Imágenes de páginas
PDF
EPUB

I love thee. Jesus saith unto jánte hain; áp jánte hain, ki main him, Feed my sheep.

18 Verily, verily, I say unto thee, When thou wast young, thou girdedst thyself, and walkedst whither thou wouldest: but when thou shalt be old, thou shalt stretch forth thy hands, and another shall gird thee, and carry thee whither thou wouldest not.

19 This spake he, signifying by what death he should glorify God. And when he had spoken this, he saith unto him, Follow

me.

20 Then Peter, turning about, seeth the disciple whom Jesus loved following; which also leaned on his breat at supper, and said, Lord, which is he that betrayeth thee?

21 Peter seeing him saith to Jesus, Lord, and what shall this man do?

22 Jesus saith unto him, If I will that he tarry till I come, what is that to thee? follow thou me.

23 Then went this saying abroad among the brethren, that that disciple should not die: yet Jesus said not unto him, He shall not die; but, If I will that he tarry till I come, what is that to thee?

24 This is the disciple which testifieth of these things, and wrote these things: and we know that his testimony is true.

áp ko piyár kartá hún. Įsá.ne use kahá, ki Mere bheren chará. 18 Main tujh se sach sach kahtá hún, ki jab tak tú jawán thá, tú apní kamar bándhtá thá, aur jahán kahín cháhtá thá, játá thá: par jab tú búṛhá hogá, tú apne háthon ko phailá degá, aur dúsrá terí kamar bándhegá, aur jahán tú na cháhegá tujhe lejáegá.

[blocks in formation]

22 Įsá ne use kahá, ki Agar main cháhún, ki mere áne tak wuh thahre, to tujhe kyá? tú mere píchhe chalá á.

23 Tab bháion men yih bát phail gaí, ki wuh shagird na maregá: tad bhí sá ne use nahín kahá, ki Wuh na maregá; magar yih kahá, ki Agar main cháhún, ki mere ane tak wuh thare, to tujhe kya?

24 Yih wuh shágird hai, jis ne in kámon kí gawáhí dí, aur in báton ko likhá: aur ham us kí gawáhí sach mánte hain.

25 And there are also many, other things which Jesus did, the which, if they should be written every one, I suppose that even the world itself could not contain the books that should be written. Amen.

25 Aur bhí bahutse kám hain, jo sá ne kiye, ki agar we judá judá likhe játe, to main samajhtá hún, ki likhín húín kitáben dunyá men na samátín. Amín.

THE ACTS OF THE APOSTLES.

RASU LON KE IAMA L KI KITA B.

CHAPTER. I.

1 The former treatise have I made, O Theophilus, of all that Jesus began both to do and teach,

2 Until the day in which he was taken up, after that be through the Holy Ghost had given commandments unto the apostles whom he had chosen : 3 To whom also he shewed himself alive after his passion by many infallible proofs, being seen of them forty days, and speaking of the things pertaining to the kingdom of God:

4 And, being assembled together with them, commanded them that they should not depart from Jerusalem, but wait for the promise of the Father, Which, saith he, ye have heard of me.

5 For John truly baptized with water; but ye shall be baptized with the Holy Ghost not many days hence.

6 When they therefore were come together, they asked of him, saying, Lord, wilt thou at this time restore again the kingdom to Israel?

PAHLA BAB.

1 Ai Theophilus, jo kuchh ki Įsá shurá se kartá, aur sikhátá rahá,

2 Us din tak, ki wuh Rúhi Quds se apne rasúlon ko, jinhep us ne chuná, hukm dekar, ápar uthayá gayá, main wuh sab pahli kitab men bayán karchuká: 3 Un par us ne apne marne ke píchhe, áp ko bahut sí záhir dalilon se zinda sábit kiyá, ki wuh chálís din tak unhen nazar átá, aur Ķhudá kí bádsháhat kí báten kahta rahá :

4 Aur unhen ekthá karke*, hukm diyá, ki Aurshalím se bahar na jáo, balki Báp ke us wade kí, jis ká zikr tum mujh se sun chuke ho, ráh dekho.

5 Ki Yahiya ne to pání se baptismá diyá; par tum thore dinon ke bad Rúh i Quds se baptismá páoge.

6 Tab unhon ne, jo ekthe the, us se púchhá, ki Ai Ķhudáwand, kyá tú isí waqt Isráíl kí bádsháhat phir bahal kiyá cháhtá hai? * Yá un kí jamáạt men dákhil hoke.

7 And he said unto them, It is not for you to know the times or the seasons which the Father hath put in his own power.

8 But ye shall receive power, after that the Holy Ghost is come upon you and ye shall be witnesses unto me both in Jerusalem, and in all Judea, and in Samaria, and unto the uttermost part of the earth.

9 And when he had spoken these things, while they beheld, he was taken up; and a cloud received him out of their sight.

10 And while they looked stedfastly toward heaven as he went up, behold, two men stood by them in white apparel;

11 Which also said, Ye men of Galilee, why stand ye gazing up into heaven? this same Jesus, which is taken up from you into heaven, shall so come in like manner as ye have seen him go into heaven.

12 Then returned they unto Jerusalem from the mount called Olivet, which is from Jerusalem a sabbath day's journey.

13 And when they were come in, they went up into an upper room, where abode both Peter, and James, and John, and Andrew, Philip, and Thomas, Bartholomew, and Matthew, James the son of Alpheus, and Simon Zelotes, and Judas the brother of James.

14 These all continued with one

7 Us ne unhen kahá, Tumhárá kám nahín, ki un waqton aur mausimon ko, jinhen Báp ne apne hí ikhtiyar men rakha hai, jáno.

8 Lekin tum Ráh i Quds se qúwat páoge, jab wuh tum par áwegá: o Aurshalím aur sáre Yahudiya o Sámariya men, balki zamín ki hadd tak mere gawah hoge.

9 Aur wuh yih kahke, un ke dekhte húe, úpar uṭháyá gayá ; aur badli ne use un kí nazar se chhipá liya.

10 ¶ Aur us ke játe ha̸e, jab we ásmán kí taraf tak rahe the, dekho, do mard sufed poshák men un ke pás khaṛe the;

11 Aur kahne lage, Ai Jalílí logo, tum kyún khaṛe ásmán kí taraf dekhte ho? Yihí sá, jo tumháre pás se ásmán par uṭháyá gayá, jis tarah tum ne use ásmán ko játe dekhá, isí tarah áwegá.

12 Tab we us pahár se, jo Zaitúní kahlátá, o Aurshalím ke nazdík ek Sabt kí ráh par hai, Aurshalím ko phire.

13 Aur jab pahunche, to ek kothe par gaye; wahán Pitras aur Yaqúb, Yohná, aur Andriyás, Filip aur Thomás, o Barthalimí, aur Matí, Halfá ká betá Yaqúb, aur Shaman Zelotes, aur Yạqúb ká bhái Yahúdá rahte the.

14 Ye sab, auratop, aur sá kí

accord in prayer and supplication, with the women, and Mary the mother of Jesus, and with his brethren.

15 And in those days Peter stood up in the midst of the disciples,and said, (the number of the names together were about an hundred and twenty.)

16 Men and brethren, this scripture must needs have been fulfilled, which the Holy Ghost by the mouth of David spake before concerning Judas, which was guide to them that took Jesus.

17 For he was numbered with us, and had obtained part of this ministry.

18 Now this man purchased a field with the reward of ini

quity; and falling headlong, he burst asunder in the midst, an d all his bowels gushed out.

19 And it was known unto all the dwellers at Jerusalem; insomuch as that field is called in their proper tongue, Aceldama, that is to say, The field of blood.

20 For it is written in the book of Psalms, Let his habitation be desolate, and let no man dwell therein and, His bishoprick let another take.

21 Wherefore of these men which have companied with us all the time that the Lord Jesus went in and out among us,

22 Beginning from the baptism of John, unto that same day that he was taken up from us, must

má Mariyam, aur us ke bhaíon ke sath ekdil hoke, dua aur minnat kar rahe the.

15¶ Unhin dinon Pitras shágirdon ke darmiyán, (jo sab milke ek sau bís ke qarib the,) khará hoke bolá,

16 Ai bháío, zarúr thá, ki wuh likhá púrá howe, jo Ráh i Quds ne, Dáúd kí zabání, Yahúdá ke haqq men, jo ṛsá ke pakaṛwánewálon ká ráhbatlánewálá thá, áge se kahá.

17 Kyunki wuh ham men giná gayá, aur us ne is khidmat ká hissa páyá thá.

18 So us ne badí kí mazdúrí se ek zamín mol lí; aur aundhe mugh girá, aur us ká pet phat gayá, aur us kí tamám antríán nikal parín.

19 Aur yih Aurshalím ke sab rahnewalon ko málúm húá; yahán tak, ki us zamín ká nám un kí zabán men Haqaldámá húa, yane khún kí zamín.

20 Is liye ki Zabúr kí kitab men likha hai, ki Us ká makán ujár jáe, aur us men koi basnewálá na rahe: aur us ká kám dúsrá le.

21 Pas chahiye, ki in logon men se, jo harwaqt hamáre sáth rahe, jab Ķhudáwand ṛsá ham men áyá jáyá kartá thá,

22 Yahiyá ke baptismá se leke, us din tak, ki wuh hamáre pás se úpar úṭháyá gayá, un men se

« AnteriorContinuar »