Imágenes de páginas
PDF
EPUB

and brought them forth, and said,

20 Go, stand and speak in the temple to the people all the words of this life.

21 And when they heard that, they entered into the temple early in the morning, and taught. But the high priest came, and they that were with him, and called the council together, and all the senate of the children of Israel, and sent to the prison to have them brought.

22 But when the officers came, and found them not in the prison, they returned, and told,

23 Saying, The prison truly found we shut with all safety, and the keepers standing without before the doors: but when we had opened, we found no man within.

24 Now when the high priest and the captain of the temple and the chief priests heard these things, they doubted of them whereunto this would grow.

25 Then came one and told them, saying, Behold, the men whom ye put in prison are standing in the temple, and teaching the people.

26 Then went the captain with the officers, and brought them without violence: for they feared the people, lest they should have been stoned,

27 And when they had brought them, they set them before the council: and the high priest asked them,

wáze khole, aur unhen báhar láke kahá,

20 Jáo, aur haikal men khare hoke, is zindagi kí sárí báten logon se kaho.

21 Yih sunke, we taṛke haikal men gaye, aur sikháne lage. Jab sardár káhin aur us ke sáthí áye, to sanídaríon aur baní Isráil ke

buzurgon ko ekṭhe kiyá, aur qaidkháne men kahlá bhejá, ki unhen láwen.

22 Magar piyádon ne, qaidkháne men pahunchke, unhen na páyá, aur phir áke khabar dí,

23 Ki ham ne to qaidkháne ko bari khabardárí se band, aur chaukídáron ko darwázon par bahar khará páyá: par jab kholá, kisú ko andar na páyá.

24 Jab bare kahin, aur haikal ke sardár, aur sardár káhinon ne yih bát suní, ghabrágaye, ki kya hogá.

25 Tad ek shakhs ne áke unhep khabar dí, ki Dekho, we mard jinhen tum ne qaidkháne men dálá thá, haikal men khare logon ko sikhláte hain.

26 Tab haikal ká sardár piyádon ke sath jáke, unhen láyá, lekin zabardastí nahín: kyúnki logon se darte the, ki aisá na ho, ki ham par pathráo karen.

27 Aur unhen lake sanídaríon ke bích men khaṛá kiyá: tab sardár káhin ne un se púchhá,

28 Saying, Did not we straitly command you that you should should not teach in this name? and, behold, ye have filled Jerusalem with your doctrine, and intend to bring this man’s blood upon

us.

29 Then Peter and the other apostles answered and said, We ought to obey God rather than

men.

30 The God of our fathers raised up Jesus, whom ye slew and hanged on a tree.

31 Him hath God exalted with his right hand, to be a Prince and a Saviour, for to give repentance to Israel, and forgiveness of sins.

32 And we are his witnesses of these things; and so is also the Holy Ghost, whom God hath given to them that obey him.

33 When they heard that, they were cut to the heart, and took counsel to slay them.

34 Then stood there up one in the council, a Pharisee, named Gamaliel, a doctor of the law, had in reputation among all the people, and commanded to put the apostles forth a little

[blocks in formation]

|

[ocr errors]

28 Ki Kya, ham ne tum se baṛí tákíd na kí, ki is nám par tálím na dená? par, dekho, tum ne Aurshalím ko apní tálím se bhar diyá, aur chahte ho, ki is shakhs ká khún ham par sábit karo.

29 Pitras aur rasulon ne jawab men kahá, Zarúr hai, ki ham Ķhudá ká hukm ádmíon ke hukm se ziyada mánen.

30 Hamáre báp dádon ke Khudá ne sá ko uthayá, jise tum ne salib par laṭkáke már ḍálá.

31 Usí ko Khuda ne malik aur najátdenewálá thahráke, apne dahne háth buland kiyá, táki Isráil ko tauba aur gunáhon kí muafi bakhshe.

32 Aur ham us kí in báton ke gawah hain; aur Rúh i Quds bhí, jise Khudá ne unhen bakhshá, jo us kí tábidárí karte hain.

33 ¶ We yih sunke kat gaye, aur salah kí, ki unhen qatl karen.

34 Tab Gamalael námí ek Farísí ne, jo shariyat sikhlánewálá, aur sab logon men izzatdár thá, sanídaríon men uthke hukm kiya, ki rasúlon ko zará báhar lejáo;

35 Aur unhen kahá, ki Ai Isráílo, khabardár, tum in ádmíon ke sath kya kiyá chahte ho.

36 Ki in dinon ke áge Theudás ne uthke kahá, ki Main kuchh hún; aur sau chárek ádmí us se mil gaye; wuh márá gayá, aur

joined themselves: who was slain and all, as many as obeyed him, were scattered, and brought to nought.

37 After this man rose up Judas of Galilee, in the days of the taxing, and drew away much people after him: he also perished; and all, even as many as obeyed him, were dispersed.

38 And now I say unto you, Refrain from these men, and let them alone: for if this counsel this work be of men, it will come to nought:

or

39 But if it be of God, ye cannot overthrow it; lest haply ye be found even to fight against God.

40 And to him they agreed: and when they had called the apostles, and beaten them, they commanded that they should not speak in the name of Jesus, and let them go.

41 And they departed from the presence of the council, rejoicing that they were counted worthy to suffer shame for his name.

42 And daily in the temple, and in every house, they ceased not to teach, and preach Jesus Christ.

CHAPTER VI.

1 And in those days, when the number of the disciples was multiplied, there arose a murmuring of the Grecians against the Hebrews, because their widows were neglected in the daily ministration.

sab, jitne us ke tábį the, pareshán o tabáh húe.

37 Bád us ke Yahúdá Jalili ismnawísí ke dinon men utha, aur bahuton ko apní taraf khenchá: wuh bhí halák háá; aur sab, jitne us ke tábį the, chhitar bitar ho gaye.

38 Aur ab main tumhen kahtá hún, ki In ádmíon se kinára karo, aur jáne do: kyúnki agar | yih tadbír yá kám insán se hai, to tabah ho jáegá:

39 Par agar Khudá se hai, to tum use radd nahin karsakte; aisá na ho, ki tum Khudá se larnewále thaharo.

40 Uuhon ne use máná: aur rasúlon ko buláke kore máre, aur hukm kiyá, ki ṛsá ke nám par bát na kariyo, aur unhen chhor diyá.

41 Tab we sanídaríon ke huzúr se chale gaye, aur khush húe, ki ham is láiq to thahare, ki us ke nám ke liye behurmat hon.

42 Aur we harroz, haikal men, aur ghar ghar sikhláne, aur Įsá Masih ki khushkhabarí dene se báz na rahe.

CHHATWAN BAB. 1 Un dinon men, jab shagird bahut húe, Helenisti Įbráníon se kurkuráne lage, kyúnki un kí bewaon ke roz ki khabargírí men ghaflat hotí thí.

2 Then the twelve called the multitude of the disciples unto them, and said, It is not reason that we should leave the word of God, and serve tables.

ye

3 Wherefore, brethren, look out among you seven men of

2 Tab un bárahon ne shágirdon kí jamáąt ko buláke kahá, Munásib nahín, ki ham Ķhudá ke kalám ko chhorke, mez kí khidmat karen.

3 Pas, ai bháío, apne men se sát muątibar shakhs ko, jo Rúh

honest report, full of the Holyi Quds aur hikmat se bhare hon,

Ghost and wisdom, whom we may appoint over this business. 4 But we will give ourselves continually to prayer, and to the ministry of the word.

chuno, ki ham un ko is kám par

muqarrar karen.

4 Aur ham áp dua aur kalám kí khidmat men lage rahenge.

5 9 And the saying pleased | 5 | Yih bát sárí jamáạt ko

the whole multitude: and they chose Stephen, a man full of faith and of the Holy Ghost, and Philip, and Prochorus, and Nicanor, and Timon, and Parmenas, and Nicolas a proselyte of Antioch:

6 Whom they set before the apostles: and when they had prayed, they laid their hands on them.

7 And the word of God increased; and the number of the disciples multiplied in Jerusalem greatly; and a great company of the priests were obedient to the faith.

8 And Stephen, full of faith and power, did great wonders and miracles among the people.

[blocks in formation]

pasand áí: aur Stephan námí ek mard ko, jo ímán aur Rúh i Quds se bhará thá, aur Filip, aur Prokhoros, aur Nikánor, aur Tímon, aur Parmenas, aur Nikolas Antiokí ko, jo Yahúdí ho gayá thá, chuná:

6 In ko rasulon ke áge khaṛá kiyá: unhon ne duá mángke, apne háth úpar rakhe.

7¶ Aur Ķhudá ká kalẩm phail gayá; aur shágirdon kí jamáạt Aurshalím men bahut hí baih gaí: aur káhinon ká bará garoh ímán ke tábị húá.

8¶ Aur Stephan ímán aur qúwat se bhar jáke, baṛí baṛí karámaten aur nisháníán logon ek bích men záhir kartá rahá.

9 Tab báze us ibádatkháne se, jo Libertíní kahlátá hai, aur báze Kuríníon, aur Iskandaríon, aur un men se jo Kilikia aur Asia se aye, uthke Stephan se bahs karne lage.

10 And they were not able to resist the wisdom and the spirit by which he spake.

11 Then they suborned men, which said, We have heard him speak blasphemous words against Moses, and against God.

12 And they stirred up the people,and the elders, and the scribes, and came upon him and cought him, and brought him to the council,

13 And set up false witnesses, which said, This man ceaseth not to speak blasphemous words against this holy place, and the law:

14 For we have heard him say, that this Jesus of Nazareth shall destroy this place, and shall change the customs which Moses delivered us.

15 And all that sat in the council, looking stedfastly on him, saw his face as it had been the face of an angel.

CHAPTER VII.

1 Then said the high priest, Are these things so?

2 And he said, Men, brethren, and fathers, hearken; The God of glory appeared unto our father Abraham, when he was in Mesopotamia, before he dwelt in Charran,

3 And said unto him, Get thee out of thy country, and from thy kindred, and come into the land which I shall shew thee.

10 Par we us hikmat aur rúh ká, jis se wuh kalám kartá thá, sámhná na karsake.

11 Tab unhon ne bázon ko gánthá, ki kahín bam ne us ko Músá aur Khudá kí nisbat kufr bakte suná.

12 Tad unhon ne logon, aur buzurgon, aur faqíhon ko ubhárá, aur us par charh áye, aur pakaṛke sanídaríon men legaye,

13 Aurjhúte gawáhon ko khará kiyá; unhon ne kahá, ki Yih shakhs is pák makán aur shariyat kí nisbat kufr bakne se báz nahín átá:

14 Kyúnki ham ne use yih kahte suná, ki wahí sá Násarí is makán ko ḍháegá, aur un rasmon ko, jo Músá kí marifat hamen pahunchín, badal dálegá.

15 Tad sabhon ne, jo sanídaríon men baithe the, us par dhiyán karke dekhá; unhen us ká chihra firishte ká sá nazar áyá.

SATWAN BAB.

1 Tab sardár káhin ne púchhá, Kya ye báten yúuhín hain?

2 Wuh bolá, Ai bháío, aur ai ábá, suno; ki hamáre báp Ibráhím par, jis waqt Mesopotamia men tha, peshtar us ke ki wub Khárán men já basá, Ķhudáe zúljulál záhir húá,

3 Aur use kahá, ki Apne mulk aur rishtadáron men se nikal, aur us mulk men, ki tujhe dikháúngá, chal.

« AnteriorContinuar »