Imágenes de páginas
PDF
EPUB

We be not born of fornication; we have one Father, even God.

42 Jesus said unto them, If God were your Father, ye would love me: for I proceeded forth and came from God; neither came I of myself, but he sent me.

43 Why do ye not understand my speech? even because ye cannot hear word. my

44 Ye are of your father the devil, and the lusts of yur father ye will do. He was a murderer from the beginning, and abode not in the truth, because there is no truth in him. When he speaketh a lie, he speaketh of his own: for he is a liar, and the father of it.

45 And because I tell you the truth, ye believe me not.

46 Which of you convinceth me of sin? And if I say the truth, why do ye not believe me?

47 He that is of God heareth God's words: ye therefore hear them not, because ye are not of God.

48 Then answered the Jews, and said unto him, Say we not well that thou art a Samaritan, and hast a devil?

49 Jesus answered, I have not a devil; but I honour my Father, and ye do dishonour me.

diyá, ki Ham harámkárí se paidá nabín húe; hamará Báp ek Khuda hai.

42 sá ne unhen kahá, ki Agar Ķhudá tumhárá Báp hotá, to tum mujhe piyár karte: kyúnki main Khudá se niklá, aur áyá hún; main áp se nahín áyá, par us ne mujhe bhejá.

43 Tum merí boli kyún nahín samajhte? yih isliye hai, ki tum merí bát bardásht nahin kar sakte. 44 Tum apne báp shaitán se ho, aur apne báp kí marzí kí muwafiq karoge. Wuh to shuru se khúní thá, aur sachcháí se tal gayá, kyúnki us men sachchaí nahin hai. Jab wuh jhúth boltá hai, wuh apní hí kahta hai: kyúnki wuh jhúṭha hai, aur jhúṭh ká báp hai.

45 Par main jo sach boltá hún, isliye tum mujh par ímán náhío láte.

46 Kaun tum men se mujh par gunáh sábit karta hai? Aur agar main sach boltá húu, to mujh par ímán kyún nahín láte?

47 Jo Khudá ká hai, Ķhudá kí báten suntá hai: tum isliye nahin sunte ho, ki tum Ķhudá ke nahín ho.

48 Tab Yahúdíon ne jawáb diyá, Kyá ham achchhá nahín kahte, ki tú Sámarí hai, aur tujh par ek bhút hai?

49 sá ne jawab diyá, ki Mujh par bhút nahín; par main apne Báp kí izzat kartá húp, aur tum merí beizzatí karte ho.

[ocr errors]

50 And I seek not mine own glory: there is one that seeketh and judgeth.

51 Verily, verily, I say unto you, If a man keep my saying, he shall never see death.

52 Then said the Jews unto him, Now we know that thou hast a devil. Abraham is dead, and the prophets; and thou sayest, If a man keep my saying, he shall never taste of death.

53 Art thou greater than our father Abraham, which is dead? and the prophets are dead: whom makest thou thyself?

54 Jesus answered, If I honour myself, my honour is nothing: it is my Father that honoureth me; of whom ye say, that he is your God:

55 Yet ye have not known him; but I know him: and if I should say, I know him not, I shall be a liar like unto you: but I know him, and keep his saying.

56 Your father Abraham rejoiced to see my day: and he saw it, and was glad.

57 Then said the Jews unto him, Thou art not yet fifty years old, and hast thou seen Abraham?

58 Jesus said unto them, Verily, verily I say unto you, Before Abraham was, I am.

59 Then took they up stones to

50 Aur main apní buzurgí nabín ḍhúnḍhtá; ek hai, jo dhúnḍhtá hai, aur hukm karta hai.

51 Main tum se sach sach kahtá hún, ki Agar koi meri bát mánegá, wuh maut ko hargiz na dekhegá.

52 Yahúdíon ne use kahá, ki Ab ham sach jante hain, ki tujh par ek bhút hai. Ibráhím aur paighambar margae; tad bhí tú kahta hai, ki Agar koi merí báten mánegá, wuh kabhí na maregá.

53 Kyá tú hamáre báp Ibráhím se, jo margayá, baṛá hai? sab paighambar margae: par tú apne taín kya thahrátá hai?

54 sá ne jawab diyá, Agar main apní izzat karún, to merí izzat kuchh nahín: merá Báp hai, jise tum kahte ho, ki Hamárá Khuda hai, wuh meri izzat kartá hai:

55 Tum use nahín jante ho; par main use jántá hún: aur agar main kahún, ki Main use nahín jántá, to main tumhárí tarah jhúṭhá húngá: par main use jántá hún, aur us kí bát mántá hóp. 56 Tumhárá báp Ibráhím mere din dekhne ko bahut cháhtá thá: aur use dekhá aur ķhush húe.

57 Tab Yahúdíon ne use kahá, ki Terí umr to pachás baras kí bhí nahin hai, aur tú ne Ibráhím ko dekha hai?

58 Įsá ne jawab diya, ki Main tum se sach sach kahtá hún, ki Ibráhím ke hone se main áge hún. 59 Tab unhon ne use márne ko

[ocr errors]

east at him but Jesus hid himself, and went out of the temple, going through the midst of them, and so passed by.

CHAPTER IX.

1 And as Jesus passed by, he saw a man which was blind from his birth.

2 And his disciples asked him, saying, Master, who did sin, this man, or his parents, that he was born blind?

3 Jesus answered, Neither hath this man sinned, nor his parents: but that the works of God should be made manifest in him.

4 I must work the works of him that sent me, while it is day: the night cometh, when no man can work.

5 As long as I am in the world, I am the light of the world.

6 When he had thus spoken, he spat on the ground, and made clay of the spittle, and he anointed the eyes of the blind man with the clay.

[blocks in formation]
[blocks in formation]

said, He is like him: but he said, I am he.

10 Therefore said they unto him, How were thine eyes opened?

11 He answered and said, A man that is called Jesus made clay, and anointed mine eyes, and said unto me, Go to the pool of Siloam, and wash: and I went and washed, and I received sight.

12 Then said they unto him, Where is he? He said, I know not.

13 They brought to the Pharisees him that aforetime was blind.

14 And it was the sabbath day when Jesus made the clay, and opened his eyes.

15 Then again the Pharisees also asked him how he had received his sight. He said unto them, He put clay upon mine eyes, and I washed, and do see.

16 Therefore said some of the Pharisees, This man is not of God, because he keepeth not the sabbath day. Others said, How can a man that is a sinner do such miracles? And there was a division among them.

17 They say unto the blind man again, What sayest thou of him, that he hath opened thine eyes? He said, He is a prophet.

18 But the Jews did not be

hai auron ne kaha ki Yih us kí mánind hai: par us ne kahá, Main wahí hún.

10 Phir unhon ne use púchhá, Terí ánkhen kyúnkar kholí gain?

11 Us ne jawab diya, ki 【sá nám ek shakhs ne mittí apne thúk se gúndhke merí ánkhon par lagáí, aur muhjhe kahá, ki Salwám ke hauz men já, aur nahá: main ne jake naháyá, aur merí ánkhen khul gaín.

12 Tab unhon ne use púchhá, ki Wuh kahan hai? Us ne jawab diyá, ki Main nahín jántá. 13 Tab jo áge andhá thá, we us ko Farísíon ke pás leáe.

14 Aur jab ki sá ne mitți gúndhke us kí ánkhen kholi thi, wuh árám ká din thá.

15 Farision ne bhí us se púchhá, ki Tú ne apní ánkhen kyúnkar páín? Us ne jawáb diyá, ki Us ne merí ánkhon par gilí miṭṭí lagáí, aur main naháyá, aur dekhtá hún.

16 Tab Farísíon men se bazon ne kahá, ki Yih mard Khudá kí taraf se nahíp hai, kyúŋki wuh árám ke din ko nahín mántá. Auron ne kahá, ki Gunáhgár ádmí aisí karámát kyúnkar dikhá sakta hai? Tab un men judáí húí. 17 Unhon ne us andhe ko phir púchhá ki Jis ne terí ánkben kholín, tú us ke haqq men kyá kahta hai? Us ne jawab diyá, ki Wuh Paighambar hai.

18 Par Yahúdíon ne us ke haqq

lieve concerning him, that he had been blind, and received his sight, until they called the parents of him that had received his sight.

19 And they asked them, saying, Is this your son, who ye say was born blind? how then doth he now see?

20 His parents answered them and said, We know that this is our son, and that he was born blind:

21. But by what means he now seeth, we know not; or who hath opened his eyes, we know not: he is of age; ask him: he shall speak for himself.

22 These words spake his parents, because they feared the Jews for the Jews had agreed already, that if any man did confess, that he was Christ, he should be put out of the synagogue.

23 Therefore said his parents, He is of age; ask him.

24 Then again called they the man that was blind, and said unto Him, Give God the praise: we know that this man is a sinner.

25 He answered and said, Whether he be a sinner or no, I know not: one thing I know, that, whereas I was blind, now I

see.

26 Then said they to him again, What did he to thee? how opened he thine eyes ?

27 He answered them, I have

men sach na jáná, ki wuh andhá thá, aur apní ánkhen páín, jabtak ki unhon ne us ke mán báp ko na buláyá.

19 Aur un se púchhá, ki Kyá yih tumhárá bețá hai, jo andhá paidá húá thá? phir wuh ab kyúnkar dekhta hai?

20 Us ke mán báp ne jawáb diyá, ki Ham jánte hain, ki yih hamárá beta hai, aur ki wuh andhá paidá húa thá

21 Par ab wuh kyúnkar dekhtá hai, ham nahín jánte; aur us kí ánkhon ko kis ne kholá, ham nahín jante: wuh jawán hai; use páchho: wuh apní áp kahegá.

22 Us ke mán báp ne Yahúdíon ke dar ke máre yún kahá: Yahúdíon ne thahráyá thá, ki jo koí sá ko Masih mán legá, wuh jamáąt se báhar nikálá jáe.

23 Isliye us ke mán báp ne kahá, ki Wuh jawán hai; usí se púchhná.

24 Tab unhon ne us shakhs ko, jo andhá paidá húá thá, phir bulákar kahá ki Ķhudáhí ká shukr kar: ham jante hain, ki yih mard gunáhgár hai.

25 Us ne jawab diyá, ki Wuh gunáhgár ho ya na ho, main nahín jántá: main ek bát jántá hún, ki main andhá thá, aur ab dekhtá hún.

26 Tab unhon ne use phir púchhá, ki Us ne tujhe kyá kiyá? us ne kyúnkar terí ánkhen kholí? 27 Us ne jawab diyá, ki Main

« AnteriorContinuar »