Imágenes de páginas
PDF
EPUB

much that the ship was covered with the waves: but he was asleep.

25 And his disciples came to him, and awoke him, saying, Lord, save us : we perish.

26 And he saith unto them, Why are ye fearful, O ye of little faith? Then he arose, and rebuked the winds and the sea; and there was a great calm.

27 But the men marvelled, saying, What manner of man is this, that even the winds and the sea obey him! 28 And when he was come to the other side into the country of the Gergesenes, there met him two possessed with devils, coming out of the tombs, exceeding fierce, so that no man might pass by that way.

29 And, behold, they cried out, saying, What have we to do with thee, Jesus, thou Son of God? art thou come hither to torment us before the time?

30 And there was a good way off from them an herd of many swine feeding.

31 So the devils besought him, saying, If thou cast us out, suffer us to go away into the herd

of swine.

32 And he said unto them, Go, And when they were come out, they went into the herd of swine: and, behold, the whole herd of swine ran violently down a steep

maujon se chhip gaí thí: aur wuh nind men thá.

25 Tab us ke shágirdon ne us pás áke, use uthayá, aur kahá, ki Ai Khudáwand, ham ko bachá: ham tabah hote hain.

26 Us ne unhen kahá, Ai kamiatiqádo, tum kyúp khaufnák ho? Phir us ne uthke hawáon aur daryá ko dánțá; tab bará chain ho gaya.

27 Aur log mutajjib hoke kabne lage, ki Yih kis tarah ká ádmí hai, ki hawáen aur daryá bhí us ke kahne men hain!

28 ¶ Aur jab wuh pár Gaderí ke mulk men pahunchá, do díwáne goristán se nikalte húe, jo aise tund the, ki us raste se koi guzar na saktá thá, us ko

mile.

29 Aur dekho, unhon ne chillake kahá, Khudá ke Bete sá, hamen tujh se kyá kám? Kyá tú yahán áyá hai, ki waqt se áge ham ko satáwe?

30 Aur un se dúr, súaron ká ek bará galla chartá thá.

31 Chunáchi dewon ne us kí minnat karke kahá, ki Agar tú ham ko dúr karta hai, to hamen rukhsat de, ki ham un súaron ke galle par jáwen.

32 Tab us ne unhen kahá, ki Jáo. Aur we nikalkar un súaron ke galle par gaye; aur dekho, un súaron ká sárá galla kaṛáre par se jhat daryá men já girá,

place into the sea, and perished in the waters.

33 And they that kept them fled, and went their ways into the city, and told every thing; and what was befallen to the possessed of the devils.

34 And, behold, the whole city came out to meet Jesus: and when they saw him, they besought him that he would depart out of their coasts.

CHAPTER IX.

I And he entered into a ship, and passed over, aud came into his own city.

2 And, behold, they brought to him a man sick of the palsy, lying on a bed and Jesus seeing their faith said unto the sick of the palsy; Son, be of good cheer; thy sins be forgiven thee.

3 And, behold, certain of the Scribes said within themselves, This man blasphemeth.

4 And Jesus knowing their thoughts, said, Wherefore thing ye evil in your hearts?

5 For whether is easier, to say, thy sins be foregiven thee: or to say, Arise, and walk?

6 But that ye may know that the Son of man hath power on earth to forgive sins, (then saith he to the sick of the palsy,) Arise, take up thy bed, and go unto thine house.

aur pání men dábkar mar gaya.

33 Tab charánewále bháge, aur shahr men jákar sab májará, aur un díwánon ká ahwál bayán kiyá.

34 Aur, dekho, wuh sárá shahr sá kí mulágát karne ko niklá : aur jab unhon ne us ko dekhá, to minnat kí, ki un kí sarhadd se báhar jáe.

NAWAN BAB.

1 Wuh phir kishtí par charhke pár utrá, aur apne shahr men áyá.

2 Aur dekho, ki ek maflúj ko, bistar par dálke, us pás láye: aur sá ne un ká iạtiqád dekhkar us maflúj ko kahá, ki Ai farzand, khátirjamą rakh; ki tere gunáh bakhshe gaye.

3 Tab báze kátibon ne apne dil men kahá, ki Yih kufr baktá hai.

4 Aur sá ne un ke gumánon ko daryáft karke kahá, ki Kyún tum apne dil men bad gumání karte ho?

5 Isliye ki kya bahut ásán hai, yih kahná, ki Tere gunah bakhshe gaye; ya yih kahná, kih Uth, aur chal?

6 Lekin táki tum jáno, ki Ibn i Adam ko zamín par gunáhon ke bakhshne ká ikhtiyár hai, (us ne us maflúj ko kahá,) ki Uth, apná bistar uțhá, aur apne ghar chalá já.

7 And he arose, and departed to his house.

8 But when the multitudes

saw it, they marvelled, and glorified God, which had given such power unto men.

9¶ And as Jesus passed forth from thence, he saw a man, named Matthew, sitting at the receipt of custom: and he saith unto him, Follow me. And he arose, and followed him. 10 And it came to pass, as Jesus sat at meat in the house, behold, many publicans and sinners came and sat down with him and his disciples.

11 And when the Pharisees saw it, they said unto his disciples, Why eateth your Master with publicans and sinners?

12 But when Jesus heard that, he said unto them, They that be whole need not a physician, but they that are sick.

13 But go ye and learn what that meaneth, I will have mercy, and not sacrifice: for I am not come to call the righteous, but sinners to repentance.

14 Then came to him the disciples of John, saying, Why do we and the Pharisees fast oft, but thy disciples fast not?

15 And Jesus said unto them, Can the children of the bridechamber mourn, as long as the bridegroom is with them? but the days will, come, when the

7 Aur wuh uthkar apne ghar chalá gayá.

8 Aur jamaaten yih dekhkar hairán húín, aur Khudá kí taríf kí, ki us ne aisí qudrat insán ko bakhshí.

9 ¶ Aur jaun sá wahán se áge barhá, us ne ek shakhs khirájgáh par baiṭhá húá dekhá, jis ká nám Matí thá: aur use kahá, Mere píchhe chal. Wuh uthkar us ke pichhe ho líyá.

10 Aur yún híá ki jab wuh ghar men kháne baiṭhá, bahut se khirájlenewále, aur gunahgár ákar sá ke, aur us ke shágird-. on ke sath baith gaye.

11 Aur Farísíon ne yih dekhkar us ke shágirdon ko kahá, ki Tumhárá Muallim khirájlenewálon, aur gunahgáron ke sáth kyún khátả hai?

12 sá ne sunkar un ko kahá, We, jo tandurust hain, tabib ke muhtáj nahín, magar we, jo bí

már hain.

13 Par tum jákar us ke mane daryáft karo, ki Main rahm ko, na qurbání ko cháhtá hún: ki main nekon ko nahín, bálki gunahgáron ko tauba ke liye buláne ko áyá hún.

14 Us waqt Yahiyá ke shágirdon ne ákar us ko kahá, Kyún ham aur Farísí aksar roza rakhte hain, aur tere shágird roza ahín rakhte?

15 Tab sá ne unhen Ayá barátí, jab tak ki di sáth hai, mátam kar sa!

lekin we din áwenge, k

ki

ке

n?

úl

birdegroom shall be taken from them, and then shall they fast. 16 No man putteth a piece of new cloth unto an old garment, for that which is put in to fill it up taketh from the garment, and the rent is made worse.

17 Neither do men put new wine into old bottles: else the bottles break, and the wine runneth out, and the bottles perish: but they put new wine into new bottles, and both are preserved.

18 ¶ While he spake these things unto them, behold there came a certain ruler, and worshipped him, saying, My daughter is even now dead: but come, and lay thy hand upon her, and she shall live.

19 And Jesus arose, and followed him, and so did his disciples.

20 And, behold, a woman, which was diseased with an issue of blood twelve years, came behind him and touched the hem of his garment:

21 For she said within herself, If I may but touch his garment, I shall be whole.

22 But Jesus turned him about, and when he saw her, he said, Daughter, be of good comfort; thy faith hath made thee whole. And the woman was made whole from that hour.

há un se juda kiyá jáegá, aur tab we roza rakhenge.

16 Hargiz koí purání poshák men karakht thán ke tukṛe ká paiwand nabín kartá: kyúnki wuh tukrá, jis ká paiwand kiyá gayá, us poshák se kuchh khench letá hai, aur badtar darídagí paida hoti hai.

17 Aur log naí sharáb ko purání mashkon men nahin rakhte: nahín to mashken phat játí hain, aur sharáb bah játí hai, aur mashken záyą hoti hain: balki naí sharáb ko naí mashkon men bharte hain, ki we donon bekhatar hain.

18 Jis dam wuh un se yih kalám kartá thá, dekh ek sardár ne ákar use sijda kiyá, ki Merí beți abhí mar gayí: tú ákar apná háth us par dhar, ki wuh jí uthegi.

19 Aur sá uṭhkar us ke píchhe chalá, aur us ke shágird bhí us ke sath gaye.

20 Aur dekho, ek randí ne, jis ká bárah baras se lohú járí thá, us ke pichhe se ákar, us ke jáme ke dáman ko chhúí:

21 Ki apní jí men kahtí thí, ki Agar main khálí us ke pairáhan ko chhúún, main tandurust ho jaúngí.

22 Tab Isá ne píchhe phirkar use dekhkar kahá, ki Ai beți, kháṭirjamą rakh, ki tere iątiqád ne tujhe changá kiyá., Aur wuh randi bas usí dam changí húí.

23 And when Jesus came into the ruler's house, and saw the minstrels and the people making a noise,

24 He said unto them, Give place for the maid is not dead, but sleepeth. And they laughed him to scorn.

25 But when the people were put forth, he went in, and took her by the hand, and the maid

arose.

26 And the fame hereof went abroad into all that land.

27 And when Jesus departed thence, two blind men followed him, crying, and saying, Thou son of David, have mercy

on us.

28 And when he was come into the house, the b.ind men

to him and Jesus saith unto them, Believe ye that I am able to do this? They said unto him, Yea, Lord.

29 Then touched he their eyes, saying, According to your faith be it unto you.

30 And their eyes were opened; and Jesus straitly charged them, saying, See that no man know it.

31 But they, when they were departed, spread abroad his fame in all that country.

32¶As they went out, behold, they brought to him a dumb man possessed with a devil.

33 And when the devil was cast out, the dumb spake and the

23 Aur jab Psá us sardár ke ghar men pahunchá, aur nauhagaron, aur hangámasázon ko dekhá,

24 Un ko kahá, ki Kináre ho: yih lạrkí mar nahin gaí, nínd men hai. Aur we us par hanse.

25 Aur jab we log báhar nikále gaye, us ne andar jákar us ke háth pakrá, aur wuh larki uṭhí.

26 Tab uskí shuhrat us sab sarzamín men machí.

27 Aur jab sá wahán se rawána húá, do and he us ke píchhe pukárte húe áye, aur bole, ki Ai Dáúd ke bețe, ham par rahm kar.

28 Aur jab wuh ghar men pahunchá, and he us ke pás áye: Psá ne unhen kahá, Ayá tumhen iatiqád hai, ki main kám kar saktá hún? we bole, Hán, ai Khudáwand.

29 Tab us ne un kí ánkhon ko chhúa, aur kahá, ki Jaisá tumhárá iạtiqád hai, tumháre wáste waisáhí ho.

30 Aur un kí ánkhen khul gaín; aur sá ne tákíd karke un se kahá, ki, Dekho, koí na jáne.

31 Par unhon ne jáke us sárí wilayat men us ki shuhrat dí.

32 ¶ Aur we jab báhar gaye, log ek gúnge díwáne ádmí ko us pás le áye.

33 Aur jab wuh deo dúr kiyá gayá, wuh gúngá bolá: aur ja

« AnteriorContinuar »