Imágenes de páginas
PDF
EPUB

sin no more, lest a worse thing hai: phir gunáh na karná, na howe ki tú siwá áfat men pare. come unto thee.

15 The man departed, and told the Jews that it was Jesus, which had made him whole.

16 And therefore did the Jews

persecute Jesus, and sought to slay him, because he had done these things on the sabbath day. 17 But Jesus answered them, My Father worketh hitherto, and I work.

18 Therefore the Jews sought the more to kill him, because he not only had broken the sabbath, but said also that God was his Father, making himself equal with God.

19 Then answered Jesus and said unto them, Verily, verily, I say unto you, The Son can do nothing of himself, but what he seeth the Father do: for what things soever he doeth, these also doeth the Son likewise.

20 For the Father loveth the Son, and sheweth him all things that himself doeth: and he will shew him greater works than these, that ye may marvel.

[merged small][ocr errors]

15 Wuh shakhs chala gayá, aur Yahúdíon ko khabar dí, ki Jis ne mujhe changá kiyá, so ņsá thá. 16 Isliye Yabúdíon ne sá ko satayá, aur use qatl karne cháhá, kyúnki us ne ye kám árám ke din men kiye the.

17 ¶ Lekin sa ne unhen jawab diyá, ki Merá Báp abtak kám kartá hai, aur main kám kartá hủy.

18 Uske sabab se Yahúdíon ne aur bhí ziyáda use qatl karne cháhá, kyúnki us ne sirf árám ke din ko tál na diyá, par Ķhudá ko apná Báp kahke, apne taín Khudá ke barábar kiyá.

19 Tab sá ne jawab men kahá, ki Main tum se sach sach kahtá hún, ki Farzand áp se áp kuchh nahin kar saktá, par jaisá wuh Báp ko karte dekhta hai: kyúnki jo kám ki wuh kartá hai, waisáhí Farzand bhí kartá hai. 20 Isliye ki Báp Farzand ko piyár karta hai, aur jo kám ki áp karta hai, use dikhátá hai: aur wuh us se bhi bare bare kám use dikháwegá, jis se tum achambhá karoge.

21 Kyunki jis tarah Báp murdon ko uţhátá hai, aur jilátá hai; usí tarah jinhen cháhegá Farzand bhí jiláwegá.

22 Kyńnki Báp kisí shakhs kí adálat nahin kartá, par us ne sárí adálat Farzand ko somp dí:

23 Táki sab ke sab Farzand ki aisi izzat karen, jaisa ki Báp kí izzat karte hain. Jo Farzand ki

the Son honoureth not the Fa- izzat nahin kartá, so Báp kí izzat ther which hath sent him. nahín kartá, jise us ne bhejá hai.

24 Verily, verily, I say unto you, He that heareth my word, and believeth on him that sent me, hath everlasting life, and shall not come into condemnation; but is passed from death unto life.

25 Verily, verily, I say unto you, The hour is coming, and now is, when the dead shall hear the voice of the Son of God: and they that hear shall live,

26 For as the Father hath life in himself; so hath he given to the Son to have life in himself;

27 And hath given him authority to execute judgment also, because he is the Son of man.

28 Marvel not at this: for the hour is coming, in the which all that are in the graves shall hear his voice,

29 And shall come forth; they that have done good, unto the resurrection of life; and they that have done evil, unto the resurrection of damnation.

30 I can of mine own self do nothing: as I hear, I judge: and my judgment is just; because I seek not mine own will, but the will of the Father which hath sent me.

31 If I bear witness of myself, my witness is not true.

32 There is another that bear

24 Main tum se sach sach kahtá hún, ki Jo meri nasihat suntá hai, aur mere bhejnewále par ímán látá hai, so hamesha kí zindganí rakhta hai, aur taqsírwár na thahregá; par maut se chhútke zindagi ko pahuncha hai.

25 Main tum se sach sach kahtá hún, ki Waqt átá hai, aur ab hai, ki murde Khudá ke Farzand kí áwáz sunenge: aur sunke

jiyenge.

26 Kyunki jaisá Báp áp men zindagí rakhtá hai; taisá us ne Farzand ko diya hai, ki áp men zindagi rakkhe;

27 Aur use adálat karne kí qudrat dí hai, kyúnki wuh ádam ká Farzand hai.

28 Is se achambhá mat karo: kyúnki waqt átá hai, ki sab jo qabron men hain, us kí áwáz sunenge, aur nikal áwenge.

29 Aur jinhop ne nekí kí hai, so zindagi ke liye uthenge; aur jinhon ne badí kí hai, sazá páne ke liye uthenge.

[blocks in formation]
[blocks in formation]

men gawahi detá hai; aur main jántá hún, ki mere haqq men us ki gawáhí durust hai.

33 Tum ne Yahiyá ke pás bhejá, aur us ne sachchái par gawáhí dí.

34 Aur main kisí ádmí kí gawáhí ká muhtáj nahín hún: par maiu tumhárí naját ke liye ye báteu kahtá hún.

35 Wuh jaltá aur chamaktá chirágh thá: aur tum thorí der us ke unjiyále se khush the.

36 Lekin mere pás Yahiyá kí gawáhí se ek baṛí gawahí hai: kyúnki jo kám Báp ne mujhe karne ko diye hain, ye kám jo main karta hún, mere liye gawáhí dete hain, ki Báp ne mujhe bhejá hai.

37 Aur Báp ne, jis ne mujhe bhejá hai, mere liye gawáhí dí hai. Tum ne kabhí us kí áwáz nabín suní, aur na us kí súrat dekhí hai.

38 Aur us ká kalám tum men nahín hai: kyúnki tum us ke bheje húe par ímán nahín láte. 39 Kitábon men húndho; ¶ kyúnki, tum log samajhte ho, ki un men tumháre liye hamesha kí zindagi hai aur yih we hain, jo mere liye gawáhí dete hain.

40 Tad bhí tum mere pás áne nahín chahte ho, táki zindagí páo. 41 Main ádmíon se izzat nahín cháhtá.

42 Main tumhen jántá húp, ki tum men Khudá kí muhabbat nahin hai.

43 Main apne Báp ke nám se áyá hóp, aur tum mujhe qabál

[blocks in formation]

CHAPTER VI.

1 After these things Jesus went over the sea of Galilee, which is the sea of Tiberias.

2 And a great multitude followed him, because they saw his miracles which he did on them that were diseased.

3 And Jesus went up into a mountain, and there he sat with his disciples.

4 And the passover, a feast of the Jews, was nigh.

5 ¶ When Jesus then lifted up his eyes, and saw a great company come unto him, he saith unto Philip, Whence shall we buy bread, that these may eat?

6 And this he said to prove him: for he himself knew what he would do.

nahin karte: agar dúsrá apne nám se áwe, to tum use qabul karoge.

44 Tum jo ápas men ek ek se izzat chahte ho, aur wuh izzat, jo sirf Khudá se hai, nahín dhúnḍte ho, to kyúnkar tum ímán lá sakte?

45 Mat samjho, ki main Báp ke pás tumhárí faryád karúngá : tumháre faryád karnewálá Músá hai, jis par tum bharosá rakhte ho.

46 Kyunki agar tum Músá par ímán láte, to mujh par bhí ímán láte: kyúnki us ne mere haqq men likha hai.

47 Par agar usí ke likhe húe par ímán nahíp láte, to tum merí báton par kynukar ímán láoge?

CHHATWAN BAB.

1 Un báton ke píchhe Isá Jalil ke Samundar pár, jo Tíbáriyás ká kahlátá hai, gayá.

2 Aur ek baṛí jam at us ke píchhe holí, kyúnki unhon ne us kí karámaton ko dekhá, jo us ne bímáron par kí thín.

3 Aur sá ek pahár par gayá, aur wahan apne shágirdon ke sáth baiṭhá.

4 Aur Yahúdíon ká Pár jáne ká parab nazdík thá.

5 Jab sá ne apní ánkhen uthake bari jamáạt ko dekhá, tab us ne Failbús se kahá, ki Ham kahan se un ke kháne ke liye rotián mol len?

6 Us ne use parakhne ko yih kahá thá: kyúnki wuh áp ján tá thí, jo ki kivá cháhtá thá.

7 Philip answered him, Two hundred pennyworth of bread is not sufficient for them, that every one of them may take a little.

8 One of his disciples, Andrew, Simon Peter's brother, saith unto him,

9 There is a lad here, which hath five barley loaves, and two small fishes but what are they among so many?

:

10 And Jesus said, Make the men sit down. Now there was much grass in the place. So the men sat down, in number about five thousand.

11 And Jesus took the loaves; and when he had given thanks, he distributed to the disciples, and the disciples to them that were set down; and likewise of the fishes as much as they would.

12 When they were filled, he said unto his disciples, Gather up the fragments that remain, that nothing be lost.

13 Therefore they gathered them together, and filled twelve baskets with the fragments of the five barley loaves, which remained over and above unto them that had eaten.

14 Then those men, when they had seen the miracle that Jesus did, said, This is of a truth that prophet that should come into the world.

15 [ When Jesus therefore perceived that they would come

7 Failbus ne jawab diyá, ki Un men se har ek ko ek ek tukṛá dene ko, do sau chawání kí roṭíán un ke liye bas nahin hotín.

8 Us ke shágirdon men se ek ne, jo Shamún Pitras ká bhái Andriyas thá, us se kahá,

9 Ki yaháŋ ek chhokre ke pás jau kí pánch roțián aur do chhoti machhlían hain: par we itne logon men kya hain?

10 sá ne kahá, ki Logon ko baitháo. Aur us jagah bahut ghás thí. So we atkal men pánch hazár the, baith gae.

11 Aur sá ne roțíán uṭháín; aur shukr karke shágirdon ko dín, aur shágirdon ne un ko bántín; aur isi tarah machhlíon men se jitná un ko darkár thá.

12 Jab we achchhí tarah khá chuke, us ne apne shágirdou se kahá, ki Bache húe chúr chár ko jamą karo, táki kuchh nuqsán na ho.

13 So unhon ne jamą kiye, aur jau ki pánch rotíon ke chúr chár se, jo un khánewálon se bach rahe the, bárah tokríán bharín.

14 Jab logon ne Psá kí karámát ko dekhá, to bole, ki Jo paighambar dunyá men ánewálá thá, sach mach yihí hai.

15 ¶ Tab sá ne málúm kiyá, ki we áke, use zabardastí se badshah

« AnteriorContinuar »