at his gate, full of sores, 21 And desiring to be fed with the crumbs which fell from the rich man's table: moreover the dogs came and licked his sores.

22 And it came to pass, that the beggar died, and was carried

ḍúsre ko náchíz jánegá. Tum Khudá aur daulat donon kí khidmat nahin kar sakte.

14 Aur Farísí, jo daulat ko piyár karte the, in sab báton ko sunke, thathe men uráne lage.

15 Tad us ne un ko kahá, ki Tum we ho, jo ádmíon ke áge áp ko rástbáz záhir karte hain; lekin Khudá tumháre dil kí jántá hai: kyánki jis kí ádmí ke nazdík baráí hotí, us se Khudá nafrat rakhta hai.

16 Shariyat dení Yahiyá tak thí: tab se Ķhudá kí bádsháhat kí khushkhabarí díjátí hai, aur har ek zor márke us men dákhil hota hai.

17 Par ásmán aur zamín ká ṭal jáná, shariyat ke ek nuqte ke mit jáne se bahut ásán hai.

18 Jo shakhs apní jorú ko chhor de, aur dúsrí se byáh kare, ziná kartá hai: aur jo us aurat ko, ki chhor dí gaí, byáhe, ziná kartá hai.

[blocks in formation]
« AnteriorContinuar »